Search found 674 matches

by Shummu
Tue Oct 17, 2006 7:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: pakistan ke zalazle ke bad pehli EID
Replies: 1
Views: 243

Sab se pehle to khushaamadeed ramishjee...aur phir mu'aazarat itni der se aapki tehreer dekhne ke liye....asl mein aajkal ramzaan mein masroofiyat itni hai ke zyaada aana nahi ho paata isliye shayad baaqi membraan bhi kam kam nazar aa rahe hain... aapne bahut hi hasas ghazal likhi hai aur aap ke ek ...
by Shummu
Sat Oct 14, 2006 8:49 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ash'aar #32---muskurahaT/tabassum
Replies: 21
Views: 7913

niichii aaNkhoN meiN kuChh tabassum saa,
shoKh hai? sharam saar hai? kya hai?
by Shummu
Sat Oct 14, 2006 6:46 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal-"kabhi jo bhool ke"
Replies: 6
Views: 654

wah..bahut khoob..!
by Shummu
Sat Oct 14, 2006 12:48 pm
Forum: Moshaairah
Topic: "ab aek saans bhi lenaa muHaal houtaa hei".....guz
Replies: 6
Views: 422

Re: "ab aek saans bhi lenaa muHaal houtaa hei"....

3. ye bijliyon ki garaj aur siyaah tanhaa raat bataauN kyaa jo mire dil kaa Haal houtaa hei wah..! 4. tiri wafaa ke yahaN phool ab khileN nah khileN jafaa ki dhoop meiN bhi iHtimaal houtaa hei iHtimaal=? 6. kabhi jo aapke tewar zaraa badalte heiN khabar kise hei jo Saara kaa Haal houtaa hei wah bah...
by Shummu
Sat Oct 14, 2006 9:05 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: pehlay aata
Replies: 3
Views: 258

log mulzim to samajhtay mujhay meray munsif
waqia koi to ilzaam say pehlay aata
sahi kaha...wah..bahut khoob..
by Shummu
Fri Oct 13, 2006 11:02 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek taazah ghazal nayi beHr meiN. Abdullah Nazir.
Replies: 7
Views: 582

Zindagi meiN khanjar-e-jaur o sitam kab tak
Ab acar hougaa nah tere vaar kaa mujh per

ahl-e-khaanah ke liye hooN baar ab yaaro
boujh thaa saaraa kabhi ghar-baar kaa mujh per




wah bahut khoob Nazir bhai....!! rose:

shumaila
by Shummu
Mon Oct 09, 2006 12:18 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: rukh se pardah uTh~a dijiYe!
Replies: 3
Views: 204

koshish yahi rehti hain sab ko paRhoon magar kambhakht waqt ki qillat maar deti hai..waise jo kalaam mujhe pasand aata hai use daad zaroor deti hoon:-)
by Shummu
Sun Oct 08, 2006 9:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: rukh se pardah uTh~a dijiYe!
Replies: 3
Views: 204

wah wah bahut khoob..mukhtasr si behr mein aap ki ye rawaan dawaan ghazal bahut pasand aayi..daad pesh hai muzaffar sahab :)
by Shummu
Sat Sep 23, 2006 11:57 am
Forum: Anjuman
Topic: **one emoticon..one sher**(naya silsila)
Replies: 18
Views: 4253

Daanish wrote:
agla 'emoticon':

:x
dil bhi paagal hai ke us shakhs se vaabasta hai
kisi aur ka hone de na apnaa rakhe


next:

:evil:
by Shummu
Thu Sep 21, 2006 9:48 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ash'aar #32---muskurahaT/tabassum
Replies: 21
Views: 7913

laakh hoNton pe muskuraahaT ki kiran raqsaaN ho
dukh to phir dukh hai chehre se numaayaaN hoga
by Shummu
Thu Sep 21, 2006 9:47 am
Forum: Anjuman
Topic: **one emoticon..one sher**(naya silsila)
Replies: 18
Views: 4253

laakh hoNton pe muskuraahaT ki kiran raqsaaN ho
dukh to phir dukh hai chehre se numaayaaN hoga


next:

:oops:
by Shummu
Wed Sep 20, 2006 3:21 pm
Forum: Anjuman
Topic: **one emoticon..one sher**(naya silsila)
Replies: 18
Views: 4253

shukriya daanish jee... ab lage haathon ek emoticon bhi de dete taakh hum bhi sher sunaate hue silsile ko aage barhaate... :)
by Shummu
Wed Sep 20, 2006 12:35 pm
Forum: Anjuman
Topic: **one emoticon..one sher**(naya silsila)
Replies: 18
Views: 4253

**one emoticon..one sher**(naya silsila)

Salam ahl-e-bazm..ek naye silsile ka aaGhaaz kar rahi hoon is ummeed ke saath ek aap sab is meiN baRhchaRh ke hissa lenge aur ise kaamyaab banaane meiN hamari madad karenge :-) Is mein karna ye hai ki ek member koi emoticon dega(yahan se ya bahar se le sakta hai) aur uspe next member ko sher likhna ...
by Shummu
Wed Sep 20, 2006 12:29 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf Zuaad/Toye/zoye se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 27
Views: 6632

zaalim thaa vo aur zulm kii aadat bhii bohut thii
majboor the ham,us se muhabbat bhii bohut thii
by Shummu
Wed Sep 20, 2006 12:20 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ash'aar #32---muskurahaT/tabassum
Replies: 21
Views: 7913

Lafz par ash'aar #32---muskurahaT/tabassum

muskurahaT hai husn kaa zevar
ruup ba.Dhataa hai muskuraayaa karo