Search found 129 matches

by balvinder
Thu Jan 18, 2007 12:32 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48827

tamaam umr guzaaree hai paarsaai mein
khuda se apne talab ham silaa karein ki nahee'n
by balvinder
Wed Jan 17, 2007 6:33 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48827

yahaa'n tak aate aate sookh jaatee hain sabhee nadiyaan
mujhe maaloom hai paanee kahaa'n thaharaa huaa hogaa
by balvinder
Wed Jan 17, 2007 6:25 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48827

MAHROO wrote:ghalat shair
vajah bhee bataa dein to inaayat hogee :oops:
by balvinder
Tue Jan 16, 2007 3:12 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30853

ek-do saaghar se kyaa hotaa hai, ham to khum ke khum
baith kar saaqee ke sab jaanoo-b-jaanoo pee gaye

bahadur shaah ''zafar''
by balvinder
Tue Jan 16, 2007 2:48 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48827

ahad-e-peeree mein ravaanaa hue yoo'n hosh-o-havaas
subah ko jaise musaafir se ho manzil khaalee

pt. dayashankar ''naseem''
by balvinder
Tue Jan 16, 2007 5:22 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48827

tumhaare dil mein gunjaaish agar ho to jagah de do
mujhe apne dil-e-marhoom kee turbat banaanee hai
by balvinder
Mon Jan 15, 2007 9:59 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: aakhiree sijdaa....ahamad nadeem qaasimee
Replies: 0
Views: 200

aakhiree sijdaa....ahamad nadeem qaasimee

aakhiree sijdaa miree zindagee tire saath thee, miree zindagee tire haath thee mire qalb mein tiraa noor thaa, mire hont par t[ree baat thee miree rooh mein tiraa Aks thaa, miree saans mein tiree baas thee tire bas mein meraa shabaab thaa, tire paas meree har aas thee tire geet gaatee thee jab bhee...
by balvinder
Mon Jan 15, 2007 8:20 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30853

aj voh din hai ki ik saaqee ke dast-e-khaas se
pee aour itnee pee ki main haqdaar-e-kausar ho gayaa

aazaad ansaaree
by balvinder
Mon Jan 15, 2007 6:36 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48827

yoon muskraaye jaan-see kaliyo'n mein parh gayee
yoo'n lab-kushaa hue ki gulistaa'n banaa diyaa

''asghar'' gondvi
by balvinder
Sat Jan 13, 2007 9:52 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30853

duaa-e-taubaa bhee hamne parhee to maiy peekar
majaa hee hamko kisee shaiy ka be-sharaab na thaa
by balvinder
Sat Jan 13, 2007 8:48 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48827

agar ye jaante chun-chun ke hamko torheinge
to gul kabhee na tamannaa-e-rang-o-boo karte

ustad ''zauq''
by balvinder
Thu Dec 28, 2006 11:38 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ai dil.e beqaraar Hud kar dee ..............................
Replies: 10
Views: 709

mohatram jawaid sahab adaab ummeed hai ba-khairiyat honge.. puraane khazaane se kyaa gauhar dhoondh ke nikaalaa hai aapne..ghazal ka ek-ek-she'r qaabil-e-daad hai aour maqta to kyaa khoob ban parhaa hai..... iss mukammal ghazal par shukriya-o-daad-o-mubaarak-baad qubool farmaayein... dua-go balvinder
by balvinder
Thu Dec 28, 2006 11:15 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek taazah ghazal - -- - Abdullah Nazir
Replies: 7
Views: 406

janaab nazir sahab
adaab

aapkee ghazal dekhee...kyaa kahne...ghazal ka ek-ek sher rooh mein utar gayaa hai.

iss mukammal ghazal par meree jaanib se daad-o-mubaarak-baad qubool farmaayein.....
by balvinder
Thu Dec 28, 2006 10:35 am
Forum: Anjuman
Topic: is HAFTE kaa lafz hai ... "RAAT yaa SHAB" par ash'
Replies: 111
Views: 29735

raat jinho'n ne mahfil ko andaaz sikhaaye jeene ke
khaakistar ko dekhne vaale ! haa'n yah vahee parvaane hain
by balvinder
Thu Dec 28, 2006 10:16 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 63944

kyaa mubaarak ho meraa dasht-e-junoo'n ai ''naasikh''
bezaa-e-boom bhee toote to humaa paidaa ho