Search found 219 matches

by Ibn-e-siddique
Tue Aug 16, 2005 7:11 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal banti nahin hai bigRi hui baat kiya kareN
Replies: 7
Views: 325

Husseini saHib

salaam arz hai

aik arse baa'd aap ki jaanib se ghazal sun'ne ka mauaq milaa. mashallah bahot umda ghazal hai, aur mazaameen bhi pasand aaye.

daad qubool keejiye

amjad
by Ibn-e-siddique
Tue Aug 16, 2005 7:03 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek taazah ghazal baraye islaaH.............dunya dehlawi
Replies: 6
Views: 199

duniya saHiba salaam arz hai islaaH dena to asaatiza ka kaam hai, maiN to yahaaN sirf daad dene ke liye Haazir hua hooN. aap ne mashallah bahot umda ghazal sunaaii hai. tamaam ash'aar bahot khoobsurat haiN aur vazn meiN bhi haiN. matla bahot umda hai, subHaanAllah. she'r no. 4 bhi pasand aaya. she'r...
by Ibn-e-siddique
Tue Aug 09, 2005 11:32 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90696

yaad to hoNgi voh baateN tujhe ab bhi lekin
shelf meiN rakhi hui band kitaaboN ki taraH

parveen shakir
by Ibn-e-siddique
Sun Aug 07, 2005 5:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal
Replies: 10
Views: 702

Naheed saHiba salaam arz hai abhi abhi aap ki ye ghazal dekhi. apni fikr ke rangaa raNg phool khilaane ke liye aap ne ne bahot khoobsurat zameen ka intikhaab kia hai :) ash'aar khoobsurat haiN, bas she'r no. 3 ka doosra misra theek se samajh nahiN sakaa, "vasl ki Hairat sochte hue lamHe". ...
by Ibn-e-siddique
Fri Aug 05, 2005 12:52 pm
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Iqbal ka aik she'r ....... baa.tashreeH
Replies: 4
Views: 1676

bahot shukria sara jee

mujhe khushi hui ke aap ne Hazrat--e-Iqbal ke she'r per mera Haqeer sa tabsira pasand farmaaya

inshallah Iqbal ke fikr-o-fun per baat hoti rahe gi

amajd
by Ibn-e-siddique
Thu Aug 04, 2005 5:05 am
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee Ghazal (Guzarish 8).................
Replies: 16
Views: 1184

Jawaid bhai:

salaam arz hai

aap ne maazi ki rivaayat ko bar.qaraar rakhte hue
sab se pehle ghazal sunaai aur khoob sunaai.

meri jaanib se daad haazir hai, qubool farmaaiN

amjad
by Ibn-e-siddique
Wed Aug 03, 2005 6:04 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ishq ke raastay dushvaar tamaam
Replies: 8
Views: 551

Re: ishq ke raastay dushvaar tamaam

aadaab ehl-e-bazm aik kaavish haazir-e-khidmat hai ummeed hai k apni qeemati aara se navaazain ge ishq ke raastay dushvaar tamaam haan! magar khultay hai asraar tamaam ibn-e-maryam ho k chaahe mansoor rah rav-e-ishq charhay daar tamaam qaish farhaad k raanjha jogi mazhab-e-ishq ke avtaar tamaam ham...
by Ibn-e-siddique
Tue Aug 02, 2005 5:01 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek taazah Ghazal chouTi beHr meiN. Abdullah Nazir.
Replies: 12
Views: 954

Mohtaram Nazir saHib

salaam arz hai

choTi beHr meiN kahee gayee ye ghazal hameN pasand aayee. mashallah sabhi ash'aar bahot umda haiN.

meri jaanib se is umda takhleeq per daad qubool farmaaiN

amjad
by Ibn-e-siddique
Mon Aug 01, 2005 9:48 am
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Iqbal ka aik she'r ....... baa.tashreeH
Replies: 4
Views: 1676

Iqbal ka aik she'r ....... baa.tashreeH

Assalam-o-alaikum aik aur meHfil meiN Iqbal ke is she'r per kuch likhne ki jasaarat ki thi, socha yahaaN b hi pesh kar dooN :) tu hai muheet-e-be.karaaN, maiN hooN zaraa si aab ju ya mujhe ham kanaar kar, ya mujhe be.kanaar kar ye she'r Iqbal ki kitaab "baal-e-jibreel" meiN maujood hai. is...
by Ibn-e-siddique
Sun Jul 31, 2005 10:32 am
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahi ghazal# 7
Replies: 4
Views: 493

Re: Tarahi ghazal# 7

Raushnee saHiba salaam arz hai aap ki ye kawish dekh ker bahot khushi hui, maashallah aap ke kalaam meiN kaafi nikhaar aat jaa rahaa hai. bass vazn per mazeed tavajjoh ki zaroorat hai, voh koi baRaa mas'ala nahin hai, mashq-o-muzaavilat se voh mas'ala bhi Hal ho jaaye ga :) ash'aar per meri raaye H...
by Ibn-e-siddique
Sun Jul 31, 2005 6:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri Hazal...aapki muskurahaToN ki nazr....................
Replies: 15
Views: 1499

vaah jawaid bhai

bahot khoob

aap ke is zareefaana kalaam ne bahot lutf diya :D

amjad
by Ibn-e-siddique
Thu Jul 21, 2005 12:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek taazah qitAah................Dunya Dehlawi
Replies: 5
Views: 175

duniya saHiba

aap ka ye qit'a hameN bhi bahot pasand aaya

daad qubool kijiye :)

amjad
by Ibn-e-siddique
Sun Jul 17, 2005 7:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sunsaan sa lagney laga
Replies: 6
Views: 234

Almas saHib

aadaab arz hai

aap ki ye ghazal achi lagee

hamaari jaanib se daad qubool kijiye

amjad
by Ibn-e-siddique
Sun Jul 17, 2005 7:30 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik nazm : Adhoori baateN
Replies: 10
Views: 397

Re: aik nazm : Adhoori baateN

Hashmat saHib salaam arz hai salaam Amjad Bhaiye, :( :( :( aapne to muijhe :( hii kar diyaa...aisii nazm likh kar aapne waqa'ii dil par dastak de dii. shukria janaab, hamaari is nazm ne aap ko meHzooz kia, ye jaan ker hameN khushi hui :) ba_Khuda mujhe aapkii yeh nazm paRh kar mujhe Iqbal kaa "...
by Ibn-e-siddique
Sat Jul 09, 2005 11:43 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Us ne vaa'da vafaa kia aakhir
Replies: 7
Views: 701

Fatima saHiba salaam arz hai aik muddat ke baa'd aap ki jaanib se kuch sun'ne ka mauqa milaa :) mashallah ache ash'aar kahe haiN aap ne, aur aap ke kalaam meiN nikhaar bhi aata jaa raha hai, jo ash'aar mujhe zyaada pasand aaye, voh darj-e-zail haiN : us ne vaa'da vafaa kia aakhir mujh se milne voh a...