Search found 674 matches

by Shummu
Tue Mar 07, 2006 12:13 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taaza ghazal , pilaya nahi kabhi
Replies: 12
Views: 433

Re: Taaza ghazal , pilaya nahi kabhi

Dosto aur Buzurgo salaam aik taaza ghazal ke sath hazir hoN. umeed ke pazeerai farmaiNge shukria apnoN ko sach ka zahr pilaaya nahi kabhi jo dil ka haal tha vo sunaaya nahi kabhi nakaamioN pe ashk bahayaa nahi kabhi mai sar pe khaak daalta aayaa nahi kabhi jhooti tasallioN ne sahaara diaa magar taq...
by Shummu
Sun Mar 05, 2006 7:23 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#27--shaa'iri/sher/ghazal/sukhan
Replies: 40
Views: 9235

cha.nd shero.n me.n kahaa.N Dhalatii hai ehasaas kii aag
Gham kaa ye rang nikharanaa to abhii baaqii hai

by:Rashid Kamil
by Shummu
Sun Mar 05, 2006 12:29 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 102323

har shakhs bana leta hai ikhlaaq ka mayaar
khud apne liye aur zamaane k liye aur
by Shummu
Sun Mar 05, 2006 12:27 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#27--shaa'iri/sher/ghazal/sukhan
Replies: 40
Views: 9235

Lafz par ashaar#27--shaa'iri/sher/ghazal/sukhan

jo meri fikr ko soz-e-sukhan de
talaash ab bhi mujhe hai us hunar ki
by Shummu
Sat Mar 04, 2006 4:19 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Satati Rahi Chaandni...
Replies: 9
Views: 468

wah munir sahab achchi ghazal kahi hai aapne..munfarid radeef ke saath...aap urdu version ke saath roman version bhi de diya karein to sher quote karne mein asaani hogi...shukriya..filhaal is khoobsurat ghazla pe dili daad qubool karein :-)

Shumaila
by Shummu
Thu Feb 23, 2006 9:56 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: ai mere ham-nashii.n chal kahii.n aur chal
Replies: 0
Views: 117

ai mere ham-nashii.n chal kahii.n aur chal

Janaab Qamar Jalaalvi ai mere ham-nashii.n chal kahii.n aur chal is chaman me.n ab apanaa guzaaraa nahii.n baat hotii gulo.n tak to sah lete ham ab to kaa.NTo.n pe bhii haq hamaaraa nahii.n aaj aaye ho tum kal chale jaaoge ye muhabbat ko apanii gavaaraa nahii.n umr bhar kaa sahaaraa bano to bano do...
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 7:22 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 9
Views: 911

wah naheed sis wah itni muhskil zameen mein aap ne to kaafi achchi ghazal kahi hai..ustaadaana rang jhalak raha hai..waqaii ab to aap pakki shaayra ho chuki hain...ek ek sher ghaur karne laayaq hai...dili daad pesh hai is umda kaavish pe :-)

Shumaila
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 12:35 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76412


Apni tarah sabi ko kisi ki talaash thi,
Hum jiskay bhi qareeb rahey door hi rahe


Hum/rahe
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 11:01 am
Forum: Moshaairah
Topic: yaad bhi unki hamsafar na hui
Replies: 8
Views: 718

Fatima wrote:


qissa-e-dard jaante the sab
be.khabar ! bas tujhe khabar na houi

umr bhar uljhanon ko suljhaaya
do ghari chein sey basar nah houi
wah Fatima wah bahut khoob...tumhair ghazla ke ye do sher bahut zyaada pasand aaye..daad haazir hai..aise hi achcha achcha likhti raho :-)

Shumaila
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:57 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'SEEN' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 68
Views: 9433

Suntey hain sabhi gaur se awaz-e-jaras ko,
Manzil ki taraf koii rawana nahi hota.
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:51 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64676

Iftakhaar Aarif kay tund-o-taiz lehjay per na jaa ....
Iftakhaar Aarif ki aankhon main uljhtay khwaab dekh ....
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:44 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3092

...
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:15 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3092

udaas raaton mien tez coffee ki talkhiyon mien, wo kuch ziyada hi yaad ata hai sardiyon mien, mujhey ijazat nahin hai us ko pukaarney ki, jo goonjhta hai lahu mien,seeney ki dharkanon mien, wo bachpan jo udaas rahon mien kho gaya tha, mien dhondta hun usey tumhari sharartoun mien, usey dilasey to de...
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:15 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3092

Meri Ankhoon Kay SAmandar main Jalan kaisi Hai Ajj Phir Dil Ko Tarapnay Ki LaGan Kaisi Hai Ab Kisi Chaat Pay Chiragon Ki Qatarin Bhi Nahi Ab Teray Shehar Ki Galioyon Main Guthan Kaisi Hai Baraf Kay Roop Main dhaal Jain Gay Saray Rishtay Mujh say Pocho Kay Muhabbat Main Agan kaisi Hai Main Teray Wisa...
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:15 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3092

Sumandar mein uturta hoon tu aankhein bheeg jaati hain Teri aankhon ko parhta hoon tu aankhein bheeg jati hain Tumhara naam likhney ki ijaazat chin gai jub se Koi bhi lafz likhta hoon tu aankhein bheeg jati hain Naa jaaney ho gaya iss qadar hassaas mein kub se Kissi se baat karta hoon tu aankhein bh...