Search found 674 matches

by Shummu
Thu Jan 13, 2005 9:22 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: QurbatoN Main Bhee....Ahmed Faraz
Replies: 3
Views: 564

WAHHHHHHHHHHH FARAZ sahab ki bahut hi behtareen ghazal aap ne yahan chaspaaN ki hai...kya ash'aar hain..wah...khaaskar 3rd,5th aur 6th sher ke baare mein kya hi kehna...bahut bahut shukriya Raheel sahab share karne ka :)

Shumaila
by Shummu
Thu Jan 13, 2005 9:14 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ajab raat hai ye tilismaat ki
Replies: 26
Views: 2726

Re: ajab raat hai ye tilismaat ki

Mahtab Qadr wrote: shummu ji adaab

ghazal bahut khoobsurat aur aik gahri sachaioN ki akkasi kar rahi hai vo sachaiyaN jisay aik shayer ziada samajh sakta hai. bahut khoob.
Mahtab sahab ADAAB!

Ghazal ko pasand farmaane ka aur itni khoobsurat daad se nawaazne ka dili shukriya qubool farmaayeiN :)

Shumaila
by Shummu
Thu Jan 13, 2005 9:10 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ajab raat hai ye tilismaat ki
Replies: 26
Views: 2726

Re: Bahut Khoob Waah Waah

S H U M M U Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal bahut pasand aayi. Saare ashAar khoob heiN aur khaas Taur per ye ashAar: bhalaa baat kab thi ye ik raat ki k har shab hi nainoN ne barsaat ki faqat baat kii thii musaawaat ki na thii baat woh ikhtilaafaat ki na ho shaad mujh ko yuN khush dekh kar khus...
by Shummu
Wed Jan 12, 2005 4:03 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75608

tha ab tak maa'rka baahar ka darpesh
abhi to ghar bhi jaana hai yahaaN se




abhi/se
by Shummu
Wed Jan 12, 2005 3:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ajab raat hai ye tilismaat ki
Replies: 26
Views: 2726

Re: ajab raat hai ye tilismaat ki

salaam moHtaramah Shumaai'la saaHiba, aapkii taaza_ba_taaza Ghazal paRhii aur bas maiN angusht_ba_dandaaN rah gayaa aur bas muNh se waah waah be_iKhtiyaar nikal paRaa. Hairaangii is baat kii ki kia koii itnii aasaan zabaan se itnii behtareen bayaan bhi klar saktaa hai. bahot Khoob Shmaai'la saaHiba...
by Shummu
Wed Jan 12, 2005 3:37 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tum se shayad koiee sawaal na hou...Guzarish # 1
Replies: 16
Views: 1510

Re: tum se shayad koiee sawaal na hou...Guzarish # 1

3. baat dilki jo tum karo mujhse zindagi ka safar muhaal na ho 4. aankh se jazb karliye aansoo taakeh mujh se koiee sawaal na ho 5. saath tera hai isqadar piyaaraa hai tamanna ise zawaal na ho 6. yun guzar jaayeN roz o shab apne zindagaani kabhii vabaal na ho Wah sara jee ..bahut khoob!Aap ki tarah...
by Shummu
Wed Jan 12, 2005 10:21 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AasmaN per mujhe ay chand bulataa kiyuN hei: Abdullah Nazir
Replies: 10
Views: 1623

Re: AasmaN per mujhe ay chand bulataa kiyuN hei: Abdullah Na

1)AasmaaN per mujhe ay chaand bulaataa kiyuN hei Mujh se naalaaN hei tou phir sir pah biThaataa kiyuN hei 3)Chaahne waale ke dil meiN hei Thikaanah teraa usi kaAbeh ke dar o baam giraataa kiyuN hei 5) Bhool jaanaa hei agar waAdah o paimaaN apne meri her baat mujhe yaad dilaataa kiyuN hei 7)Shookhiy...
by Shummu
Tue Jan 11, 2005 8:01 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nasha badan mai utarta sharaab lafzoN ka
Replies: 13
Views: 1261

Wah Wah Wah bahut khoob Mahtab sahab....takraar-e-lafzi behad pasand aayi ghazal mein....ek ek sher lajawaab hai..dher saari daad haazir hai is khoobsurat ghazal pe :)

Shumaila
by Shummu
Tue Jan 11, 2005 1:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ajab raat hai ye tilismaat ki
Replies: 26
Views: 2726

shummu ji salamzz neheyaat asaan say alfaaz ko nehayat umdagi say sheroon ki larree main pro ker aap nay nehayat khubsoorat ghazal takhleeq kee hay aur bila shuba qabl e daad hay .. buhut umdaa .. share kernay ka bay had shukria,, waqar masood W'salaam Waqar sahab! Ghazal ki itne khoobsurat alfaaz ...
by Shummu
Mon Jan 10, 2005 7:49 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ajab raat hai ye tilismaat ki
Replies: 26
Views: 2726

ajab raat hai ye tilismaat ki

Salaam! Ek nayi ghazal pesh-e-khidmat hai...ummeed hai aap sab ko pasand aayegi! :) Arz kiya hai... ROMAN VERSION ajab raat hai ye tilismaat ki zameeN aasmaaN ne mulaqaat ki sunaa raat jab hai inaayaat ki sitaaroN ne shab bhar munaajaat ki bhalaa baat kab thi ye ik raat ki k har shab hi nainoN ne b...
by Shummu
Mon Jan 10, 2005 7:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khafaa kioN ho gayaa itnaa jehN se?
Replies: 7
Views: 769

Wah Tahira jee waqaii bahut hi khoob...asal likhna to ise hi kehte hain jo roz marra ki zindagi mein hone waale waaqiye/haadsaath pe likha jaaye...bahut hasb-e-haal ghazal kahi hai aapne...aap ke jazbe ki qadr karte hue meri jaanib se daad qubool farmaayein! Allah hum sab ko apni hifazat mein rakhe....
by Shummu
Mon Jan 10, 2005 12:14 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushamdeed tariq Mehmood saahib
Replies: 5
Views: 329

Salaam hamari jaanib se bhi URDUBANDHAN mein KHUSHAAMADEED Tariq sahab :)

SHumaila
by Shummu
Sat Jan 08, 2005 10:55 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: abhi kuch log haiN uspaar meray
Replies: 13
Views: 1374

Re: abhi kuch log haiN uspaar meray

badaltay maosamoN ke saath badlay vo jo ahbaab thay dochaar meray koi to lay sabaq in zalzaloN say bharay haiN shahr ke akhbar meray banaya hai makaN donoN ne milkar zameeN unki dar o deewar meray Wah!!! Bahut khoob Sarfaraz sahab....ye ash'aar bahut umda hain..daad haazir hai :) Shumaila
by Shummu
Fri Jan 07, 2005 1:00 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Surkh Chilman meiN haseeN TajMahal ho jaise....!
Replies: 5
Views: 518

THANX AAP SAB KA! :D
by Shummu
Fri Jan 07, 2005 12:53 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75608

oops maine bhi sher likh diya tha aakhir se... maine delete kar diya :)

nahi us LAFZ se SHURU hona chaahiye :D