Search found 116 matches

by farhan
Tue Sep 12, 2006 12:38 pm
Forum: Moshaairah
Topic: BardaSHt kartay hain-----by farhan
Replies: 16
Views: 1749

Ustaad-e-MuHtaram

Janab Abdullah Nazir SaHib,

As salamu aalaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu,,,

ghazal ki pazeerayii o pasandeedgii ka shukriya...aap nay is adna kaavish per bhi daad say nawaz...bahut bahut shukriya...

talib-e-dua

farHan.
by farhan
Mon Sep 11, 2006 12:26 pm
Forum: Moshaairah
Topic: BardaSHt kartay hain-----by farhan
Replies: 16
Views: 1749

BardaSHt kartay hain-----by farhan

Ustaad-e-MuHtaram.... Janab Abdullah Nazir SaHib... As salamu aalaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu... apni TaraHii ghazal Hazir-e-Khidmat hai... 1) nigaahooN ki tiri jab bay ruKHii bardaSHt kartay hain. tabassum maiN CHupa kar hum ghamii bardaSHt kartay hain. 2) raQeebooN ko tirii Qurbat muyassar...
by farhan
Sat Sep 09, 2006 11:25 am
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL - -- - (GUZ.21) by: ABDULLAH NAZIR.
Replies: 9
Views: 539


Ustaad-e-MoHtaram

Janab Abdullah Nazir SaHib

As salamu aalaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu....


Aap ki yeh ghazal bhi hameesha ki tarah pasand aaye....is ghazal say bhi mujhay bahut kuch seekhnay ko mila....
apni mouddibana daad Hazir karta hooN...qabool farmayega..

farhan
by farhan
Fri Aug 18, 2006 4:39 pm
Forum: Moshaairah
Topic: KHaak ummideeN huyeeN gard-e-safar ki Surat....by farhan
Replies: 11
Views: 1498

Ustaad-e-MoHtaram Janab Abdullah Nazir SaHib..... As salamu aalaikum wa rahmatullhi wa barakatuhu...... aap say ik waqea share karna chahoonga....yeh qareeb do teen saal pahlay ki baat hai ...main jab hyd main tha to 2 buzrug hyderabadi shuAara say mulaqaat hui thi...un say main nay ilm-e-Arooz kay...
by farhan
Fri Aug 18, 2006 4:24 pm
Forum: Moshaairah
Topic: KHaak ummideeN huyeeN gard-e-safar ki Surat....by farhan
Replies: 11
Views: 1498

FarhaaN bhai, aadaab ham ne daad dene maiN taa'Kheer to zaroor kee magar is ka ye mat^lab hargiz nahiN k aap ki kaavish hameN pasand na aayee ! socha baa'd maiN dedeN ! ;) achche kaavish hai daad Haazir hai ! Zia Baloch Zia Bhai As salamu aalaikum wa rahmatullahi wa baraktuhu..... Zia bhai jaisa ka...
by farhan
Thu Aug 17, 2006 7:49 pm
Forum: Moshaairah
Topic: KHaak ummideeN huyeeN gard-e-safar ki Surat....by farhan
Replies: 11
Views: 1498

MuHtarami FarHaan SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Aapki ghazal hei aap jo chaaheN kareN. shukriyah. Aapka MukhliS, Nazir. Ustaad-e-MuHtaram Janab Abdullah Nazir SaHib.... sub say pehlay to main maa'zirat chahoonga ki mayra koi lafz ya sawaal agar aap ko giraaN guzra ho to..... ek baat ki main yahan ...
by farhan
Thu Aug 17, 2006 10:50 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish # 20 .......... Sara Jabeen
Replies: 5
Views: 838


As salamu aalium wa rahmatullahi wa barakatuhu....

Sara Ji....

Mashallah kafi khubsoorat ashaar kahay hain aap nay....bahut hi haseen ghazal hai..har shair lajawaab hai.....may jaanib say daad qabool kijeaga....

farhan
by farhan
Thu Aug 17, 2006 10:49 am
Forum: Moshaairah
Topic: KHaak ummideeN huyeeN gard-e-safar ki Surat....by farhan
Replies: 11
Views: 1498

MuHtarami FarHaan SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Ustaad-e-MoHtaram Janab Abdulla Nazir SaHib..... As salamu aalaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu........ Guz. 20 per aapki ghazal pasand aayi jiske liye meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Apni beHad maSroofiyat ke sabab der se HaaZir houa...
by farhan
Thu Aug 17, 2006 10:45 am
Forum: Moshaairah
Topic: KHaak ummideeN huyeeN gard-e-safar ki Surat....by farhan
Replies: 11
Views: 1498

As salamu aalaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu..... Hassan SaHib ji ashaar to kaafi saare ashaar kaha hai......lakin cha'nd hi mAyaar kay hain....bahut saray ashaar bay baHr hain....jin ki TaSHeeH Ustaad-e-MoHtaram farma chukay hain...... aap ki dua kay liye main teh dil say shukriya aada karta h...
by farhan
Wed Aug 16, 2006 3:20 pm
Forum: Moshaairah
Topic: KHaak ummideeN huyeeN gard-e-safar ki Surat....by farhan
Replies: 11
Views: 1498

hmmmm........... farhan sahib khoob ashaar nikaale hein. zor e qalam aur ziyada. Mohtaram ustadji zara nazr-e-karam :-) As salamu aalaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu Shukriya Sara Ji yeh ghazal post karnay kay baad aur deegar ahbaab ki ghazleeN paRh kar andaza hua ki mayri yeh alfaaz tuk bandi s...
by farhan
Sat Aug 12, 2006 12:33 pm
Forum: Moshaairah
Topic: KHaak ummideeN huyeeN gard-e-safar ki Surat....by farhan
Replies: 11
Views: 1498

KHaak ummideeN huyeeN gard-e-safar ki Surat....by farhan

Ustaad-e-MuHtaram Janab Abdullah Nazir SaHib va deegar arakeen-e-meHfil,,, Adaab Guzarish # 20 kay misra-e-TaraH per apni ghazal kay saath main Hazir hooN, aap kay tabsarooN ka intayzaar rahayga... 1) tum bashar ho to nazar aavoo bashar ki Surat. hotii pehCHaan SHajar ki hai, camar ki Surat. 2) zee...
by farhan
Thu Aug 10, 2006 11:06 am
Forum: Moshaairah
Topic: taraHi ghazal (20)
Replies: 13
Views: 1242

Re: taraHi ghazal (20)

Assalam-o-alaikum Walaikum As salam wa rahmatullahi wa barakatuhu is zameen meiN meri kaawish Haazir hai : ji....irshaad.... aaina saaz ke aisi ho hunar ki soorat nazar aa jaaye jo andar ke bashar ki soorat waah!!!!!!! maQta khoob hai....kiya khoob khiyaal hai...tehseen...marHaba....daad peesh hai ...
by farhan
Sat Jul 08, 2006 8:11 am
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL - -- - (GUZ.19) by: ABDULLAH NAZIR.
Replies: 5
Views: 352

AS SALAMU AALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU, Ustaad-e-MoHtaram Janab Abdullah Nazir Saheb, mujhay aap ki yeh ghazal bahut pasand aayii hai. her shair lajawaab hai.aap ki ghazleeN paRh kar main bahut mustafeed hota rehta hoon. aap ki ghazleeN bhi mayray liye nisaab ka darja rakhti haiN... ek kh...
by farhan
Fri Jul 07, 2006 1:27 pm
Forum: Moshaairah
Topic: apnay dil say dushmanii achchii nahin....by farhan
Replies: 2
Views: 227

MuHtarami FarHan SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Guzarish 19 ke TaraHi miSreA per aapki ghazal bahut achchi hei jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Ustaad-e-MoHtaram Janab Abdullah Nazir Saheb AS SALAMU AALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU Ghazal ki pasandeedgii ka bahut ...
by farhan
Wed Jul 05, 2006 12:58 pm
Forum: Moshaairah
Topic: apnay dil say dushmanii achchii nahin....by farhan
Replies: 2
Views: 227

apnay dil say dushmanii achchii nahin....by farhan

Ustaad-e-MoHtaram Janab Abdullah Nazir Saheb wa deegar Azizaan-e-meHfil, AS SALAMU AALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU maah-e-july kay liye diye gaye misra-e-TaraH per main apni ghazal kay saath Hazir hooN...apni aara say zaroor nawaziyeaga. 1) dusmanouN say dostii achchi nahin, mah ruKhooN say ...