Search found 682 matches

by ummassad
Fri Jan 20, 2006 9:12 pm
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64047

QATEEL apna muqqader gum se begana agar hota
tuu phir appne parayee hum se pahchane kahan jate
by ummassad
Fri Jan 20, 2006 6:35 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101453

udher mouh phair ker kyun zubha karte ho idher deekho
meri gardan pe khanjer ki rawani deekhte jao
by ummassad
Fri Jan 20, 2006 6:31 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101453

jo dil maanga tuu vo boole kh thero yaad karne do
zara si cheez thi hum ne khuda jane kahan rakh di
by ummassad
Fri Jan 20, 2006 6:19 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'ZEY' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 28
Views: 4709

Zindagi kitni khoobsurat hy
sirf aahsas ki zaroorat hy
by ummassad
Fri Jan 20, 2006 5:17 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46241

dile naadan tujhe hua kye hy
aakhir is dard ki dawa kye hy?
by ummassad
Fri Jan 20, 2006 5:15 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46241

hum hain mushtaq aor vo beezar
ya ilahi yh majira ky hy?
by ummassad
Thu Jan 19, 2006 6:26 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46241

yh kahan ki doosti hy ki banee hin doost naaseh?
koi charasaaz hota koi gumgusaar hota
by ummassad
Thu Jan 19, 2006 6:22 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46241

yh kisne sahak-e- gul laaker qareeb-e- aasiyan rakhdi ?
ki maine shouk -e- gulbosi main kantoon per zuban rakhdi
by ummassad
Thu Jan 19, 2006 6:08 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'ZEY' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 28
Views: 4709

Zindagi pe chaagaya tariki-e- shab ka sukyut
istrah kuch rooshni ko gum ki deemak khagayi
by ummassad
Thu Jan 19, 2006 6:00 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'ZEY' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 28
Views: 4709

Zameen pe mera thikana na aasman pe kahin
talash-e- yar main udta hua gubaar houn main
by ummassad
Thu Jan 19, 2006 5:52 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101453

hum tuu dusman se bhi saeista milaa karte hain
qatal karte nahi nazroon se giraadete hain
by ummassad
Thu Jan 19, 2006 5:47 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101453

vo baat sare zamane main jiska ziker na tha
vo baat unko bahot nagowar guzri hai
by ummassad
Mon Jan 16, 2006 9:30 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO
Replies: 34
Views: 9982

rang pyrahan ka KHUSHBOO zulf lehrane ka naam
mousam-e- gul hai tumhere baam per aane ka naam
by ummassad
Mon Jan 16, 2006 9:19 pm
Forum: Anjuman
Topic: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN
Replies: 178
Views: 43433

ay mere hamnashin chal kahin aor chal is chaman main ab apna guzara nahi
baat hoti guloo tek tuu sehlete hum ab tuu kantoon pe bhi haq hamara nahi
by ummassad
Mon Jan 16, 2006 9:13 pm
Forum: Anjuman
Topic: is HAFTE kaa lafz hai ... "RAAT yaa SHAB" par ash'
Replies: 111
Views: 29773

meri RAATOUN ki taariki meri qismat ki taariki
sitaare jhilmila kar toot jate hain fizaoun main