Search found 219 matches

by Ibn-e-siddique
Mon Jun 18, 2007 5:36 am
Forum: Anjuman
Topic: is HAFTE kaa lafz hai ... "RAAT yaa SHAB" par ash'
Replies: 111
Views: 29702

pee jis qadar mile shab-e-maahtaab meiN sharaab
is balghamee mizaaj ko garmee hi raas hai
by Ibn-e-siddique
Mon Jun 18, 2007 5:33 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf Zuaad/Toye/zoye se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 27
Views: 6622

tae kar chukaa hooN raah-e-moHabbat ke mar'Halay
is se zyaadah Haajat-e-shar'H-o-bayaaN nahiN
by Ibn-e-siddique
Fri Jun 15, 2007 9:59 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne
Replies: 8
Views: 532

ye javaab aik aur meHfil meiN alag se pesh kia tha is liye yahaaN bhi apne javaab ke saath pesh kar rahaa hooN : moHtaram Sarwar saHib aap ko phir se mukhaatib karne ka maqsad sirf itna hai ke mujhe un alfaaz per do asnaad miliN jin ker baare meiN aap ne apne tabsire meiN zikr kia tha, socha yahaaN...
by Ibn-e-siddique
Fri Jun 15, 2007 9:58 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne
Replies: 8
Views: 532

moHtaram Sarwar saHib aadaab arz hai aap ke tafseeli tabsire ke liye maiN mamnoon aap ke pesh.karda taqreeban tamaam nukaat se maiN mutaffiq hooN. ------------------------------- aik daireena tamannaa ko huvaidaa karne ham ke aaye hain dil-o-jaaN ka taqaaza karne she'r achhaa hai. tamannaa kaa :huwa...
by Ibn-e-siddique
Thu Jun 14, 2007 5:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne
Replies: 8
Views: 532

Re: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne

din gayaa meri masarrat ka janaaza le ker "raat aayee hai mire gham meiN izaafah karne" bohat khoob janab. aap ki girah bohat hi shaandaar lagi. janaab Khaawar saHib salaam arz hai tazmeen ke she'r ko pasand farmaane ke liye khaaksaar mamnoon-o-mutashakkir hai. aap ka bahot bahot shukria ...
by Ibn-e-siddique
Wed Jun 13, 2007 5:21 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne
Replies: 8
Views: 532

Re: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne

Azeezi wa moHibbee Amjad SaaHab, aadaab "Muddat ke bAAd aap ko dekha Khushee huuwee." Aapki Ghazal paRhee aur dil Khush huuwa. Bohat achche ashAar kahe haiN. Daad qubool kihiye. MaiN Amuman tafSeeli tabsaroN se gurez karta hooN magar aaj kuch waqt mil gaya hai tou socha aapke ashAAr ka ta...
by Ibn-e-siddique
Wed Jun 13, 2007 5:18 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne
Replies: 8
Views: 532

Re: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne

Amjad sahib, tasliimaat. dil khush hua aapko yehan dekh ker aur bohat hi umda kalaam ke saath :rose . har shair lajawaab hai aur seedhe dil mein utarjaata hai. dili daad aur mubarakbaad qubool keejiye. kal hi aapki site per aayi tou Azm sahib ki post dekhi jahan haaliya houne wale mushaire ki tafse...
by Ibn-e-siddique
Mon Jun 11, 2007 6:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne
Replies: 8
Views: 532

aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne

aadaab arz hai aik muddat baa'd is bazm meiN apni aik ghazal ke saath Haazir hua hooN, umeed hai apni aaraa se navaazeN ge. aik daireena tamannaa ko huvaidaa karne ham ke aaye hain dil-o-jaaN ka taqaaza karne din gayaa meri masarrat ka janaaza le ker "raat aayee hai mire gham meiN izaafah karne...
by Ibn-e-siddique
Tue Apr 24, 2007 4:50 am
Forum: Deeniat Aur Tareekh e Islam
Topic: Hazrat Arwa bint Abdul-mutallib(RA)
Replies: 1
Views: 515

jazaakillah sara saHiba
by Ibn-e-siddique
Wed Mar 21, 2007 9:48 am
Forum: Quran O Hadeec
Topic: Duniya aur akhirat ke khazanoN ki kunji
Replies: 1
Views: 430

jazaakillah sara saHiba
by Ibn-e-siddique
Sun Mar 11, 2007 8:02 am
Forum: Moshaairah
Topic: "koee kaese dil lagana ch~ooR de" Guzarish 26!
Replies: 12
Views: 1226

Mohtaram Muzaffar saHib salaam arz hai aap ne taraHi misre per bahot umda ghazal pesh ki hai. kuch ash'aar to khaas taur per pasand aaye. she'r no. 4 per maiN Muhammad_19K saHib se mutaffiq hooN. aap apni ghazal meN "peena", ko "jagaana" "jhukaana" ke saath bilkul iste'...
by Ibn-e-siddique
Sun Mar 11, 2007 7:36 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Marciyah-e-Ghalib.................Altaf Hussain Hali
Replies: 8
Views: 1082

Yasir saHib salaam arz hai nabbaaz-e-Ghalib Altaf Hussain Haali saHib ka "marciya-e-Ghalib" yahaaN pesh karne ke liye bahot bahot shukria. lutf aa gayaa paRh ker. marciyah is baat ka mooNh bolta cuboot hai ke Haali saHib ko Ghalib se kis qadar aqeedat-o-moHabbat thi. ham aap ke mamnoon hai...
by Ibn-e-siddique
Sun Mar 11, 2007 7:29 am
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Iqbal aur Ishq-e-rasool(saw
Replies: 4
Views: 3043

zarqa behen is khoobsurat mazmoon ko pesh karne ke liye bahot bahot shukria. bila shak-o-shubah Iqbal ka dil Ishq-e-Muhammad SAW se sarshaar tha. Iqbal ki aik nazm "Bilaal" RA ke ikhtitaam per kis taraH Iqbal ne Bilal-e-Habshi ke Ishq ka izhaar kia hai magar us Ishq meiN Iqbal ke apne Ishq...
by Ibn-e-siddique
Tue Feb 27, 2007 7:22 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khumaar-e-baadah-e-Sad-soz-o-saaz kyaa jaaneN?
Replies: 8
Views: 600

moHtaram Sarwar saHib salaam arz hai aap ki ye ghazal to kaafi din pehle hi paRh li thi, magar daad dene Haazir na ho sakaa. bil.umoom poori ghazal aur bil.khusoos darj-e-zail ash'aar pasand aaye : inheN to apnee hee chaarah-garee naheeN aatee miraa i'laaj mire chaarah-saaz kyaa jaaneN? hameN yeh ma...
by Ibn-e-siddique
Tue Feb 27, 2007 7:16 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "keh bolo kya tumhaara hai"taza tarhi kalaam aapka
Replies: 9
Views: 981

Haamid bhai

salaam arz hai

ye khoobsurat kalaam pesh karne ke liye bahot bahot shukria

meri jaanib se daad qubool farmaaiye

Amjad