Search found 150 matches

by khozema husaini
Tue Jan 04, 2005 6:46 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ab Hasrat e nazool e maseeHaa kare koie
Replies: 8
Views: 880

Re: ab Hasrat e nazool e maseeHaa kare koie

Jibraan Khalil wrote:adna si kavish janab e WEBMASTER ki raheen e minnat :


aadaab
is khoobsoorat ghazal kay liye daad pesh ekhidmat hay
husaini
by khozema husaini
Tue Jan 04, 2005 6:21 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: raah veraan kis liye hey aaj
Replies: 12
Views: 959

Re: raah veraan kis liye hey aaj

aslaam_u_alikam apni aik our adna si kawish key saath hazir hun umeed keti hun key aap sab apni kimati raye se nawazein gey. shukriya raah veeraan kis liye hai aaj dost anjaan kis liye hai aaj aaj kyuN jhoomti nahin titli gul pareshan kis liye hai aaj chandni bhi lage hai madham si chaand Hairaan k...
by khozema husaini
Mon Jan 03, 2005 2:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: samandari toofaan (taaza kalaam)
Replies: 12
Views: 1523

Assalam-o-a'laikum, moHtarami Khozema Husaini SaaHib, aap ka bahut saaraa kalaam paRhne ko mil raha hai in dinoN. maashaa Allah nazar na lage khoob aamad horahi hai :wink: kyaa khne Huzoor ! ham tu ab aap k kalaam k deevaane hogaye haiN :D . kamaal k likhte haiN saaHib aap tu :!: . bahut khoob! aap...
by khozema husaini
Sun Jan 02, 2005 6:25 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taaza KHabraiN aur qatAat
Replies: 7
Views: 641

taaza KHabraiN aur qatAat

qatAa
by khozema husaini
Sun Jan 02, 2005 2:48 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: samandari toofaan (taaza kalaam)
Replies: 12
Views: 1523

shukriya

aadaab

housla afzaee ka shukriya

husaini
by khozema husaini
Sat Jan 01, 2005 3:07 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: samandari toofaan (taaza kalaam)
Replies: 12
Views: 1523

Re: Achce ta'assuraat heiN

WEBMASTER wrote:
Muhtarami
Khuzema Husaini Saahib


Aapki nazm paRhkar bahut khushi houi.

Khaas Taur per aapke ta'assurat ne mujhe bhi bahut muta'assir kiyaa.

Meri daad aur mubaarakbaad haazir hei.


Aapka Mukhlis,

Nazir.


bohat bohat shukriyah
husaini
by khozema husaini
Fri Dec 31, 2004 1:08 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taraHi ghazal dukhaa kar dil mira pachhtayega woh tund KHo
Replies: 3
Views: 442

shukriya

sara_j wrote:Khozema saahib,

Adaab arz hai.

aapki ghazal pasand aayi, bohat umdah asha'ar likhe hain aapne. is kamyaab ghazal per daad aur mubarakbaad qubool keejiye.

sara
sara sahib
aadaab

housla afzaee ka shukriya
husaini
by khozema husaini
Fri Dec 31, 2004 12:47 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: samandari toofaan (taaza kalaam)
Replies: 12
Views: 1523

sara_j wrote:Khozema ji waah! aapne nihayet umdagi se aur bohat hi dil soz zalzale ki haqeeqat ko qalam band kiye hain, waah bohat khoob!

dil udaas hua aur bas dua kiye un logon ke liye.

shukriya.

sara
sara sahib
housla afzaaee kashukriya
husaini
by khozema husaini
Fri Dec 31, 2004 12:44 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: samandari toofaan (taaza kalaam)
Replies: 12
Views: 1523

salaam Khuzaima saaHib, aapkaa kalaam paRha aur dil be_saaKhta maGhmoom ho gaya aur ranj o Gham kii ek lahr saare maaHaul meN phail gaii. aapne waaqi'aat aur jazbaat kii umdagii se tarjumaanii kii hai. Allah kare zor e qalam aur ziyaada. faqat Khaak_nashiiN, Hashmat hashmat sahib nacheez is housla ...
by khozema husaini
Thu Dec 30, 2004 2:39 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: samandari toofaan (taaza kalaam)
Replies: 12
Views: 1523

samandari toofaan (taaza kalaam)

Monday, December 27, 2004 samandari toofaan suna hay keh samandar main koee toofaan aaya hay parayshani ki zad main Aalam e insaan aaya hay samandar say nikal kar aa gaee haiN mouj saRkoN per gharoN say beh kay paani main sarosaamaan aaya hay huaa hay youN to Indonasia main zalzala barpaa magar zad ...
by khozema husaini
Thu Dec 30, 2004 2:03 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taraHi ghazal dukhaa kar dil mira pachhtayega woh tund KHo
Replies: 3
Views: 442

taraHi ghazal dukhaa kar dil mira pachhtayega woh tund KHo

December 30, 2004 Ghazal qaraar o kaif mil jayeN yahi thee justajoo barsoN rulaati hee rahee ashk e luhoo yeh aarzoo barsoN yaqeenan aap say hum ho sakay nah roobaroo barsoN magar tanhaaeeyoN main aap say kee guftagoo barsoN kiya zikr e nawazish maiN tiree main nay GHuloo barsoN kaf e afsos youN mal...