Search found 674 matches

by Shummu
Sat Feb 11, 2006 11:54 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#26--aatish/aaG
Replies: 62
Views: 7836

Woh aag hai ke meri paur paur jaltee hei
mere badan ko mila chanaar ka mausam

- parveen shakir
by Shummu
Sat Feb 11, 2006 11:45 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK TAZA GHAZAL
Replies: 3
Views: 271

wah bahut khoob Munir sahab....ghazal achchi hai khaaskar matla bahut achcha laga..daad pesh hai.... :grin:

shumaila
by Shummu
Fri Feb 10, 2006 8:56 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#26--aatish/aaG
Replies: 62
Views: 7836

shola-badan, aatish bajaaN, phirta raha wo be-amaaN
warna sabaa zolfoN maiN tha, warna ghataa kajal maiN thi
by Shummu
Tue Feb 07, 2006 8:02 pm
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3135

us kay bina ab chup chaap rehna acha lagta hay khamoshi say dard ko sehna acha lagta hay jis hasti ki yaad mein aanso barstey hain samnay us kay kuch na kehna acha lagta hay mil kar us say bichar na jaon darta rehta hoon is liay bas door hi rehna acha lagta hay janta hoon keh chahat mein bas aanso m...
by Shummu
Tue Feb 07, 2006 7:58 pm
Forum: Moshaairah
Topic: do ghaRi chain se basar na hui(Guz#14)
Replies: 9
Views: 603

Re: jadeediyat

[color] SHUMMU PurkhulooS tasleemaat, Jadeediyat aek aisaa lafz banaayaa gayaa hei jiski maiN taAreef kiye baghair nahiN reh saktaa. Jadeed-pun meiN wo dilkashi paidaa nahiN housakti thii jo "jadeediyat" meiN hei. :shock: lagta hai aap ko is lafz se bahut chiRh hai :lol: Afsous is baat ka...
by Shummu
Sun Feb 05, 2006 11:31 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'SEEN' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 68
Views: 9554

saa.Ns lenaa bhii kaisii aadat hai
jiiye jaanaa bhii kyaa ravaayat hai
by Shummu
Sun Feb 05, 2006 11:30 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3135

Bohat khooob or bohat umdah intekhab hay Mughay sandal ker do wlai nazam kaha hay Khush rahian Handsome thanx handsome.....aap bhi zaroor contribute karein....waise urdu mein woh ghazla post ki hai upar..lijiye roman mein bhi post kar rahi hoon.. apnay ahsaas say choo kar mughay sandal kar do, main...
by Shummu
Sat Feb 04, 2006 11:21 am
Forum: Moshaairah
Topic: do ghaRi chain se basar na hui(Guz#14)
Replies: 9
Views: 603

Shummu jee aap ki ghazal buhat pasand aayii meri janib se daad qabool kijye khush rahiye zmufti Zarqa sis aap ko sab se pehle to mubarakbaad pesh hai urduduniya ke mushaire mein number one aane pe....kya ghazal kahi thi...bahut hi pukhta...mashaAllah..... :grin: doosra har jagah meri adna si ghazal...
by Shummu
Sat Feb 04, 2006 11:18 am
Forum: Moshaairah
Topic: do ghaRi chain se basar na hui(Guz#14)
Replies: 9
Views: 603

Re: do ghaRi chain se basar na hui(Guz#14)

wah wah! shummu, zabardast! lagta hai dil se nikli hai ye ghazal..... sabhi ashaar bohat umda hain aur bohat pasand aaye. zor e qalam aur ziyada. bhai itni fauran aur itni khoobsurat takhleeq per dili mubarakbaad aur daad qubol karo. sara baat jo pehle mo'atabar na hui aaj kaise woh be asar na hui ...
by Shummu
Sat Feb 04, 2006 9:52 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Denmark par azaab
Replies: 2
Views: 163

bahut choTa attachement hai paRhne mein hi nahi aa raha..aap plz ise roman mein bhi post kar dein..shukriya
by Shummu
Sat Feb 04, 2006 9:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: muddat hoi pochhaa hi nahiN Haal kise ne ::
Replies: 3
Views: 127

4. ra'naay-e-dil , Husn-e-bayaaN, noor-e-taKhayyul kyaa kyaa na kiyaa kam aye Sanam teri kamee ne ! wah wah wah kya dhaansoo sher hai..zabardast...poori ghazal ka sab se bhaari bharkam sher...I loved it.....Zia ek arse baad aap ko aur aapke kalaam ko dekh kar behad khushi hui..aate rahiyega.. :-) d...
by Shummu
Sat Feb 04, 2006 9:31 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'SEEN' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 68
Views: 9554

sau baar agar tum ruuTh gaye ham tum ko manaa hii lete the
ik baar agar ham ruuTh gaye tum ham ko manaanaa kyaa jaano
by Shummu
Sat Feb 04, 2006 9:27 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3135

Abhi to ishq main aisa bhi haal hona hay k ashq rokna tum se mohaal hona hay har aik lab pe hay meri wafa k afsanay tere sitam ko abhi lazawal hona hay baja hay ka khaar hain lakin bahar ki rot main yeh teh hay k huamin bhi nehaal hona hay tumhain khabar hi nahin tum to loot jao gay tumharay hijar m...
by Shummu
Sat Feb 04, 2006 9:26 am
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3135

sara_j wrote:shukriya shummu. bohat acha intekhab hai. jald hazir houngi
Shukriya sis..aap ki contribution ka bhi intizaar rahega :-)
by Shummu
Sat Feb 04, 2006 9:24 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#26--aatish/aaG
Replies: 62
Views: 7836

sood-o-ziyaaN ka khayaal hai kabhi to kabhi hai be-parwaahi
aatish se daaman bacha bhi leta hooN aur aas hai jalne ki bhi