Search found 150 matches

by khozema husaini
Tue May 16, 2006 3:15 pm
Forum: Moshaairah
Topic: GHazal guzarish # 17 ab aik saaNs bhi lena muHaal hota hai
Replies: 2
Views: 210

mohtaram nazir sahab aap ki Inayaton ke izhaar e shukr ke liye mere paas alfaaz nahi heN men apne aap ko gung mehsoos kar raha hoon aap jis tarah aik aik lafz ki baarikiyaan mujhe bata rahe hen aur jitna waqt mujhe de rahen hen bila shubah woh aap ka baRappan hai aur mere liye aik bohat baRa toHfa a...
by khozema husaini
Sat May 13, 2006 5:24 pm
Forum: Moshaairah
Topic: GHazal guzarish # 17 ab aik saaNs bhi lena muHaal hota hai
Replies: 2
Views: 210

GHazal guzarish # 17 ab aik saaNs bhi lena muHaal hota hai

Hazeeen meHfil assalam o alaikum diye gaye miSre per apne chand TooTe phoote ashAar ke saath Haazir hua hooN aur mujhe ummeed hai keh aap sabhi Khwaateen o Hazraat apni aara ka izhaar farma kar mujhe meri GHaltiyaan durust karne ka mouqa faraham farmayenge jis ka men peshgi shukriyah ada karta hoon...
by khozema husaini
Mon May 08, 2006 4:55 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal manoos heN kuchh aise GHamon ke acar se hum
Replies: 4
Views: 363

ghazal manoos heN kuchh aise GHamon ke acar se hum

haazreen e mehfil assalam alaikum aap ki KHidmat ghazal ke chand ashAar pesh kar raha hoon aur aap ki garaNqadr aara ka muntazir rahoonga shukriyah Husaini ghazal manoos heN kuchh aise GHamoN ke acar se hum mar jayenge KHushi ki zara si KHabar se hum shehroN men dasht se hai ziyadah darindagi is KH...
by khozema husaini
Mon May 08, 2006 4:24 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal muskura ke seh loonga men jahaan ke patthar
Replies: 2
Views: 203

mohtaram nazir saheb
aadaab o tasleemaat
aap ki rahnumai aur hoSlah afzaaii ka bohat bohat shukriyah
Husaini
by khozema husaini
Mon May 08, 2006 4:15 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal zakhm e ulfat zeenat e dil hai zara samjha karo
Replies: 4
Views: 219

janab mehtab qadr saheb
ghazal ki pasandeedgi ka bohat bohat shukriyah
Husaini
by khozema husaini
Mon May 08, 2006 3:44 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal zakhm e ulfat zeenat e dil hai zara samjha karo
Replies: 4
Views: 219

mohtaram nazir saheb
men aap ka tah dil se mamnoon hoon bohat bohat shukriyah
Husaini
by khozema husaini
Mon May 08, 2006 2:51 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal banti nahin hai bigRi hui baat kiya kareN
Replies: 3
Views: 188

mohtaram sarwar saheb aadaab o tasleemaat ghazla ke bare men aap ki raye dekhi is men bura lagane wali koi baat mujhe nahi mehsoos hui woh men isliye keh raha hoon ke is bazm men aik roz men kai ghazlen post hoti hen lekin har jagah sarwar saheb ka tabsara nazar nahi aata kam az kam aap ne mujhe is ...
by khozema husaini
Sun May 07, 2006 5:18 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal banti nahin hai bigRi hui baat kiya kareN
Replies: 3
Views: 188

ghazal banti nahin hai bigRi hui baat kiya kareN

haazreen e mehfil assalam alaikum aap ki KHidmat meN ghazal ke chand ashAar pesh hen aur aap ki aara ka intezaar rahega Husaini Ghazal banti nahiN hai bigRi huii baat kya kareN hum behr e saazgaari e Haalaat kya kareN dekha hai jab se aap ka baarish men bheegna tan man jala rahi hai yeh barsaat kya...
by khozema husaini
Sun May 07, 2006 2:50 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal har ghaRi ab hai bekali saheb
Replies: 2
Views: 144

mohtaram nazir saheb aadaab o tasleemaat men aap ki mehrabaniyon ke tah e dil se mamnoon hoon aap ka tabsarah mere liya mashAl e raah hai farhang e Aamirah men seekh par aik lafz hai jis ke mAani parinde ka nanha bachcha diye huye hen men ne isi KHayaal se ise istAemaal kiya hai agar phir bhi is men...
by khozema husaini
Sat May 06, 2006 5:07 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal har ghaRi ab hai bekali saheb
Replies: 2
Views: 144

ghazal har ghaRi ab hai bekali saheb

haazreen e mehfil ghazal ke chand ashAar pesh e KHidmat hen umeed hai aap apni aara se nawaaz kar mamnoon farmayenge shukriyah Husaini ghazal har ghaRi ab hai bekali saheb aankh se aankh ja laRi saheb dil men thi aag si lagi saheb aa gai aankh meN nami saheb jaan per ab hai aa bani saheb yeh hai in...
by khozema husaini
Sat May 06, 2006 4:39 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarHi GHazal dil e deewanah ko sar gushtah e aohaam kiya
Replies: 2
Views: 121

mohtaram nazir saheb
asalam alaikum
men aap ka behud mamnoon hoon jo aap ne meri raahnumaai farmaai
aap ki tajaveez ke mutabiq tabdeeliya kar di hen
bohat bohat shukriyah
Husaini
by khozema husaini
Fri May 05, 2006 2:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal zakhm e ulfat zeenat e dil hai zara samjha karo
Replies: 4
Views: 219

ghazal zakhm e ulfat zeenat e dil hai zara samjha karo

haazreen e mehfil asalam alaikum aap ki KHidmat men ghazal pesh hai aap ki aara ka muntazir rahoonga shukriyah Husaini ghazal zakhm e ulfat zeenat e dil hai zara samjha karo jaan e man yeh ishq ka hai falsafah samjha karo tum ko ruswa kar nah de yuN sab se hansna bolana ja chuka bachpan zara achchha...
by khozema husaini
Fri May 05, 2006 1:12 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tarHi ghazal kiya mire dil meN tire Husn ki taSweer nahiN
Replies: 7
Views: 747

mohtarma dunnya sahebah
aadaab aap ki daad aur hoSlah afzaaii ka bohat bohat shukriyah
Husaini
by khozema husaini
Fri May 05, 2006 12:28 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal muskura ke seh loonga men jahaan ke patthar
Replies: 2
Views: 203

ghazal muskura ke seh loonga men jahaan ke patthar

hazreen e mehfil apni tazah ghazal ke chand ashAar aap ki KHidmat men pesh kar raha hoon aur ummeed karta hoon aap apni aara se nawaaz ka mamnoon farmayenge shukriyah Husaini ghazal muskura ke seh loonga meN jahaan ke patthar tum nah maarna lekin tanz o taAn ke patthar be nishaan zaKHmoN ne KHoon h...
by khozema husaini
Mon May 01, 2006 5:24 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarHi GHazal dil e deewanah ko sar gushtah e aohaam kiya
Replies: 2
Views: 121

tarHi GHazal dil e deewanah ko sar gushtah e aohaam kiya

khawaateen o Hazraat assalam alaikum diye gaye tarhi miSre per apne chand ashAar aap ki nazr kar raha hoon aur ummeed karta hoon keh aap sab apni garanqadr aara se nawaaz kar mujhe mamnoon farmayenge Ghazal yuN raqeebon ne mire keenah e dil Aam kiya mere qatil ko Ata manSab o inAam kiya dard o takl...