Search found 30 matches

by poetrazi
Sat Oct 14, 2006 3:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Main ik kaaghaz ka tukrra hooN
Replies: 9
Views: 762

Mohtaram Razi Bhai Adab, Umeed hay ba kairiyat hooN ge, aap ki nazm paRhi aur bohat pasand aai, aap ne is nazm mian ahsaasat ko bohat mulaim bunat ka jama pehnaya hay, is khush rang poshaak nazm per meri janib se mubarakbad qabool kejay, daad hazir hay, Mukhlis, Muhammad Ahmed ahmed sahib aap ko na...
by poetrazi
Mon Aug 28, 2006 7:36 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Main ik kaaghaz ka tukrra hooN
Replies: 9
Views: 762

sara_j wrote:Razi sahib,

nazuk jazbon se bharpoor aapki khoobsurat

nazm bohat pasand aayi. daad qubool keejiye.

sara
shukria sara ji
thanx
razi
by poetrazi
Mon Aug 28, 2006 7:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Main ik kaaghaz ka tukrra hooN
Replies: 9
Views: 762

Jnaab razi bhai, aadaab aap ka nehaayat mamnoon hoN k aap ne itnee KhoobSoorat taHreer yahaaN chaspaaN kardee ! nazm apnee micaal aap hai ! mahtab SaaHib ne bohut u'mdah tabSira kiyaa hai ! nazm bohut Khoob hai , har liHaaz se ! is KhoobSoorat taHreer par aap ka shukrguzaar hoN ! daad Haazir hai sh...
by poetrazi
Mon Aug 28, 2006 7:28 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Main ik kaaghaz ka tukrra hooN
Replies: 9
Views: 762

Janab Razi Uddin Razi sahib salaam e masnoon Aap ki nazm parhi , bahut pasand aai. khaas taur par ehsaasaat ki khoobsoorti, fikr ka tasalsul aur nazm ke format mai kahiN bhi koi jhool ka na hona aake kuhna mashq sukhanwar hone ki daleel hai. bahut khoob agar nazmeiN aisi kahi jaiN to phir baat hi k...
by poetrazi
Mon Aug 28, 2006 7:26 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Main ik kaaghaz ka tukrra hooN
Replies: 9
Views: 762

Re: Bahut khoob, waah waah

MuHtarami poetrazi SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Aapki yeh aazaad nazm pahli baar paRhne ko mili jo bahut he dilkash aur tasalsul-e-fikr ke liHaaz se bahut hee murattab. Is kaamyaab takhleeq per meri jaanib se dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Aapka MukhliS, Nazir. [/size][/color] nazi...
by poetrazi
Mon Aug 28, 2006 7:08 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: phir koi jaam-e-junooN lab....( buGtee k qatl par ) ::
Replies: 5
Views: 381

zia sahib aaj k halaat k tanazur main aap ki ghazal parhi
daad qabool kijiay
thanx
razi
by poetrazi
Mon Aug 28, 2006 6:58 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamaded Raziuddin Razi (poetrazi) SaaHib
Replies: 15
Views: 1417

tahira Masood wrote:Razi Saheb

salaam


aap ko yehaN dekhk er achaalagaa

meNbhee apkaa es forum per kahir maqdam kerti hoN

ummeed hai keh aap ki aamad es mehfil meN aik khush aaynd izaaf
hogee

khush reheN
shukria tahira sahiba
main aap ka mumnoon hoon
bazm mainapni takhliqaat irsaal karta rahoon ga
thanx
razi
by poetrazi
Tue Aug 22, 2006 8:09 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamaded Raziuddin Razi (poetrazi) SaaHib
Replies: 15
Views: 1417

ehsaas wrote:Razi sahab

buhut buhut khush amdeed

urdubandhan mein aap ki shamoleyat baes e musarrat hay

welcome
shukria ehsaas ji

razi
by poetrazi
Tue Aug 22, 2006 8:07 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamaded Raziuddin Razi (poetrazi) SaaHib
Replies: 15
Views: 1417

zmufti wrote:Razi saheb
Urdubandhan per khushamdeed
umeed hai aap apni nigaarishaat se mehfil ki ronaq maiN izaafa farmaayieN ge
regards
zmufti
shukria zarqa ji
main is bazm main bhi apni tehreerain zaroor paysh karta rahoon ga

razi
by poetrazi
Sat Aug 19, 2006 8:54 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamaded Raziuddin Razi (poetrazi) SaaHib
Replies: 15
Views: 1417

PoetRazi SaaHeb: Aadaab-o-o-tasleemaat, aap ko is meHfil meN dekh kar Khushii hoovii. ham bhi aap ka dil se Khair maqdam karte heN is yaqeen ke saath ke jistaraH aap deegar adabii meHfilooN meN sar-garm heN is meHifl kee raunaq meN bhi izaafah farmaheNge. aap kee taKhleeqaat ka yahaN bhi intizaar r...
by poetrazi
Sat Aug 19, 2006 8:49 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamaded Raziuddin Razi (poetrazi) SaaHib
Replies: 15
Views: 1417

sbashwar wrote:Mohtaram Razi Saheb
Asslam Alaikom
Saara ka mokhtasar taruf aapke taluq se parhkar massarat hui.
Mere taraf se bhi KHUSH-AMADEED qubool kijiye.
Shukria
Salem Bashwar
shukria salem sahib
is bazm k zariay yakeenan aap sy raabta rahay ga
thanx
razi
by poetrazi
Sat Aug 19, 2006 8:47 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamaded Raziuddin Razi (poetrazi) SaaHib
Replies: 15
Views: 1417

moHtarami Razi bhai, aadaab janaab aap ko yahaaN dekh kar be intehaa Khushee maHsoos horahee hai ! yaqeena" aap aek aham izaafa caabit hoNge ! aap ko tah-e-dil se Khush aamadeed kehte haiN ! Khush rahye ! Zia Baloch zia sahib humain bhi to bohat khushi hui hy aap ko yahaan daykh kar :grin: :gr...
by poetrazi
Sat Aug 19, 2006 8:44 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamaded Raziuddin Razi (poetrazi) SaaHib
Replies: 15
Views: 1417

. http://www.urdubandhan.com/sara_j/welcome.jpg Razi sahib urdubandhan per khushamdeed....... Razi sahib sirf shayar hi nahi balke qalamkaar bhi hain aur bohat hi dilchasp mazameen tehreer fermaate hein. ummeed ke aap humse apni takhleeqat yehan bhi share karenge. sara . sara ji pazeerai ka shukria...
by poetrazi
Sat Aug 19, 2006 8:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Main ik kaaghaz ka tukrra hooN
Replies: 9
Views: 762

Main ik kaaghaz ka tukrra hooN

Main ik kaaghaz ka tukrra hooN Keh jis k ik taraf janaaN bohat say naam likhay haiN Phir un mit_tay huay bayrang naamoN par Jali harfoN sy ujla sa tumhaara naam likha hy Aur us k doosri jaanib koi payghaam likha hy Tumharay naam likha hay Mujhay tum gum nahiN karna Agar chaaho to kaapy(coppy) ya kis...
by poetrazi
Sat Aug 19, 2006 8:37 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamaded Raziuddin Razi (poetrazi) SaaHib
Replies: 15
Views: 1417

Re: Khushaamaded Raziuddin Razi (poetrazi) SaaHib

MuHtarami Poetrazi SaaHib, PurkhulooS Tasleemat, Ham urdubandhan per aapkaa tah-e-dil se istiqbaal karte heiN. Ummeed keh aapko apni hee yeh site URDUBANDHAN her liHaaz se munaasib maAloom hougi. ApnigiraaNqadr takhleeqaat se navaazkar hameN mamnoon farmaate rahiye. Aapka MukhliS, Nazir. [/size][/c...