Search found 66 matches

by RAUSHNEE
Sat Jul 23, 2005 10:28 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90638


ahad-e-vafaa aur tark-e-muhabbat jo chaaho so aap karo
apane bas kii baat hii kyaa hai, hamase kyaa manavaaoge
by RAUSHNEE
Sat Jul 23, 2005 5:34 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar #14--SAJDA
Replies: 42
Views: 5679


yeh aik sajda jissay tu garan samajhta hai
hazar sajdon say deta hai admi ko nijat
by RAUSHNEE
Sat Jul 23, 2005 5:29 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar #14--SAJDA
Replies: 42
Views: 5679


yeh khala hai arsh-e-bareen nahi kahan paoon rakhon zamen nahi
tere der per sajday ka shauq hai jo yahan nahi tu kahin nahi
by RAUSHNEE
Sat Jul 23, 2005 5:27 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar #14--SAJDA
Replies: 42
Views: 5679

yeh misra likh deeya kis shookh nay mehrab-e-msjid per
k nadan gir pare sajday mein jub waqat-e-qayam aya
by RAUSHNEE
Sat Jul 16, 2005 2:24 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahi ghazal# 7
Replies: 4
Views: 493

Tarahi ghazal# 7

Salam...... pehli baar kissi tarahi misray per likha hai......aap sab ki tanqeed o tashee ki muntazir rahongee mere zabt ko ab tu azmana chhor day khul k mil bus munh chupana chorr day jo tere koochay ko apna butt kada he man lay kaise woh kafir wahan per ana jana choorr day in rivaaj-e-dehar mein j...
by RAUSHNEE
Sat Jul 16, 2005 1:28 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75245

mein apni urdu ki teacher ka aik sher sunatee hon
mujhe bohat pasand hai
umeed hai aap ko bhi ayega




CHAHA hai tujhe bhi tu sar-e-aam hamesha
jo kaam bhi kerte hain chupaya nahi kertay
by RAUSHNEE
Sat Jul 16, 2005 1:19 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#13--"TAMANNA / ARMAAN "
Replies: 44
Views: 10581

dil k arman ansoo'n mein beh gaye
un K BACHAY hum ko MAMO keh gaye




:roll: :roll: :roll: :roll: :roll:
by RAUSHNEE
Fri Jul 15, 2005 10:23 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#13--"TAMANNA / ARMAAN "
Replies: 44
Views: 10581

yaraane mehfil aadaab. lafz tamanaa/aarzoo par jo sher mujhe yaad aa rahe haiN, pesh kar rahaa hooN. agar ek se jiyaadaa sher likhnaa munaasib naheeN to maazratkhwaaH hooN. aapkaa izhaar.e pasandgee mere liye hausalaa afzaaie hogee! tamanna thee agar apnee to ye thee aakhiree apnee k tum saahil pe ...
by RAUSHNEE
Fri Jul 15, 2005 9:56 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#13--"TAMANNA / ARMAAN "
Replies: 44
Views: 10581

lab pe ate hai dua ban k tamana meri
zindagi shama ki sorat ho khudaya meri
by RAUSHNEE
Fri Jul 15, 2005 9:52 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13341

chheen lo mujh se ravadari-e-ehsaas-e-wafaa
ya dar-e-yaar pah ba-deeda-e-tar jaane do
by RAUSHNEE
Fri Jul 15, 2005 9:47 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40766

jawano ko meri ah-osahar day
phir in shahen bachon ko balopar day

khudaya arzo meri yahi hai
mera nor-e-baseerat amm ker day
by RAUSHNEE
Fri Jul 15, 2005 9:42 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46022


dil he tu hai na sang-0-khisht dard say bhar na aye kiyon
royen gay hum hazar bar koii hamein sateye kiyon ?
by RAUSHNEE
Fri Jul 15, 2005 9:39 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90638


dil he tu hai na sang-0-khisht dard say bhar na aye kiyon
royen gay hum hazar bar koii hamein sateye kiyon ?
by RAUSHNEE
Fri Jul 15, 2005 9:34 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75245

hain aur bhi sukhanwar zamanay mein achay
kehtay hain ghalib ka hai andaz-e-bayan aur

any correction


kehtay/aur
by RAUSHNEE
Fri Jul 15, 2005 9:31 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101169

hai mujh per taa'na zan khud mera ehsaas
tamanna apni qeemat kho rahi hai