Search found 448 matches

by munir-armaan-nasimi
Sat Jan 12, 2013 10:02 am
Forum: Moshaairah
Topic: Khayaal urdubandhan MushaaErah # 54
Replies: 9
Views: 3271

Re: Khayaal urdubandhan MushaaErah # 54

tumhaaree baatoN ke nashtar tow Sirf chubhte haiN
uThaa ke maar dow patthar bhee iss deewaane ko

Waah Bhai Waah.... Kya baat hai Ismail Bhaijaan....

Daad qobool kiziye.

aapka apna

munir armaan
by munir-armaan-nasimi
Sat Jan 12, 2013 9:49 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: GHAZAL-Chaandni chhat se neechay utarne lagi
Replies: 4
Views: 940

Re: GHAZAL-Chaandni chhat se neechay utarne lagi

:mashallah:

Sapna jee, behad pyaari ghazal hai... khaas kar yeh sher...

Kaan main mere Shehnayiyaan Baj UtheeN
Jab Hawa KhiDkiyoN se Guzarne Lagi.

Daad pesh-e-khidmat hai.


munir armaan
by munir-armaan-nasimi
Sat Jan 12, 2013 9:40 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ٹوٹے ہوئے گلاس پہ کیا تبصرہ کریں :: مہتاب قدر
Replies: 4
Views: 1013

Re: ٹوٹے ہوئے گلاس پہ کیا تبصرہ کریں :: مہتاب قدر

:mashallah:

Bhai, hum aapki murassa ghazal pe kya tabserah karein?

Ghazal ka har ek sher qaabil-e-daad hai.

Allah kare zor-e-qalam aur ziyaadah.

aapka apna,

munir armaan
by munir-armaan-nasimi
Wed Jul 25, 2012 9:40 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Namoona-e-kalaam-e-Tanwir Phool baSoorat-e-Deewaan
Replies: 22
Views: 4595

Re: Namoona-e-kalaam-e-Tanwir Phool baSoorat-e-Deewaan

Mohtaram Tanwir Phool Saheb... :mashallah: :subh: "Kitna bhi Khata-kaar hai, Gaffar ke Dar par === Naadim ho bohat, Ashk bahane ke liye Aa" Waah... Kya baat hai... Faiz kee zameen pe aapka yeh kalaam bohat khoob hai. Mukammal Deewan padhne ke liye abhi kuch aur waqt lagega... main aata rahoonga aur ...
by munir-armaan-nasimi
Wed Jul 25, 2012 9:34 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Kalaam Un(SAWAWS) ko diyaa Rab ne is maheenay maiN
Replies: 2
Views: 1300

Re: Kalaam Un(SAWAWS) ko diyaa Rab ne is maheenay maiN

:mashallah:

Mohtaram Tanwir Phool Saheb... aapke Naat-e-Rasool (SAW) ka ek ek sher Ishq-e-Rasool-e-Paak se muattar hai. Alla'h kare zor-e-Qalam aur ziyaadah... :ameen:

Aapka apna,

Munir Armaan Nasimi
by munir-armaan-nasimi
Wed Jul 25, 2012 9:27 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: گلہائے عقيدت .............................سجاد بخارى ....
Replies: 4
Views: 902

Re: گلہائے عقيدت .............................سجاد بخارى ...

Waah.. Bohat Khoob.

Es Qadar merii DuaoN main asar Aa jaaye
Haath Uthte hi Shab-e-Gham ki Sahar Ho Jaaye

:mashallah: bohat umda o aala sher hai. Daad qobool karein.

aapka apna,

munir armaan nasimi
by munir-armaan-nasimi
Wed Jul 25, 2012 9:22 am
Forum: Baat cheet
Topic: رمضان مبارک
Replies: 2
Views: 1028

Re: رمضان مبارک

:jazax: Bhai jaan.. aapko bhi bohat bohat Mubarak Ho. Khuda jaane kya baat hai main... 21-7-2012 se try kar raha hoon magar aapka mobile lag hi nahin raha..... thodi der tik tik hota hai phir "call ended" ka message aa jaata hai. Main to bohat pareshaan thaa aur hoon bhi................ kahin aapne ...
by munir-armaan-nasimi
Thu Feb 23, 2012 11:43 am
Forum: Mazahiyah kalaam
Topic: Namkeen Ghazal
Replies: 2
Views: 1343

Re: Namkeen Ghazal

Bhai Tanwir Saheb... mujhe aapki namkeen theek tarah nahin mil rahi hai... shayad mera "network" hi jam hai.

Ghazal aadhi aa rahi hai... kya main esko "Aadhi Namkeen Ghazal" keh sakta haoon... haaaa haaa :))

aapka apna,

munir armaan
by munir-armaan-nasimi
Thu Feb 16, 2012 11:59 am
Forum: Abu Tariq Hijazi
Topic: SHEIKH AHMAD DEEDAT: THE MAN OF MISSION
Replies: 3
Views: 2838

Re: SHEIKH AHMAD DEEDAT: THE MAN OF MISSION

Mohtaram Janab Abu Tariq Hijazi Saheb, :salaam2: :mashallah: behad maalumaati mazmoon hai, To be very honest I was not aware anything about the Great Shaikh Ahmad Deedat before. After reading your article my heart said... WOW, What an article. Thanks a lot for this. :allah_hafiz: Munir Armaan Nasimi
by munir-armaan-nasimi
Thu Oct 13, 2011 11:40 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Naat - Aap(SAWS) aa'ey to yaaN aa ga'ee dil kashi
Replies: 6
Views: 1299

Re: Naat - Aap(SAWS) aa'ey to yaaN aa ga'ee dil kashi

:subh:

Kya khoob Naat-e-Rasool (SAW) hai.. Allah kare zor-e-qalam aur ziyaadah :ameen:

munir armaan
by munir-armaan-nasimi
Thu Oct 13, 2011 11:35 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Hamdia Qit'aa
Replies: 2
Views: 1480

Re: Hamdia Qit'aa

:mashallah:

Bohat khoob magar mere computer main yeh qitaa pura nahin aaya.

munir armaan nasimi
by munir-armaan-nasimi
Sat Jul 30, 2011 9:43 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Istiqbaal-e-Maah-e-Siyaam
Replies: 2
Views: 412

Re: Istiqbaal-e-Maah-e-Siyaam

:mashallah:

Mohtaram Janam Tanvir Phool Saheb.. bohat bohat shukriya. Aapko bhi Ramadaan bohat bohat mubarak ho.

Aameen.

aapka apna,

munir armaan nasimi
by munir-armaan-nasimi
Thu Jul 28, 2011 9:15 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: اذانِ امن و اماں
Replies: 2
Views: 480

Re: اذانِ امن و اماں

:mashallah:

Humko Deni hai Aman o AmaaN kii AzaaN..!!

Kya khoob Nazm hai Janaab. :clap02:

Peshgi Ramadaan Mubarak.

aapka apna,

munir armaan
by munir-armaan-nasimi
Tue Jul 26, 2011 10:42 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Rajinder Manchinda BANI ki aik ghazal
Replies: 5
Views: 756

Re: Rajinder Manchinda BANI ki aik ghazal

:mashallah:

Kya khoob Ghazal 'share' kii aapne Hashmi Saheb...
Meri Khush-naseebi hai keh pahli baar unko padh raha hoon. Eske liye aapka shukr guzaar hoon.

Kaise hain aap?

aapka apna,

munir