Search found 46 matches

by riaz ahmed saraa
Tue Jan 30, 2007 9:08 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aagahi? dard? dawaa dhoondta hai?
Replies: 2
Views: 273

Re: Bahut khoob, waah waah

MuHtarami Riaz Ahmed Saraa SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Aapki khoobSoorat ghazal nazar se guzri jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. aagahi? dard? dawaa dhoondta hai? tu kitaaboon mein ye kayaa dhoondta hai? apni hi zaat ko gum kar baithe jo na'ae arz o samaa dhoondta hai...
by riaz ahmed saraa
Fri Jan 12, 2007 5:52 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aagahi? dard? dawaa dhoondta hai?
Replies: 2
Views: 273

aagahi? dard? dawaa dhoondta hai?

aadaab ehle bazm aik ghazal paish e khidmat hai ummeed hai apni aaraa se navaazain ge aagahi? dard? dawaa dhoondta hai? tu kitaaboon mein ye kayaa dhoondta hai? apni hi zaat ko gum kar baithe jo na'ae arz o samaa dhoondta hai dhoondta phirta hai koi hamraaz? kayaa koi hijr nayaa dhoondta hai? khawaa...
by riaz ahmed saraa
Tue Aug 01, 2006 6:12 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kamaal kaa thaa acar shaa'iree ke lehje meN
Replies: 8
Views: 712

Mohtarama Raji sahiba

aap ka kalaam pasand aayaa

daad qubool kiji'ae

Riaz
by riaz ahmed saraa
Tue Aug 01, 2006 6:05 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Hikaayat-e-Khalish-e-jaan-e-beqaraar nah pooch`!
Replies: 7
Views: 449

Mohtaram Sarwar Sahib

aadaab

muddat ba'd aap ki ghazal parh rahaa hoon

aap ki ghazal bohat achi lagi

daad qubool kiji'ae

Riaz
by riaz ahmed saraa
Tue Aug 16, 2005 9:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ishq ke raastay dushvaar tamaam
Replies: 8
Views: 553

Re: ishq ke raastay dushvaar tamaam

ishq ke raastay dushvaar tamaam haan! magar khultay hai asraar tamaam ibn-e-maryam ho k chaahe mansoor rah rav-e-ishq charhay daar tamaam adaab Riaz Sahib! Bohot Khoob ghazal share ki aap ne, daad qubool kijiye. :-) Anmol sahiba aadaab behad mamnoon hoon k aap ne ghazal ko parah aur isay saraaha aa...
by riaz ahmed saraa
Fri Aug 05, 2005 7:58 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ishq ke raastay dushvaar tamaam
Replies: 8
Views: 553

Re: ishq ke raastay dushvaar tamaam

aadaab ehl-e-bazm aik kaavish haazir-e-khidmat hai ummeed hai k apni qeemati aara se navaazain ge ishq ke raastay dushvaar tamaam haan! magar khultay hai asraar tamaam ibn-e-maryam ho k chaahe mansoor rah rav-e-ishq charhay daar tamaam qaish farhaad k raanjha jogi mazhab-e-ishq ke avtaar tamaam ham...
by riaz ahmed saraa
Wed Aug 03, 2005 11:59 am

Mon Aug 01, 2005 8:51 pm

Sun Jul 31, 2005 9:09 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ishq ke raastay dushvaar tamaam
Replies: 8
Views: 553

ishq ke raastay dushvaar tamaam

aadaab ehl-e-bazm aik kaavish haazir-e-khidmat hai ummeed hai k apni qeemati aara se navaazain ge ishq ke raastay dushvaar tamaam haan! magar khultay hai asraar tamaam ibn-e-maryam ho k chaahe mansoor rah rav-e-ishq charhay daar tamaam qaish farhaad k raanjha jogi mazhab-e-ishq ke avtaar tamaam ham ...
by riaz ahmed saraa
Sun Jul 31, 2005 9:07 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dost hota nahiN har hath milaney wala
Replies: 8
Views: 442

Re: Dost hota nahiN har hath milaney wala”

"Dost hota nahiN har hath milaney wala” kaash milta hameN woh saath nibhaney wala Narm lehja thaa aur andaz lubhaney wala Bhoolta hi nahiN woh sakhs bhulaney wala Zabt ki har saaii nakaam bananey wala Hosh khota hi nahiN jaam pilaney wala Dard hota nahiN har aik sunaaney wala Zakhm Hota nahiN ...
by riaz ahmed saraa
Sun Jul 31, 2005 9:00 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: zaraa socho , ruKh-e-jaanaaN se pardah gar haTaa hotaa ::
Replies: 8
Views: 641

bohat khooob zia sahib bohat khoob

arsay ba'd aap kaa kalaam parha bohat umda

aur haan boaht dair ba'd mulaaqaat ho rahi hai. kaisay mizaaj hai janaab ke

riaz :-)
by riaz ahmed saraa
Thu Jun 02, 2005 9:11 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham ne mehtaab ko khursheed uthaa'e dikhaa
Replies: 17
Views: 1571

Riaz Sb., Nihayat murassa Ghazal per meri janib se mubarakbaad qubool kijiye. Mukhlis, Jawaid Badauni Janaab Jawaid Badauni Sahib aadaab arz hai janaab aap ke tabsare kaa beHad mamnoon huN ummeed kartaa huN k aur ummeed kartaa huN k aainda bhi apni qeemati aaraa se navaazte rahain ge niaz mand riaz
by riaz ahmed saraa
Thu Jun 02, 2005 9:05 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham ne mehtaab ko khursheed uthaa'e dikhaa
Replies: 17
Views: 1571

Re: Aapki ghazal pasand aayi

MuHtarami Riaz Ahmed Sara Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, :-) Aapki ghazal bahut pasand aayi lekin uske ashAar apni nazar se dekhkar un per tabsirah karne kii jasaarat karrahaa hooN jis se aapka muttafiq hounaa zaroori nahiN hei. ham ne mehtaab ko khursheed uthaa'e dikhaa jab hathaili pe usay cheraa...
by riaz ahmed saraa
Mon May 30, 2005 4:00 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham ne mehtaab ko khursheed uthaa'e dikhaa
Replies: 17
Views: 1571

Re: ham ne mehtaab ko khursheed uthaa'e dikhaa

doosto Haal hi meiN aik taaza ghazl hu'ii hai aap loogooN ki khidmat meiN paish kra rahaa huN aap ki aaraa kaa intizaar rahe taa ham ne mehtaab ko khursheed uthaa'e dikhaa jab hathaili pe usay cheraa tikaa'ae daikhaa :o ham ne daikhe haiN gale milte hu'ae shaam-o-saHar jab HaseeN rukh pe usey zulf ...
by riaz ahmed saraa
Fri May 27, 2005 3:26 am