Search found 674 matches

by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:14 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3092

"Last Call" Kal hamesha ki tarha uss ney kaha ye fone par mein buhut masroof hoon mujh ko buhut sey kaam hain iss liye tum aao milney mein tou aa sakti nahi har riwayat toRh kar iss baar mein ney keh diya tum jo ho masroof mein bhi buhut masroof hoon tum jo ho mash'hoor tou mein bhi buhut ...
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:14 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3092

tum merii aa.Nkh ke tevar na bhulaa paaoge ankahii baat ko samajhoge to yaad aa_uu.Ngaa ham ne Khushiyo.n kii tarah dukh bhii ikaTThe dekhe safaah-e-ziist ko palaToge to yaad aa_uu.Ngaa isii andaaz me.n hote the muKhaatib mujh se Khat kisii aur ko likhoge to yaad aa_uu.Ngaa sard raato.n ke mahakate ...
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:13 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3092

dukh dard mein hamesha nikale tumhare khat aur mil gai khushi to uchhaley tumhare khat sab chooriyan tumhari samandar ko sonp dee aur kar diye hawa ke hawaley tumhare khat mere lahoo mein goonj raha hey har ek lafz meiney ragon ke dasht mei paalay tumhare khat yoon to hein be-shumaar wafa ki nishani...
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:12 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3092

hazaaron dukh pare sehna mohabbat mar nahi sakti hai tum se bus yehi kehna mohabbat mar nahi sakti tera har mere khat ko paRhna aur ro dena mera har baar likh dena mohabbat mar nahi sakti kiya tha hum nay campus ki nadi pay ik haseen wada bhale humko pare marna mohabbat mar nahi sakti jahan main ja...
by Shummu
Mon Feb 20, 2006 10:08 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#26--aatish/aaG
Replies: 62
Views: 7707

aab-o-aatish se yeh Khamiir-e-chaman,
hai KhizaaN ya bahaar hai? kya hai?
by Shummu
Tue Feb 14, 2006 9:27 am
Forum: Moshaairah
Topic: "hamsafar nah huee"tarhi ghazal guzaarish#14
Replies: 6
Views: 297

wah bahut khobo...achchi ghazal kahi hai..daad pesh hai Haamid sahab :-)

Shumaila
by Shummu
Tue Feb 14, 2006 9:22 am
Forum: Moshaairah
Topic: t^arHi Ghazal barae'e musha´i'rah 14
Replies: 7
Views: 610

wah wah wah Figaar sahab bahut khoob...sab se pehle ko khushaamadeed aur aapki ghazal bahut pasand aayi..daad pesh hai :-)


Shumaila
by Shummu
Mon Feb 13, 2006 9:04 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tarHi ghazal Soorat e kaif umr bhar nah hui
Replies: 4
Views: 404

wah wah wah behad umda..lajawaab ghazal...ek ek sher khoob hai..meri dili daad pesh hai ...bas maqta ittefaaq se aap ka huu ba huu hamare maqte se Takraa gaya....maine ghazal doosre din hi post kar di thi..shayad aap ne dekhi nahi thi...ye raha link.. http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/viewtopic.ph...
by Shummu
Mon Feb 13, 2006 9:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Humne Unse Bhi Dosti Ki Hai....
Replies: 8
Views: 611

is font ko paRhne mein mujhe khaasi dushwaari ho rahi hai..plz roman version bhi post kar dien ghazla ka..shukriya
by Shummu
Sun Feb 12, 2006 9:26 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamdeed Janab VPN
Replies: 3
Views: 471

hamari jaanib se bhi pur khuloos isteqbaal hai aapka bazm-e-urdubandhan mein..aate rahiyega... :-)
by Shummu
Sat Feb 11, 2006 12:18 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL - -- - (GUZ.14) by: ABDULLAH NAZIR.
Replies: 14
Views: 1160

Re: TARAHI GHAZAL - -- - (GUZ.14) by: ABDULLAH NAZIR.

WEBMASTER wrote:

dhoop kaa isqadar taHammul thaa
Haajat-e-saaya-e-shajar nah houi

Raah-e-dushwaar ka hou zikr hi kyaa
Aas bhi apni hamsafar nah houi

Be-zabaani bhi hei zabaaN ;Nazir:
daastaaN dil kii mukhtaSar nah houi.


wah wah ghazal ke ye teen ashaar bahut pasand aaye..daad haazir hai :-)

shumaila
by Shummu
Sat Feb 11, 2006 12:05 pm
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3092

:-)
by Shummu
Sat Feb 11, 2006 12:01 pm
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3092

:-)
by Shummu
Sat Feb 11, 2006 11:57 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64676

Main usko manaaun ke gham-e-dehr se uljhooN
MoHsin wo koi kaam bhi karney nahin deta

(mohsin naqvi)
by Shummu
Sat Feb 11, 2006 11:56 am
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46606

yeh jo qaul-o-qaraar hai, kya hai?
shak hai ya eitbaar hai, kya hai?!