Search found 674 matches

by Shummu
Wed Nov 15, 2006 4:01 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30878

Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...

yeh mehfil zaahidaan-e-Khushk kii mehfil hai ai riNdo!
zara is bazm meiN zikr-e-sharaab aahista aahista!!
by Shummu
Mon Nov 13, 2006 7:42 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Eitebar Sajid ki Ghazal
Replies: 2
Views: 726

wowwwwwwwwwwwwww beatifulllllllllll ghazal....SARA jee aapka intekhaab aur desigining dono bahut pasand aayi....aakhri sher mein lafz ALBUM hai??
by Shummu
Mon Nov 13, 2006 12:28 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Woh jo kabhi shareek the pursaan-e-haal meiN(Taaza ghazal)
Replies: 14
Views: 1577

Shukriya sara jee..aap ki jaanib se zamaane baad daad wusool hui hai..dil khush ho gaya.....waqaii is baar bahut lambe gap ke baad ghazal kahi thi.......aap ko pasand aayi jaankar khushi hui..shukriya !!:)
by Shummu
Sat Nov 11, 2006 1:47 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish #23 per hamaara adna kalaam pesh hai
Replies: 9
Views: 881

Salam haamid jee...hasb-e-m'aamol bahut hi fikrangez tehreer hai aapki.....hum aapki soch ko daad dete hain.... :)

Allah hum sab ko kehne sunne se zyaada amal ki taufeeq ata farmaaye..Ameen!
by Shummu
Tue Nov 07, 2006 12:44 pm
Forum: Anjuman
Topic: **one emoticon..one sher**(naya silsila)
Replies: 18
Views: 4252

shareek-e-bazm dil bhii haiN, chiraagh bhi haiN, phool bhii
magar jo jaan-e-anjuman tha woh kahaN chalaa gaya


next icon:


:evil:
by Shummu
Sun Nov 05, 2006 9:52 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Woh jo kabhi shareek the pursaan-e-haal meiN(Taaza ghazal)
Replies: 14
Views: 1577

Re: Sawalat

Salam, Sanpolia wahid hay iss ki jama kia hay?sanp kay bachon ko kiya kehtay hain?Waisse tu Urdu grammer mein aisse he jama banate hain. `Har eik baat` wahid hay ya jama?Har tu hamesha eik say ziyada kay leye hota hay jaisse har insan ya har bacha Phir shayed hai ghalat ho jis ko shaira ne hain he ...
by Shummu
Sun Nov 05, 2006 9:38 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Woh jo kabhi shareek the pursaan-e-haal meiN(Taaza ghazal)
Replies: 14
Views: 1577

Re: Javaab ke liye shukriyah

Azeezah Shummu, PurkhulooS Tasleemaat, MULAAHIZAAT: Aam Taur per maiN aek martabah tabSirah karne ke baAd dobaarah beHc o mubaaHice meiN nahiN paRhnaa chaahtaa taakeh ikhtilaaf kee khaleej waseeA nah houjaaye. Lekin aap ne apne maTleA ke baare meiN yeh likhkhaa hei: woh jo kabhi shareek the pursaan...
by Shummu
Sat Nov 04, 2006 12:38 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Woh jo kabhi shareek the pursaan-e-haal meiN(Taaza ghazal)
Replies: 14
Views: 1577

Re: Bahut khoob, waah waah

Azeezah Shummu , PurkhulooS Tasleemaat, :-) Aapki ghazal bahut pasand aayi jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. [/color] Salaam-o-Adaab Nazir bhai..bahut shukriya ke itni mistakes ke bawajood meri ghazal aap ko pasand aayi...aap waqaii hausla afzaayi farmaana jaante hain .....
by Shummu
Sat Nov 04, 2006 12:23 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Woh jo kabhi shareek the pursaan-e-haal meiN(Taaza ghazal)
Replies: 14
Views: 1577

Anmol wrote:Come on, sharminda mat ho. Just concentrate on your poetry and take time to revise it.

...
han maine revise ki hai ghazal..ab dekho....maine edit ki hai ... :-)
by Shummu
Sat Nov 04, 2006 11:39 am
Forum: Moshaairah
Topic: " dh~ajjiYaaN uRa deN haiN apne hee garibaaN ki"Gu
Replies: 9
Views: 796

Re: " dh~ajjiYaaN uRa deeN haiN apne hee garibaaN kee&q

2, dushmanoN se kiya karte ham gilah a'dawat ka? dostooN ne luTee hai aabru gulistaaN kee. 4, qiSSah kiya sunaeeN ham talkhiee-e-zamanah ka? khooN rula gaee ham ko be basee musalmaaN kee. 5, aadmee ke marne se aarzu naheeN miTtee roH bh~aTaktee rehtee hai a'aashiq-e-pareshaaN kee. 6, saaHilooN peh ...
by Shummu
Fri Nov 03, 2006 7:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Woh jo kabhi shareek the pursaan-e-haal meiN(Taaza ghazal)
Replies: 14
Views: 1577

Anmol wrote:
shummu wrote:
Anmol wrote:

oh no ye itni obvious mistake kaise ho gayi mujhse :cry: lagta hai waqaii bahut hi jaldi mein ghazal likh Daali is baar... :( badi sharminda mehsoos ho rahi hai...bahut zyaada mistakes hai is baar kalaam mein :cry:
by Shummu
Fri Nov 03, 2006 8:55 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Woh jo kabhi shareek the pursaan-e-haal meiN(Taaza ghazal)
Replies: 14
Views: 1577

[quote=Anmol [quote=shummu] Salam ahl-e-bazm! :) Aaj ek arse baad apni nayi sanjeeda ghazal post kar rahi hoon...urduduniya ke mushaire ke liye aakhri din mein likhi hai...isliye zyaada waqt na de saki ise..yahan isi ummeed ke saath pesh kar rahi hoon ke aap log meri kami beshiyon ki nishaandehi kar...
by Shummu
Thu Nov 02, 2006 10:27 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Woh jo kabhi shareek the pursaan-e-haal meiN(Taaza ghazal)
Replies: 14
Views: 1577

Woh jo kabhi shareek the pursaan-e-haal meiN(Taaza ghazal)

Salam ahl-e-bazm! Aaj ek arse baad apni nayi sanjeeda ghazal post kar rahi hoon...urduduniya ke mushaire ke liye aakhri din mein likhi hai...isliye zyaada waqt na de saki ise..yahan isi ummeed ke saath pesh kar rahi hoon ke aap log meri kami beshiyon ki nishaandehi kar dein aur aur apni aara se zaro...
by Shummu
Thu Nov 02, 2006 10:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek saadah see taazah ghazal - -- - Abdullah Nazir
Replies: 3
Views: 333

Re: aek saadah see taazah ghazal - -- - Abdullah Nazir

Khud se kyaa dushmani baRh gayi Aap se dousti baRh gayi wah..!! Jab wo meh-rukh houaa hamqadam Raah meiN raushni baRh gayi wah wah wah haasil-e-ghazla sher...!!! besabab wo khafaa hougaye baat kuch bhee nah thee baRh gayi sahi kaha aksar aisa ho jaata hai ke bin baat ke baat bahut barh jaati hai......
by Shummu
Thu Nov 02, 2006 10:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: laraz rahaa hai dil-e-sogawaar aaNkh`oN meN!
Replies: 20
Views: 1517

Wah Mohtaram Sarwar Sahab wahhhhhh..bahut umda ghazal se nawaaza hai aapne....itni khoobsurat zameen mein itni koobsurat ghazla likhi hai aapne ke kya bataoon...dili daad pesh hai...mazaa aa gaya paRhke .......:)

Mukhlis,
Shumaila