Search found 24 matches

by dilshadnazmi
Mon Dec 24, 2007 5:14 pm
Forum: Moshaairah
Topic: GuZarish#35 mah-e-December ke liye miSra' pesh khidmat hai.
Replies: 1
Views: 389

afae'il: mu faa ee' lun.....fa e' laa tun.....mu faa ee' lun.....fao lun mohtaram muzaffar ahmed sahib , salam _o_alaekum , umeed hai mizaj _e_girami bakhaer hongey . aap ke pesh kiye huey bahr ke arkaan ko samajhney me mujhey shayed mughalta ho raha hai , !!1 ya phir aap se kahein koi harf rawani m...
by dilshadnazmi
Mon Mar 19, 2007 6:09 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: DO-BARA POST KIYA.....Dil ki Hasrat Hai....
Replies: 14
Views: 904

Re: DO-BARA POST KIYA.....Dil ki Hasrat Hai....

Urdubandhan ke saathiyo, Ek Ghazal pesh-e-khidmat hai. Mujhe yaad nahin ke, ye ghazal urdubandhan pe pahle post kar chuka hoon ya kisi aur website pe... bas itna yaad hai ke kahin post kiya tha. Agar pahle post kar chuka hoon to plz. dobara padh lein aur apni aara se nawazein. aap ka apna, armaan m...
by dilshadnazmi
Sat Feb 10, 2007 6:02 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: zaroorat khurdare jismon ko itna dhaar kar de gi(gazal)
Replies: 4
Views: 404

zaroorat khurdare jismon ko itna dhaar kar de gi(gazal)

qaraeen kran

salam _o_alaekum ,,,,

eak taweel arse ke baad iss bazm mein hazir ho raha hoon ,


apni eak adna si gazal ke saath , hosla afzaayee ki darkhwast hai .
by dilshadnazmi
Fri Jan 06, 2006 4:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aafat ho, muSeebat ho, qiyaamat ho, balaa ho!
Replies: 11
Views: 977

Re: aafat ho, muSeebat ho, qiyaamat ho, balaa ho!

yaaraan-e-bazm: aadaab-o-tasleemaat! Haal hee meN Molana "Hasrat" Mohani kaa ek she'r naz^ar se guZraa: martaa hai kisee shoKh jafaa-kaar peh "Hasrat" shaayad yeh fasaanah kaheeN tum ne bh`ee sunaa ho! jee chaahaa keh is zameen meN fikr kee jaaYe. zameen kuch` mushkil Z^aroor ha...
by dilshadnazmi
Fri Jan 06, 2006 4:00 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: sooraj ki kirno se aghwa hone wala khara pani. eak gazal
Replies: 2
Views: 131

salam_o_alaekum

mohtaram ehsan raza sahib ,
salam_o_alaekum ,

aap ki hausla afzaayee ka be _had shukriya ,

duaaon ka talib , dilshadnazmi [/b]
by dilshadnazmi
Thu Jan 05, 2006 8:41 pm
Forum: Moshaairah
Topic: shuja anwar ki gazal .tarhi misre pe
Replies: 2
Views: 341

shuja anwar ki gazal .tarhi misre pe

mohtaram shuja anwar ki gazal hazir hai .. choon ke unka abhi a/c urdubandhan mein nahi khula hai lehaza unhone apni kaawish mujhe post karne ke liye di hai ,, hazir hai . apne khyalaat se aagaah karein ,, shuja anwar sahib ka ID haI rehmanshuja@yahoo.co.in
by dilshadnazmi
Wed Jan 04, 2006 3:37 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: sooraj ki kirno se aghwa hone wala khara pani. eak gazal
Replies: 2
Views: 131

sooraj ki kirno se aghwa hone wala khara pani. eak gazal

salam _o_alaekum ..

eak tazah gazal pesh_e_khidmat hai ,

aap ki qeemti aa_raa ka intezaar rahega ,,
by dilshadnazmi
Wed Jan 04, 2006 3:32 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: gazal.
Replies: 2
Views: 443

salam _o_alaekum

mohtaram nazir sahib , salam_o_alaekum , aap ne itni bahtareen , umdah , aur pur magz saer hasil guftugu ki mujh nacheez ki adna si gazal par , yeh mere liye kisi graan qadr in_aam se kam nahi , nazir sahib , aaj se galiban 12 ya 15 baras qabl yeh gazal shaer parchey ke aalmi number pe shaaya hui t...
by dilshadnazmi
Sat Dec 31, 2005 10:19 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: gazal.
Replies: 2
Views: 443

gazal.

gazal hazir hai , aap ke tas_suraat ka muntazir hoon .. jo rawiyon ki riwayaton se ulajh ke shayed gardhi hui hai to khaakh daaman pe aansowon ki yeh bel kaesi khad>hi hui hai mahak raha thaa khanakta laheja , nazar ki tahreer ajnabee thee\ yaqi ko lekin gumaan guzra , kitaab shayed pad>hi hui hai ...