Search found 66 matches

by RAUSHNEE
Fri Jul 29, 2005 12:38 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46022

ai mere rone waalo! Khudaara jawaab do!!
voh baar baar puuChhte haiN: kaun mar gaya?!
by RAUSHNEE
Fri Jul 29, 2005 12:34 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90638

tarraqee ki nayi rahein jo zer-e-asman niklein mian masjid say niklay aur haram say bibiyan niklein waah Raush, waah! bahot Khoob she'r raqam kiyaa hai...kiska hai? Akbar Allahabadi ka? :wink: be_parda kal jo nazar aayiiN chand bibiyaaN "Akbar" Ghairat-e-qaumii se zamiiN meN gaR gayaa poo...
by RAUSHNEE
Fri Jul 29, 2005 12:20 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar #14--SAJDA
Replies: 42
Views: 5679


kabhi ai haqeeat-e-muntazir nazar a libas-e-majaz mein
k hazaron sajde tarap rahe hain meri ik jabeen-e-niaz mein
by RAUSHNEE
Wed Jul 27, 2005 10:51 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: naz^m: ANDESHE
Replies: 13
Views: 840

Assalam O Alikum Sarwar Uncle !!! Mein aur mera purana masla !!! Yeh Tareef kernay k leeye alfaaz kahan say la'oon aur agar alfaaz mil bhi jayen tu afkaar kahan say laoon ??? mujhe waqaii bara ajeeb lagta hai kissi bhi ustaad shayer ko unki shayree per daad dena....ab jo himmat ker k aap say hum ka...
by RAUSHNEE
Wed Jul 27, 2005 9:58 pm
Forum: Anjuman
Topic: Mairee Pasand - Ashaar, Ghazal & Nazam
Replies: 6
Views: 1223

Hmmmmmm Very good choice keep it up waise aik baat pocchna chahtee hon.....ho sakta hai k mein ghalat hon...per jo sher aap nay quote keeya hai .... kitnay majboor hoaye apnee ana k hathhoon ........ kia yeh aisay nahi hai......... Kitnay majboor HAIN HUM apni ana k hathoon.... Very nice choice ......
by RAUSHNEE
Wed Jul 27, 2005 1:14 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90638

tarraqee ki nayi rahein jo zer-e-asman niklein
mian masjid say niklay aur haram say bibiyan niklein
by RAUSHNEE
Tue Jul 26, 2005 9:52 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar #14--SAJDA
Replies: 42
Views: 5679

bus ik daagh-e-sajda meri kayenat
jabeinai'n teri astanay teray
by RAUSHNEE
Tue Jul 26, 2005 9:37 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90638


Hamnasheen kehta hai kuch parwa nahi mazhab gaya
mein yeh kehta hon bhai yeh gaya tu sub gaaya
by RAUSHNEE
Mon Jul 25, 2005 9:21 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101168

Handsome wrote:Meri pasand

Mashallah janab Umdah pasand hai aap ki :lol: :lol: :lol:
by RAUSHNEE
Mon Jul 25, 2005 9:05 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar #14--SAJDA
Replies: 42
Views: 5679

sara_j wrote:ye aik sajdaa jise tu giraan samajhta hai

deta hai hazaar sajdoon se aadmi ko nijaat


Allama

:twisted: :twisted: :twisted: :twisted:

issi page per hum thora opper yeh zeb-e-qartaas ker chukay hain !
by RAUSHNEE
Sun Jul 24, 2005 8:19 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar #14--SAJDA
Replies: 42
Views: 5679

jo maiN sar basajda hua kabhi, zameeN se aane lagee sadaa
tera dil to hai sanam aashna tujhe kia mile ga namaaz meiN
by RAUSHNEE
Sun Jul 24, 2005 7:32 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75244

Hashmat Usmani wrote:wow Raush...tumhaarii teacher to balaa kii shaai'ra haiN...zaraa ham se bhii milvaaiyegaa :wink:

[/u][/b][/color]


kia mera deemgh kharab lagat hai tumko ?
by RAUSHNEE
Sun Jul 24, 2005 7:20 pm
Forum: Anjuman
Topic: maah-e-JULY ke muntaKhib shaa'ir...SaaHir Ludhianvii
Replies: 28
Views: 3935

aik baar phir zabardast sara.......saree contributions parhein.....sub khhoob thein

thanx for putting in so much effort for us darling....thanx a lot
by RAUSHNEE
Sun Jul 24, 2005 1:59 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"HE" [Halve waalii HE] se ash'aar likhiiye.
Replies: 36
Views: 3958

hawadas say uljh ker muskurana meri fitrat hai
nakamiyon pe ashk bahana mujhe nahi ata


mein jhoot bool rahi hon
by RAUSHNEE
Sun Jul 24, 2005 1:53 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar #14--SAJDA
Replies: 42
Views: 5679


ye kitaab-e-dil ki hein aayatein,mein batayoon kia jo hein nisbateiN
mirey sajda haye dawaam ko,teray naqsh haaye khiraam se