Search found 674 matches

by Shummu
Mon Sep 18, 2006 5:14 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 21 ke teHet meree ik aor Ghazal.
Replies: 9
Views: 594

shukriya wazaahat farmaane ka Muzaffar jee..ab sher samajh aa gaya hai aur is pe bhi daad pesh hai...
by Shummu
Sun Sep 17, 2006 11:34 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 21 ke teHet meree ik aor Ghazal.
Replies: 9
Views: 594

Re: Guzarish 21 ke teHet meree ik aor Ghazal.

raqibooN par tiree darya dilee bardaasht karte haiN kaleje par jo chaltee hai chhuree bardaasht karte haiN. shikayat tak naheeN karte tumharee kaj´adaee kee guzar jate ho ban kar ajnabee bardaasht karte haiN. jala kar jis ne khakistar kiya hai aashiyaN mera usee shu'lah figan kee shu'lagee bardaash...
by Shummu
Sat Sep 16, 2006 9:15 am
Forum: Moshaairah
Topic: guz#21 by haamidbaaqri
Replies: 9
Views: 809

wah bahut khoob..!!!!
by Shummu
Sat Sep 16, 2006 9:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khawhish e tark e talluq ki namoo kaise huvi
Replies: 10
Views: 772

wah wah wahhhhhhhhhh baRi hi munfarid ghazal kahi hai aapne..kam ashaar magar sab jaandaar...ye kamaal aap hi kar sakte hain Mahtaab sahab....bahut khoob...sabhi sher apni jagah hain...dili daad pesh hai itni khoobsurat takhleeq pe... :)
by Shummu
Thu Sep 14, 2006 5:14 pm
Forum: Moshaairah
Topic: MERI GAZAL (MUSHAAIRAH # 21)
Replies: 14
Views: 1378

Re: MERI GAZAL (MUSHAAIRAH # 21)

JahaN meN runj.o.Gam yuuN tou sabhee bardaasht karte haiN Magar Gam ko samjhkar hum Khooshee bardaasht karte haiN Wah bahut khoob..! Munafey ki koii Surat nazar aati nah ho jismeN KahaN ab dost aisee dostee bardaasht karte haiN wah kya teekhaa sher hai..zabardast tanz hai aajkal ki dosti pe...bahut...
by Shummu
Thu Sep 14, 2006 11:15 am
Forum: Moshaairah
Topic: BardaSHt kartay hain-----by farhan
Replies: 16
Views: 1727

mera jawaab kahan hai .... :cry:
by Shummu
Thu Sep 14, 2006 11:11 am
Forum: Moshaairah
Topic: MERI GAZAL (MUSHAAIRAH # 21)
Replies: 14
Views: 1378

Re: MERI GAZAL (MUSHAAIRAH # 21)

JahaN meN runj.o.Gam yuuN tou sabhee bardaasht karte haiN Magar Gam ko samjhkar hum Khooshee bardaasht karte haiN Wah bahut khoob..! Munafey ki koii Surat nazar aati nah ho jismeN KahaN ab dost aisee dostee bardaasht karte haiN wah kya teekhaa sher hai..zabardast tanz hai aajkal ki dosti pe...bahut...
by Shummu
Tue Sep 12, 2006 1:35 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal - 21 Sara Jabeen
Replies: 8
Views: 1298

Re: Ghazal - 21 Sara Jabeen

1. diye duniya ne jitne ghum sabhi bardaasht karte heiN hamaaraa dil hei, jou ham har ghaRi bardaasht karte heiN 2. kabhi pehchani raahon per jo thokar lag bhi jaaye tou " Jou ahl-e-zarf houte heiN vohi bardaasht karte heiN" 3. taRap jata hai dil jab ghair ki mehfil mein voh jayein baRi m...
by Shummu
Tue Sep 12, 2006 1:22 pm
Forum: Moshaairah
Topic: :: bharee meHfil maiN teree be-ruKhee bardaasht karte haiN :
Replies: 11
Views: 1111

1. bharee meHfil maiN teree be-ruKhee bardasht karte haiN moHabbat maiN ham aisaa z^ulm bhee bardaasht karte haiN ! 5. umeed-e-waSl tak baaqee nahiN dil maiN, jahaaN waalo hamaaraa z^arf dekho kyaa kamee bardaasht karte haiN ! 6. sitam har Haal maiN sihte haiN ham teree moHabbat maiN kabhee bardaas...
by Shummu
Tue Sep 12, 2006 1:15 pm
Forum: Moshaairah
Topic: BardaSHt kartay hain-----by farhan
Replies: 16
Views: 1727

Re: BardaSHt kartay hain-----by farhan

2) raQeebooN ko tirii Qurbat muyassar deekh kar jaanaaN, baRii muSHkil say aankhooN main namii bardaSHt kartay hain. 5) biCHaR kar tujh say zindaa hain, yeh bas jabr-e-tanaffus hei, kahaN jeetay hain! hum jo zindagii bardaSHt kartay hain. 6) mire lehjay ki talKHii ik kasouTii hai parakhnay ki, [col...
by Shummu
Tue Sep 12, 2006 10:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:dard de na Shifa kare koii..
Replies: 5
Views: 473

Re: Ghazal:dard de na Shifa kare koii..

Mayank jee kaise hain?ek arse baad aayi hoon aur aap ka kalaam paRh rahi hoon...aap ne acchi koshish ki hai..meri taraf se daad pesh hai aur zor-e-qalam aur ziyaada!

Khush rahein :-)

Shumaila
by Shummu
Tue Sep 12, 2006 10:01 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: chahtieN haiN faqat fasanoN maiN
Replies: 9
Views: 543

1. chahtieN haiN faqat fasanoN maiN talkhiaN rach gayyiiN zabanoN maiN 2. jhoot hi thaa tirre biyanoN maiN maiN bahlti rahi bahanoN maiN 4. chor kar ab mujhe chale jo gaye dhondna phir mujhe zamanoN maiN 7. kho gayyii hai khushi na jaane kahaN dukh hi dukh hai sabhi taranoN maiN 9. ho gayyii sard a...
by Shummu
Tue Sep 12, 2006 9:59 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "aaraam hi aaraam hai"taza tarhi kalaam aap kay ha
Replies: 4
Views: 210

Salam Mohtaram Haamid sahab..remember me?

wah haamid jee mashaAllah bahut accha kalam hai hasb-e-maamool...aur sunaayein kaise hain aap?bahut dinon baad sab se humkalaam hote hue bahut khushi mehsoos ho rahi hai...chalte chalte daad haazir hai qubool farmaayein..shukriya :)
by Shummu
Mon Sep 11, 2006 12:13 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamaded Raziuddin Razi (poetrazi) SaaHib
Replies: 15
Views: 1417

salam meri jaanib se bhi khushaamadeed Razi bhai..kaise hain aap?india se wapsi meri 2 din pehle hui hai..aur sab khairiyat haina?aate rahiyeg...
by Shummu
Mon Sep 11, 2006 7:08 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: rah-e-ulfat nihaayat muKhtaSar ma'loom hotee hai!
Replies: 8
Views: 519

Salaam-o-Aadaab Mohataram Sarwar Sahab!! :-) Kaise hain aap??Ek taweel waqfe ke baad aap se humkalaam hote hue behad khushi mehsoos ho rahi hai.India se wapsi abhi 2-4 roz pehle hi hui hai..aate hi aap ki is ghazal pe nazar paRi...hamesha ki tarah bahut hi umda hai....har sher lajawaab hai...waqaii ...