Search found 150 matches

by khozema husaini
Thu Mar 17, 2005 2:09 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarHi Ghazal tire aaNsoo heN meri chashm e tar meN
Replies: 4
Views: 315

tarHi Ghazal tire aaNsoo heN meri chashm e tar meN

haazreen e mehfil asslaam o alaikum apni ghazal ke saath haazir e KHidmat hoon aur hasb e mAmool aap ki aara ka shiddat se intezaar rahegaa shukriyah Husaini Ghazal andheraa aur itna mere ghar meN ? he qaht e noor kiya shams o qamar meN ? haNsi meri tere lab ki he zeenat tire aaNsoo heN meri chashm ...
by khozema husaini
Tue Mar 15, 2005 2:52 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "jab se ham chaar paise ..."
Replies: 14
Views: 1079

mohtaram irfan aabid saheb

aadaab

is khoobsoorat ghazal ke liye dili daad hazir he qubool farmayen

Husaini
by khozema husaini
Tue Mar 15, 2005 2:43 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: jo aag lagaataa phirtaa ho, vo aag bujhaanaa kia jaane!
Replies: 2
Views: 250

mohtaram Hashmat saheb

aadaab o tasleemaat
aap ki ghazal bohat pasand aaee har sher lajawaab he meri janib se daad hazir he

husaini
by khozema husaini
Tue Mar 15, 2005 2:32 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tazah ghazal manoos heN kuchh aise GHamoN ke asar se hum
Replies: 9
Views: 460

Husseini saHib: salaam arz hai aap ki ye ghazal doosre forum per bhi parhi aur bahot lutf aaya. aik baar phir parh ker lutf do.baala ho gayaa :) taqreeban tamaam ash'aar pasand aaye. aik umda kawish per meri jaanib se daad qubool kijiye :) amjad mohtaram amjad saheb asslaam alaikum ghazal ki pazeer...
by khozema husaini
Sun Mar 13, 2005 6:16 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: naz^m: Ek Sawaal!
Replies: 9
Views: 832

mohtaram sarwar saheb
aadaab o tasleemaat
aap ki nazm dekhi is ka har lufz mujhe jaise logon ke liye mashAl e raah he meri jaanib se dili daad hazir he

husaini
by khozema husaini
Sun Mar 13, 2005 5:49 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tazah ghazal manoos heN kuchh aise GHamoN ke asar se hum
Replies: 9
Views: 460

tazah ghazal manoos heN kuchh aise GHamoN ke asar se hum

hazreen e mehfil aadaab o tasleemat apni tazah GHazal ke saath hazir e khidmat hoon aur ummeed karta hoon ke aap apni garanqadr aara se zaroor nawazenge aur mujhe shukriyah ada karne ka moqa faraham karenge Husaini ghazal manoos heN kuchh aise GHamon ke acar se hum mar jayenge KHushi ki zara si KHab...
by khozema husaini
Tue Mar 08, 2005 6:08 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarHi GHazal ab ke tajdeed e wafa ka nahiN imkaaN jaanaaN
Replies: 3
Views: 368

tarHi GHazal ab ke tajdeed e wafa ka nahiN imkaaN jaanaaN

assalaam alaikum aik aur taza ghazal ke saath hazir e mehfil hoon aur tamaam qaraeen se guzarish karta hoon ke apni garaanqadr aara se baraye mehrabani zaroor nawaen aur mujhe shukriya ada karne ka mouqa faraham kareN Husaini ghazal ho gaye kooch ke aacaar numayaan janaaN aa bhi jaao , hoon kuchh he...
by khozema husaini
Thu Feb 24, 2005 12:44 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taraHi ghazal aap bhi mujh pe tohamat lagane lage
Replies: 1
Views: 158

taraHi ghazal aap bhi mujh pe tohamat lagane lage

asslaam o alikum apni aik taza ghazal ke saath hazir e mehfil hoon aur ummeed karta hoon aap apni aara se zaroor aagaah karenge Husaini ghazl jaan meri miri jaaN jalane lage woh qaseedah hareefoN ka gaane lage jaaNkani ki miri jab unheN di KHabar jane kiya ho gaya ? khilkhilane lage us ne shab men j...
by khozema husaini
Wed Feb 23, 2005 6:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taraHi Gazal kar diya madar e ayyam ne ghar se baher
Replies: 2
Views: 269

taraHi ghazal aap bhi mujh pe tohamat lagane lage

asslaam o alikum apni aik taza ghazal ke saath hazir e mehfil hoon aur ummeed karta hoon aap apni aara se zaroor aagaah karenge Husaini ghazl jaan meri miri jaaN jalane lage woh qaseedah hareefoN ka gaane lage jaaNkani ki miri jab unheN di KHabar jane kiya ho gaya ? khilkhilane lage us ne shab men j...
by khozema husaini
Sun Feb 20, 2005 2:51 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: salaam bhej ka khat shah e waala ko bulata he yazeed
Replies: 2
Views: 219

shukriyah

jin ke sadqe meN he sairaab KHuda ki maKHlooq un ke KHaime lab e darya se haTata he yazeed kis qadr sach hai.... kese bad baKht-o-roo siyaah hongay jinhoN nay aal-e-Rasool s.a.w ke saath darindoN jesa sulook kiya..... riwaayat maiN hai ke yazidi lashkar ke kuch loag kehtay thay....jaldi Hussain ko ...
by khozema husaini
Thu Feb 17, 2005 4:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: mukhtasar zindagii na ho jaaye
Replies: 8
Views: 507

daad e sukhun

shumaila sahiba

aadab aap ki ghazal behad pasanda aaee miri taraf se dili daad hazir he


Husaini
by khozema husaini
Thu Feb 17, 2005 3:34 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: salaam hum sun bhi nahiN sakte jo sitam raawi ne likha hoga
Replies: 0
Views: 186

salaam hum sun bhi nahiN sakte jo sitam raawi ne likha hoga

hazreen e mehfil
asslaam o alaikum
moharrum ul haraam ke ayyam rawaan hen isi hawale se yeh doosra salaam pesh e KHidmat he apni garaaN qadr aara se zaroor nawazeN nawazish hogi

Husaini
by khozema husaini
Thu Feb 17, 2005 3:21 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: salaam bhej ka khat shah e waala ko bulata he yazeed
Replies: 2
Views: 219

salaam bhej ka khat shah e waala ko bulata he yazeed

salaamhazreen e mehfil aadab o tasleemaat muhararam ul haraam ka mahina rawan he isi hawale se ek salaam pesh kar raha hoon aur aap ki aara ka muntazir rahoonga Husaini salaam bhej kar Khat shah e waala ko bulata he yazeed shah aate heN to toofaan uThaata he yazeed jin ke sadqe meN he sairaab KHuda...
by khozema husaini
Thu Feb 17, 2005 2:51 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taraHi Gazal kar diya madar e ayyam ne ghar se baher
Replies: 2
Views: 269

taraHi Gazal kar diya madar e ayyam ne ghar se baher

Gazal woh jo rehta he miri hadd e nazar se baher us ka souda nahiN jata mire sar se baher keh diya tum ne to ho jaiye dar se baher KHaak ho jayenge nikle jo idhar se baher ho hee jayegi mulaaqaat ki soorat paida aap aayen jo agar aur magar se bahee qalb e gul laakh sada de meN nahiN loToonga meN hoo...
by khozema husaini
Fri Feb 04, 2005 12:21 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarahi ghazal kaatoon men sarwo ko jo baRhe qadd e yaar se
Replies: 2
Views: 215

Re: tarahi ghazal kaatoon men sarwo ko jo baRhe qadd e yaar

salaam Khozaima saaHib, ummeed hai ki mizaaj-e-giraamii ba_Khair hoNge. aapkii taraHii Ghazal nazar guzaar huii aur Hasb e ma'mool aapkaa kalaam bahot pasand aayaa aur meri jaanib se ek kaamiyaab Ghazal kahne par DheroN mubaarak-baad aur daad qubool farmaaiye. Ghazal ke tamaam tar ash'aar umda haiN...