Search found 20 matches

by MAHROO
Mon Jan 09, 2006 1:33 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aafat ho, muSeebat ho, qiyaamat ho, balaa ho!
Replies: 11
Views: 975

mukkarrami janab sarwar saab; aadaab; waah bohat khoob, ghazal mujhe pasand aayee daad qubool kijiye. naacheez, mahroo a'zeezah Mahroo: salaam! maiN aap kaa shukriyah adaa karne aayaa to dekh`aa keh aap ne woh Ghazal miTaa dee hai jo pehle yahaaN maujood th`ee. ma'loom naheeN kis ne aap se aisaa ka...
by MAHROO
Fri Jan 06, 2006 11:30 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aafat ho, muSeebat ho, qiyaamat ho, balaa ho!
Replies: 11
Views: 975

mukkarrami janab sarwar saab; aadaab;

waah bohat khoob, ghazal mujhe pasand aayee daad qubool kijiye.

naacheez,
mahroo
by MAHROO
Thu Jan 05, 2006 9:04 pm
Forum: Moshaairah
Topic: shuja anwar ki gazal .tarhi misre pe
Replies: 2
Views: 341

shaji aka mukkaram jah ne aik bohat hi umda ghazal isi behr mein
barson pehle kahi hai aur usi behr mein hamne
bhi bohat arsa pehle ghazal kahi hai;

wasalaam

mahroo
by MAHROO
Wed Dec 07, 2005 10:32 pm
Forum: Moshaairah
Topic: ham sar jhukaaye baiThe haiN qaatil ke saamne
Replies: 3
Views: 330

Re: ham sar jhukaaye baiThe haiN qaatil ke saamne

hai sar kashii rawaan dawaan baatil ke saamne ham sar jhukaaye baiThe haiN qaatil ke saamne zakhm-e-jigar rafoo-shudaa phir se na khul paRhe yooN lab na laalaah kiijiye bismil ke saamne. Qatraa-ye-shabnam-e-subH main tere noor se Bujhta diyaa basaarat-e-kaamil ke saamne Manzil muheet jiski thii leh...
by MAHROO
Wed Dec 07, 2005 10:31 pm