Search found 150 matches

by khozema husaini
Thu Feb 03, 2005 1:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarahi ghazal kaatoon men sarwo ko jo baRhe qadd e yaar se
Replies: 2
Views: 215

tarahi ghazal kaatoon men sarwo ko jo baRhe qadd e yaar se

hazreen e mehfil assalam o alaikum apni tarahi ghazal ke saath hazir e mehfil hoon aur aap ki garaaN qadr aaraa ka betaabi se muntazir rahoonga husaini ghazal nok e sinaaN se aur nah Khanjar ki dhaar se dil ne yeh zaKHm khaye hen abroo e yaar se dil , kar duAa e KHair e sanam kirdagaar se bezaar kiy...
by khozema husaini
Sat Jan 29, 2005 6:15 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarmeem shuda taraHi ghazal ghaflat e yaar kahan tak-------
Replies: 0
Views: 190

tarmeem shuda taraHi ghazal ghaflat e yaar kahan tak-------

haazreen e mehfil assalam o alaikum sab se pehle men mohtaram nazir saheb ka tah e dil se mashkoor hoon jinhoN ne meri ghazal ko na sirf paRha balke us ki ghaltiyon ki taraf bhi nishaandahi farmaii mere liye yeh kisi aijaaz se kam nahi unhi khamiyao ko door karte huye phir aap hazraat ko zehmat de r...
by khozema husaini
Sat Jan 29, 2005 5:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: samandari toofaan (taaza kalaam)
Replies: 12
Views: 1532

Shummu wrote:wah Khozema sahab..bahut khoob manzar kashi ki hai aapne tsunami ki...bahut hi afsosnaak haadsa pesh aaya hai yaqeenan jo kitni hi jaaneiN le kar chala gaya...daad haazir hai is koshish par.

Shumaila
shumaila ji
aadaab

buhat buhat shukriyah
husaini
by khozema husaini
Sat Jan 29, 2005 2:56 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarahi ghazal ghaflat eyaar kahan tak shab e hijraaN kab tak
Replies: 5
Views: 399

Re: tarahi ghazal ghaflat eyaar kahan tak shab e hijraaN kab

Ghazal dafn seene meN rakheN wasl ke armaaN kab tak dekhiye hote heN woh hum pay mehrabaaN kab tak :) waah kya khoob kaha aapne! munhasir chaar dinoN per he mira dour e Hayaat ghaflat e yaar kahaN tak shab e hijraaN kab tak :) ye bhi khoob! aaeenah bandi e dil kaGHzi gul se kijaaye aik seHraa meN t...
by khozema husaini
Sat Jan 29, 2005 2:37 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal aab e abroo e dildaar apni jagah
Replies: 2
Views: 215

shukriyah

sara_j wrote:Khozema ji,

bohat khoob! aapka shaayrana andaz mujhe bohat pasand aata hai.

shukriya,

sara
saraji

is mohabbat ka bohat bohat shukriyah

husaini
by khozema husaini
Fri Jan 28, 2005 12:56 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarahi ghazal ghaflat eyaar kahan tak shab e hijraaN kab tak
Replies: 5
Views: 399

Re: Shukriyah

Muhtarami Khozema Huseini Saahib Purkhuloos Tasleemaat, :) Aapki ghazal paRhkar bahut khushi houi. Agar aapka kalaam isi tarah baasirah navaaz houtaa rahaa tou aap naamvar shoAraa kii fehrist meiN shumaar kiye jaayege. Aapki ghazal ke ashAar per tabsirah karne se pahle yeh bataadenaa zaroori samajh...
by khozema husaini
Thu Jan 27, 2005 3:51 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarahi ghazal ghaflat eyaar kahan tak shab e hijraaN kab tak
Replies: 5
Views: 399

tarahi ghazal ghaflat eyaar kahan tak shab e hijraaN kab tak

ghazalHazreen e mehfil assalaam o alaikum KHair talab ba KHair ba Hamd e Allah misra e taraH per apni taza ghazal kay saath hazir e mehfil hoon, shayad kisi qabil ho . tamaam qaraeen say guzarish hay k apne taasuraatzaroo mujh tak ponhchaen main aap ka tah e dil se mashkoor rahoonga husaini Ghazal d...
by khozema husaini
Thu Jan 27, 2005 1:32 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: yooN rahooN shaam-o-saHar be-sar-o-saamaaN kab tak?
Replies: 9
Views: 786

Re: yooN rahooN shaam-o-saHar be-sar-o-saamaaN kab tak?

yaaraan-e-meHfil: aadaab-o-tasleemaat! Haal hee meN ek bazm meN t^aba'-aazmaayee ke liYe yeh miSra'-e-t^araH diyaa gayaa hai: Ghaflat-e-yaar kahaaN tak, shab-e-hijraaN kab tak? ek a'zeez dost kee farmaa,ish par maiN ne bh`ee is par fikr kee hai jo HaaZ^ir-e-Khidmat hai. mulaaHiz^ah farmaa,iYe aur a...
by khozema husaini
Thu Jan 27, 2005 1:16 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghalib kii zameen meiN meri ghazal
Replies: 5
Views: 519

Re: Ghalib kii zameen meiN meri ghazal

Muhtaramaat o muhtarameen Ahbab-e-meHfil, Aadaab o tasleemaat, Mirza Ghalib ke aik misreA per maiN ne TaraHi ghazal kahi hei jo yahaN paish karne kii saAadat haasil karraha hooN. Aapki giraNqadr aaraa kaa intizaar rahega. G H A Z A L Azhaan ke liye yeh tasavvur muHaal hei "Aalam tamam Halqa-e-...
by khozema husaini
Thu Jan 27, 2005 1:08 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghaflat-e-yaar kahaaN tak...meri taza ghazal
Replies: 5
Views: 402

Re: Ghaflat-e-yaar kahaaN tak...meri taza ghazal

Membran-e Urdubandhan ko mera Salam, Yeh Ghazal ek tarhee mushaireh ke liye haal hi meN kahi thee. Ummid hai aap ko pasaNd aayegi aur apne graNqadr tabsare se nawazeNge. Aapka Mukhlis, Jawaid Badauni -------------------------------------------------------------------------- "Ghaflat-e-yaar kah...
by khozema husaini
Thu Jan 27, 2005 1:02 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal aab e abroo e dildaar apni jagah
Replies: 2
Views: 215

ghazal aab e abroo e dildaar apni jagah

url] aadaab apni nai kawish ke saath hazir e khidmat hoon is ummeed ke saath k qaraeen hazraat apne taasuraat se zaroor aagaah farmayenge talib e duAa husaini :lol: ghazal Aab e abroo e dildaar apni jagah KHanjar o teer o talwaar apni jagah Teray jhootay talabgaar apni jagah Aur haqeeqi tarafdaar a...
by khozema husaini
Mon Jan 17, 2005 3:18 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: 4 ISLAAH ----Haq tu yeh hai k Haq adaa naa howa...
Replies: 16
Views: 1343

Re: 4 ISLAAH ----Haq tu yeh hai k Haq adaa naa howa...

SukhanwaraaNe bazm Aadaab-o-tasleemat: Ek baar phir hum hazir hai. Kuch arsa qabL ek koshish ek misrah-e-tarha per kee thee jise yahaan share karNa chahtee hoon. shayed ke aap sub ke liye qabiL-e-qubooL ho. Agar kisee muqaam per koi kami yaa ghaltee ho tu uss kee nishaNdehi aur durustgi ke liye rah...
by khozema husaini
Mon Jan 17, 2005 2:48 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taaza KHabraiN aur qatAat
Replies: 7
Views: 644

salaam Khomaima Hussainii saaHib, aapkaa tanziyah kalaam nazar_guzaar huaa aur be_saaKhta haNsii ke saath sochne par majboor ho gayaa ki haN aaKhir aisaa kiuN? aapke qit'aat meN tanz aur mizaaH ke pahloo bar_jasta aur chust haiN. mujhe sab se beh_tareen jo qit'a laga vo Busharraf saaHib kii vardii ...
by khozema husaini
Mon Jan 17, 2005 2:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taaza KHabraiN aur qatAat
Replies: 7
Views: 644

fatimah wrote:aslaam_u_alikam

aap key yeh teenon kataat bohat pasand aye.
fatimah sahiba

aadaab

housla afzaii ka shukriyah
by khozema husaini
Mon Jan 17, 2005 2:43 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taaza KHabraiN aur qatAat
Replies: 7
Views: 644

Raji wrote:khozema husaini SaaHeb aap ko iss bazm mein daikH kar khushi howee. Aap ke qathaat pasand aahe. Daad qubool keejiye. :)

shukriya raji sahiba