Search found 129 matches

by balvinder
Fri Apr 13, 2007 10:18 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30833

too pilaa mujhe thoRhii sii, magar josh-e-tamanna daal kar
too de mujhe qatraa, magar qatre meiN dariyaa daal kar
by balvinder
Fri Apr 13, 2007 9:51 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48744

aatii nahiiN sadaa bhii aah-e-haziiN ki ab to
ghaafil Khabar le apne biimaar-e-naatvaaN ki
by balvinder
Mon Mar 19, 2007 10:13 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101193

ek nafrat ki adaa, ek hiqaarat ki nazar
itnii hogii merii qismat, mujhe maaloom na tha
by balvinder
Mon Mar 12, 2007 12:26 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30833

ye jaam hii bas piikar, tauba mujhe karnii hai
qurbaan mere saaqii, bhar de meraa paimaanaa
by balvinder
Mon Mar 12, 2007 10:47 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48744

yeh hadaiN na torH denaa mere daairey meN rahana
mujhay apne dil meN rakhana mere haafize meN rahana
by balvinder
Thu Feb 15, 2007 6:50 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48744

ye sochane kee bhee mohlat nahee'n milee hamko
khayaal-o-khwaab kee deevaar se udhar kyaa thaa
by balvinder
Sat Feb 10, 2007 2:25 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30833

eid aayee, aa ki saaqee, eid ka saamaa'n karein
din hai qurbaanee ka, ham bhee taubaa ko qurbaa'n karein

akhtar shiraani
by balvinder
Sat Feb 10, 2007 10:03 am
Forum: Anjuman
Topic: is HAFTE kaa lafz hai ... "RAAT yaa SHAB" par ash'
Replies: 111
Views: 29706

charaagh-o-aaftaab gum barhee haseen raat thee
shabaab kee naqaab gum barhee haseen raat thee
by balvinder
Sat Feb 10, 2007 7:24 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48744

nishaan yehee hai zamaane mein zindaah qaumo'n ka
kah subaha shaam badltee hain un kee taqdeerein
by balvinder
Fri Feb 09, 2007 3:42 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: ek ghazal...bekal utsahi sahab kee
Replies: 0
Views: 348

ek ghazal...bekal utsahi sahab kee

suroor-e-tashnagee mein jab bhee maikhaane chale aaye simat kar maikasho'n ke paas paimaane chale aaye koee iss dushman-e-hosh-o-khirad ko kuchh nahee'n kahtaa mujhee ko hazrat-e-naaseh bhee samjhaane chale aaye b-qadr-e-josh-e-vahshat, vus'at-e-saharaa na thee shaayad chaman mein khaak urhaane kyo...
by balvinder
Fri Feb 09, 2007 3:25 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30833

jis raah mein ai vaa'iz, sooraj hai ik-ik zarraa
sunte hain vahee rasta maikhaane ko jaaye hai
by balvinder
Thu Feb 08, 2007 10:00 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101193

daastaan-e-shab-e-gham qissaa-e-tulaanee hai
mukhtasar ye hai ki toonr mujhe barbaad kiya
by balvinder
Thu Feb 08, 2007 9:49 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48744

maaraa hai kis adaa se dil-e-sogvaar ko
kushtaa hoo'n teree pursish-e-begaanaavaar kaa

''firaq'' gorakhpuri
by balvinder
Thu Feb 08, 2007 9:43 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30833

peete hain ek jaam mein, zaahid bhee rind bhee
manzar ye maikade ka bhee, kitnaa ajeeb hai
by balvinder
Sat Feb 03, 2007 10:36 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#28-"taSveer" per ashAar likhiye
Replies: 60
Views: 12875

usne dekhaa hee nahee'n apnee hathelee ko kabhee
usmein dhundlee see kahee'n meree bhee tasveer to hai