Search found 219 matches

by Ibn-e-siddique
Wed Aug 09, 2006 7:24 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: zindagee ka sahaara gayaa ::
Replies: 3
Views: 169

zia saHib

aadaab arz hai

janaab aap ki ghazal per ham deegar meHfil meiN daad de chuke haiN, yahaaN bhi qubool farmaaiye

niaaz.mand

amjad
by Ibn-e-siddique
Wed Aug 09, 2006 7:22 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:
Replies: 3
Views: 404

sara saHiba

salaam arz hai

aap ki taraHi ghazal hameN pasand aayee. kaafi arse baa'd aap ka kalaam paRhne ka mauqa mila

umeed hai isi taraH apna kalaam sunaati raheN gi

shukria

Amjad
by Ibn-e-siddique
Sun Jul 30, 2006 5:33 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ek Ghazal Aur Sahi....
Replies: 5
Views: 444

Armaan saHib

aap ki ghazal pasand aayee, ache mazaameen nikaale haiN.

matle per Jawaid bhai ki tajveez pasand aayee.

ghazal per daad Haazir hai qubool farmaaiN

amjad
by Ibn-e-siddique
Sun Jul 30, 2006 5:20 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "Jawaid Badauni" ke baare meN kahooN kya..........
Replies: 8
Views: 699

moHtaram Jawaid Badayuni saHib salaam arz hai aap ki is ghazal per mehfil-e-sukhan mein to daad de hi chukaa hooN, yahaan per bhi daad Haazir hai , qubool farmaaiye. darj-e-zail ash'aar khaas taur per meri tavajjoh ka markaz bane rahe : kuch apni zubaaN se nah kahooNga na kaha ha Gam phir bhee zaman...
by Ibn-e-siddique
Tue Jul 25, 2006 9:30 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kamaal kaa thaa acar shaa'iree ke lehje meN
Replies: 8
Views: 712

zahida behen salaam arz hai ghazal ki zameen bahot umda hai, aur aap ki kaawish bhi laaiq-e-teHseen hai. is liye meri jaanib se daad Haazir hai. bas itni si guzaarish hai ke aap ke is she'r meiN shutur gurbah hai : hamaree zid bhi ajab thee, keh zindagi ban kar Khushii kaa rang bharooN, zindagi ke l...
by Ibn-e-siddique
Sun Jul 09, 2006 8:16 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dil se tumhari yaad bhulane chala hun main
Replies: 2
Views: 161

shafeeq saHib

salaam arz hai

bahot umda ghazal pesh ki aap ne. meri jaanib se daad qubool farmaaiN

amjad
by Ibn-e-siddique
Tue Jul 04, 2006 4:55 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "yeh jo duniya hai"aik aur tarhi kalaam pesh hai
Replies: 4
Views: 441

Hamid saHib

salaam arz hai

taraHi misre per aap ki ye ghazal hameN pasand aayee

meri jaanib se daad qubool farmaaiN

amjad
by Ibn-e-siddique
Mon Jun 26, 2006 8:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ek ghazal: Shaam palkon ki nahiN,....
Replies: 2
Views: 137

shafeeq saHib

salaam arz hai

aap ki pesh.karda ghazal hameN pasand aayee

hamaari jaanib se daad qubool farmaaiN

shukria

amjad
by Ibn-e-siddique
Thu Feb 23, 2006 7:43 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghalib ki zameen meiN eik ghazal--a tribute
Replies: 7
Views: 568

Shafeeq saHib salaam arz hai sab se pehle to mehfil mein khush.aamdeed. Ghalib is mushkil zameen meiN aap ki ghazal dekhi, aap ki kaawish laaiqa-e-sad aafreen-o-sitaaish hai. zameen ke saath saath ye beHr bhi bahot mushkil hai, aur bahot kam sho'araa is meiN taba'aazmaai karte haiN. is liye meri jaa...
by Ibn-e-siddique
Mon Jan 30, 2006 5:51 am
Forum: Moshaairah
Topic: tarhi ghazal guz#13
Replies: 9
Views: 923

zarqa behen

salaam arz hai

aap ne taraHi misre ki zameen meiN umda ghazal kahee hai. Ruswa saHib ki aaraa aur tajaaveez pasand aaiiN.

meri jaanib se daad Haazir hai, qubool farmaaiN

amjad
by Ibn-e-siddique
Sun Dec 04, 2005 10:44 am
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Nazm SAAQI NAAMAH : AIK REVIEW
Replies: 10
Views: 2391

Salam Amjad sahab ... IQBAL jesay azeem shayer ki aik shahkaar takhleeq ka jis khoobsurat andaaz main KHULAASA pesh kia hay wo bila-shuba laaiq-e-daad-o-tehseen hay. Agly qist ka intazaar hay. ALLAH aap ko JAZA-e-KHAIR day. Khush rahain Khair Andesh Raheel Ahmed Raheel saHib salaam arz hai aap ne I...
by Ibn-e-siddique
Thu Dec 01, 2005 5:19 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'RAY' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 45
Views: 8048

rooH thi masroor dil tha shaadmaaN kal raat ko
mujh se milne aayee thi umr-e-ravaaN kal raat ko


Khumar Barabankavi
by Ibn-e-siddique
Thu Dec 01, 2005 5:17 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'zaal' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 19
Views: 3020

zaraa kar zaur seene per ke teere pur.sitam nikle
jo voh nikle to dil nikle, jo dil nikle to dam nikle
by Ibn-e-siddique
Wed Nov 30, 2005 11:13 am
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Nazm SAAQI NAAMAH : AIK REVIEW
Replies: 10
Views: 2391

Hashmat saHib

salaam arz hai

nazm-e-Iqbal per mere adnaa se review ko aap ne pasand farmaaya, maiN aap ka mamnoon hooN

umeed hai Hazrat-e-Iqbal per aainda bhi baat hoti rahe gi

shukria

amjad
by Ibn-e-siddique
Mon Nov 28, 2005 5:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "urti hai gul ki neend naseem-e-bahaar se"
Replies: 6
Views: 489

Naheed saHiba

salaam arz hai

ghazal ko is qadar pasand farmaane ke liye bahot bahot shukria.

aur typo ki nishaandahi ke liye bhi. maine tas'HeeH kar li hai

shukria

Amjad