Search found 750 matches

by jawaid badauni
Fri Dec 04, 2015 8:13 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: دو گھڑی چین سے بسر نہ ہوئی
Replies: 2
Views: 1185

Re: دو گھڑی چین سے بسر نہ ہوئی

Azeezi Muzaffar Sahib, aadaab

Aapki purkhuloos daad se meri himmat afzaii huee. Bohat bohat shukriyah. Aap ne durust farmaya main yahaN haZiree lagata rahooNga.

Wassalam,
Jawaid Badauni
by jawaid badauni
Fri Aug 19, 2011 4:10 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: بدایوں ہندی فورم کے لئے کہی گئی غزل
Replies: 2
Views: 1326

Re: بدایوں ہندی فورم کے لئے کہی گئی غزل

محترم جاوید بدایونی صاحب السلام علیکم بھارت کے کونے کونے سے مٹ جائے بھرستاچار "اننا" کو بس یہ بھوکھ کا انعام چاہئے یہ میرا پہلا اتفاق ہے ہندی کلام پڑھنے کا۔ ہر شعر اچّھا لگا۔ داد پیش ہے۔ مخلص سالم باشوار [/color] سالم بھائی، تسلیمات یہ میرے اپنے وطن بدایوں والوں کا فورم ہے. اب میری توجو ان ہی چوپالو ...
by jawaid badauni
Fri Aug 19, 2011 12:48 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ek nazm: maayoosee!مایوسی: ایک نظم
Replies: 3
Views: 1221

Re: ek nazm: maayoosee!مایوسی: ایک نظم

MoHtarmee Sarwar Raaz SaHab, aadaab BeHud Haseen Nazm hai. Such tou yeh pahlee baar aap ki koyee Nazm shayad meri nazar se guzree hai. Nihayat umdah zaban. Bunniyaadee taur per aap Gazal ke shayar haiN so nazm bhi aap ke mizaj-e fikr se mutasir huwee hai. Meyar ke e'tbaar se is Nazm ka mawanah Ali ...
by jawaid badauni
Wed Aug 17, 2011 4:38 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ek nazm: maayoosee!مایوسی: ایک نظم
Replies: 3
Views: 1221

Re: ek nazm: maayoosee!مایوسی: ایک نظم

MoHtarmee Sarwar Raaz SaHab, aadaab BeHud Haseen Nazm hai. Such tou yeh pahlee baar aap ki koyee Nazm shayad meri nazar se guzree hai. Nihayat umdah zaban. Bunniyaadee taur per aap Gazal ke shayar haiN so nazm bhi aap ke mizaj-e fikr se mutasir huwee hai. Meyar ke e'tbaar se is Nazm ka mawanah Ali ...
by jawaid badauni
Mon Feb 14, 2011 2:10 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Isey kahte haiN ik majboor ka majboor ho jana-Tarahee Ghazal
Replies: 4
Views: 1763

Re: Isey kahte haiN ik majboor ka majboor ho jana-Tarahee Gh

najeeb wrote:Bohat khoob. Dili daad pesh hai.

Bohat bohat shukriyah ,Janab...
by jawaid badauni
Mon Feb 14, 2011 2:09 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Isey kahte haiN ik majboor ka majboor ho jana-Tarahee Ghazal
Replies: 4
Views: 1763

Re: Isey kahte haiN ik majboor ka majboor ho jana-Tarahee Gh

محترم جاوید بدایونی صاحب السلام علیکم سنا ہے آسماں نے چھین لیں سب نعمتیں اس سے بہت مہنگا پڑا مغرور کو مغرور ہو جانا غزل کا ہر شعر قابلِ داد ہے۔ میری داد اور مبارک باد قبول فرمائیں۔ مخلص سالم باشوار Mohtarmee Salim Bashwar Saahab, Ghazal ki pazeeraayee ke liye beHud mamnoon hooN. Wassalam, Ahqar, Jaw ...
by jawaid badauni
Fri Feb 11, 2011 1:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Isey kahte haiN ik majboor ka majboor ho jana-Tarahee Ghazal
Replies: 4
Views: 1763

Isey kahte haiN ik majboor ka majboor ho jana-Tarahee Ghazal

Ik aa’shiq ke liye lazim hai yeh dastoor ho jana Kabhi ranjoor ho jana kabhi masroor ho jana Bahaar-e dinasheeN meN gulsitaaN se door ho jana Isey kahte haiN ik majboor ka majboor ho jana Kisee ka ghar meN aana mo’jzah sa lagne lagta hai Sabhi tareekiyoN ka ek pal meN noor ho jana Bahut ab unGliyaN ...
by jawaid badauni
Thu Feb 10, 2011 7:53 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri Taza Ghazal
Replies: 4
Views: 1767

Re: Meri Taza Ghazal

nafeesa wrote:Ghazal par meri daad pesh hai.

MoHterma Nafeesa SaHibah! aadaab

Aap ka beHud mamnoon hooN.

Jawaid
by jawaid badauni
Wed Feb 09, 2011 5:31 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri Taza Ghazal
Replies: 4
Views: 1767

Re: Meri Taza Ghazal

محترم جاوید بدایونی صاحب السلام علیکم Sub ko yeh aas kamaaya huuwa dhan aaye ga MaaN ka dil Khush hai mira laal wat'an aaye ga بہت خوب Kya khabar thee na kabhee funn e suKhan aaye ga Hum tou samjhe thay bohat jald yeh fun aaye ga یہ شعر ذیادہ پسند آیا۔ واہ Kaun ho jata hai pal bhar meN kisee per qur ...
by jawaid badauni
Sun Feb 06, 2011 8:41 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri Taza Ghazal
Replies: 4
Views: 1767

Meri Taza Ghazal

Sub ko yeh aas kamaaya huuwa dhan aaye ga MaaN ka dil Khush hai mira laal wat'an aaye ga Kya khabar thee na kabhee funn e suKhan aaye ga Hum tou samjhe thay bohat jald yeh fun aaye ga Kaun ho jata hai pal bhar meN kisee per qurban Aate aate hi moHabbat ka chalan aaye ga Aur taqdeer meN hum jaisoN ...
by jawaid badauni
Fri Jan 28, 2011 8:22 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri tar o taza ghazal
Replies: 4
Views: 2821

Re: Meri tar o taza ghazal

Mohtaram Jawaid Badauni Saheb :salaam2: Aaj lagta hai ke maiN ne bhee ibaadat ki hai Ek girte huuwe insaaN ko saNbhala maiN ne :mash: bohat khoob. Aapke ghazal ke asha'ar dil ko cho jate hain. Dili daad aur mubarakbaad qubool farmayiye. Mukhlis Salem Bashwar Azeezi Salem Bashwar Saahab Bohat bohat ...