Search found 674 matches

by Shummu
Fri Feb 03, 2006 8:26 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee ghazal Mushaairah (14)
Replies: 13
Views: 1049

Re: Tarahee ghazal Mushaairah (14)

zulfe aalaam thi jo sar nah hoii “do ghaRi chain se basar nah houi” --wah wah kya matla hai aur kya girha..bahut khoob! miT gaii jab se Khuwaahish-e parwaaz zeest moHtaaj-e baal.o.par nah hoii --bahut khoob! is jahaN meN wafa, wafa ka jawaab hona to chaahiye magar nah houi --wah kitni maasoomiyat h...
by Shummu
Fri Feb 03, 2006 3:15 pm
Forum: Moshaairah
Topic: do ghaRi chain se basar na hui(Guz#14)
Replies: 9
Views: 603

Re: bahut achchi koushish hei

S H U M M U PurkhulooS tasleemaat, YooN maAloom houtaa hei ke aap ne yeh TaraHi ghazal bahut hii ujlat meiN kahi hei aur nazar-e-caani bhi nahiN kii. Apnaa tabSirah pesh karne se pahle tah-e-dil se daad aur mubaarakbaad pesh kartaa hooN. Adaab nazir bhai..jee waqaii ghazal bahut hi ujlat meiN kahi ...
by Shummu
Fri Feb 03, 2006 8:35 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#26--aatish/aaG
Replies: 62
Views: 7836

meraa azm itanaa bula.nd hai ke paraaye sholo.n kaa Dar nahii.n
mujhe Khauf aatish-e-gul se hai, ye kahii.n chaman ko jalaa na de
by Shummu
Thu Feb 02, 2006 9:04 pm
Forum: Moshaairah
Topic: do ghaRi chain se basar na hui(Guz#14)
Replies: 9
Views: 603

do ghaRi chain se basar na hui(Guz#14)

Salaam ahl-e-bazm..baDe dinon baad kuch likha hai...woh bhi guz#14 ka tarahi misra itna achcha laga keh dekhte hi ghazal ho gayi...so taaza tareen ghazal aap ki khidmat meiN haazir hai...ummeed hai pasand aayegi :-) aap ki tanqeed-o-aara ki muntazir... 8) baat jo pehle mo'atabar na hui aaj kaise woh...
by Shummu
Thu Feb 02, 2006 3:30 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'SEEN' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 68
Views: 9554

senkRoN cheyd hain is meiN lekin
kitni achchi ye ridaa lagti hai


fakhra batool
by Shummu
Thu Feb 02, 2006 12:38 pm
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-FEB ke muntakhib shaayar: WASI SHAH
Replies: 19
Views: 3141

8)
by Shummu
Thu Feb 02, 2006 11:08 am
Forum: Mazaameen
Topic: Thandelab
Replies: 8
Views: 735

Sab se pehle to TAFSEER sahab yahan aap ko dekh kar bahut khushi ho rahi hai..tah-e-dil se khushaamadeed...maine aap ka ye short afsaana ek aur bazm mein paRha tha..behad pasand aaya tha aur dil khol ke saaraaha bhi tha...aap mashaALlah bahut umda likhte haiN..yahan bhi dil ki gehraaiyon se daad pes...
by Shummu
Thu Feb 02, 2006 10:51 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#26--aatish/aaG
Replies: 62
Views: 7836

Ishq par zor naheen hai yeh woh aatish Ghalib,
Jo lagaaye na lage aur bujhaaye na bane.
by Shummu
Wed Feb 01, 2006 11:41 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#26--aatish/aaG
Replies: 62
Views: 7836

Lafz par ashaar#26--aatish/aaG

aab-o-aatish se yeh Khamiir-e-chaman,
hai KhizaaN ya bahaar hai? kya hai?


Firaaq Gorakhpuri
by Shummu
Wed Feb 01, 2006 11:37 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'SEEN' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 68
Views: 9554

Harf-e-'SEEN' se ash'aar bhejiye..shukriya!

sunte hai.n ki mil jaatii hai har chiiz duaa se
ek roz tumhe.n maa.Ng ke dekhe.nge Khudaa se


"Rana Akbarabadi"
by Shummu
Wed Feb 01, 2006 8:03 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamdeed AleemKhanFalki sahib
Replies: 4
Views: 513

KHUSHAAMADEED :-)
by Shummu
Wed Feb 01, 2006 8:01 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: nayeem from Saudi-Arabia
Replies: 4
Views: 718

KHUSHAAMADEED :-)
by Shummu
Mon Jan 30, 2006 10:52 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek seedhi saadah Taazah Ghazal: Abdullah Nazir.
Replies: 10
Views: 751

MANZOOM DAAD.O.TAHSEEN saadaa ashAAr men kya husn chupa rakhkha hai kaise batlaaoN keh in sheroN meN kya rakhkha hai ek ek sher nazar aata hai ek ek ghazal yAAni her sher meN ghazaloN ka maza rakhkha hai Yeh lub.o.lahja yeh andaaze takallum SaHab fikr meN husn-e taGhazzul bhi mila rakhkha wazn yaks...
by Shummu
Mon Jan 30, 2006 10:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek seedhi saadah Taazah Ghazal: Abdullah Nazir.
Replies: 10
Views: 751

Re: Bahut bahut Shukriyah

SHUMMU, PurkhulooS tasleemaat, :-) Aapko meri maAmooli si ghazal ke bahut saare ashAar pasand aaye jiske liye maiN aapka beHad shukrguzaar hooN. Aap ne likhkhaa hei: wah wah saada hone ke bawajood bahut umda ghazal se nawaaza hai aapne Nazir sahab..dili daad pesh hai..khaaskar quoted ashaar bahut p...