Search found 500 matches

by muhammad_19k
Mon Aug 27, 2007 7:01 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jo her su shakel teri dekhta huN
Replies: 3
Views: 269

Sohail bhai bohat jaldi meN hooN [:)] 1. pehlay misra meN shakl daikhna ka istemaal mujhe kuch behtar naheeN lagaa. zydaa taraH ham ye muHawaaraa doosre ko neechaa dikhaane ke leeaye istemaal kartay hen. yaqeenun aap ke sher meN se ye matlab naheeN nikaltaa oar ye sher bilkul Saaf hai. laikin phir ...
by muhammad_19k
Mon Aug 27, 2007 6:28 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Kahin aisa bhi ho jaay k wo mehman ho jaay
Replies: 4
Views: 293

Sohail SaHeb theek farmaateN heN. sher No. chaar meN zanjeereN vazn ko kharab kar rahaa hai.meN apni kam nazari par sharmindaa hooN aor nishaandahi par Sohail SaHeb ka shukrguzaar hooN.

Regards,
Muhammad K. Siddiqui.
by muhammad_19k
Mon Aug 27, 2007 6:16 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: yeh dhoop zindagani ki mana shadeed hai
Replies: 6
Views: 995

Noor! dair ke leeaye ma'ziarat ke meh do aik din net par a sakaa. aap ka bohat shukrguzaar hooN ke aap ne is bazm ko apni is khoobSoorat ghazal se sajaayaa. apni is shafqat ke leeaye shukriyaa oar aisi khoobSoorat ghazal ke leeaye daad qubool kijiaye. agar aap ijaazat deN to ashaar par fardan fardan...
by muhammad_19k
Fri Aug 24, 2007 3:32 pm
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Hadiyaa e n'aat baHazoor SARWAR KONAIN SAWW.
Replies: 2
Views: 514

Haamid SaHeb daad ke leeaye shukiryaa laikin agar aap rehnamai farmaate jaa-eN to aor bhi mamnoon hooN gaa. is maidan meN aap ka tujrubaa mairay lee-aye bohat mufeed ho saktaa hai. meN basically shaairi n'aat go-ee ke leeaye hi seekh rahaa hooN. aor is meN koi mubaalaghaa naheeN ke aap ki shaairi s...
by muhammad_19k
Fri Aug 24, 2007 3:02 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Kahin aisa bhi ho jaay k wo mehman ho jaay
Replies: 4
Views: 293

Salam Afzal SaHeb, leejiaye janab aap ki doosri ghazal paRhne ki s'aadat bhi HaSil ho gayee. aor ye khyaal dil par cabt hogyaa hai ke aap bohat achche shaair heN. 1. maTla' bohat khoob aor m'aini aafreeN ahi. daad! kaheeN ko kabhi kar ke bhi daikh leejiaye. 2. khyaal achchaa hai laikin pehlay miSra ...
by muhammad_19k
Thu Aug 23, 2007 6:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ye aankhain hum kissi ko kaya bataain aaj purnum hain
Replies: 4
Views: 258

Salam Afzal SaHeb, meN apni tamam bazm ki jaanib se aap yahaaN par khushAamdeed kehtaa hooN. kahiaye kaise mizaaj heN? bohat mushkil zameen chuni hai bhayee aap ne. maire to paRh kar hi paseene chhoT gay heN :). bhai aisi zameen nibhaane par mairi Taraf se to dhairoN daad qubool kijiaye. agar ashaar...
by muhammad_19k
Thu Aug 23, 2007 9:05 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Hadiyaa e n'aat baHazoor SARWAR KONAIN SAWW.
Replies: 2
Views: 514

Hadiyaa e n'aat baHazoor SARWAR KONAIN SAWW.

Salaam 'azeezan,

meN jaantaa hooN ke na ilm itnaa hai nae ishaq aisaa hai ke nabi akram SAWW ki zaat e aqdas ke baare meN kuch likhooN. laikin Sirf is leeaye likhtaa hooN ke un ke tazkaray ke Sadqay Allah rab ul izzat mairaa dil aor zubaan paak kar de.

niazmand,
Muhammad K. Siddiqui.
by muhammad_19k
Thu Aug 23, 2007 4:59 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: gazal by jaweed akther
Replies: 1
Views: 363

bohat khoob janab ummassad SaHeb.


Jawaid Akhtar SaHeb ki ye ghazal paish karne par daad qubool kijiaye.

niazmand,
Muhammad K. Siddiqui.
by muhammad_19k
Thu Aug 23, 2007 4:53 am
Forum: Moshaairah
Topic: :ham zindagee meN phir koyee armaaN nah kar sake:!
Replies: 9
Views: 1422

:grin: Mohtaram Sarwar sahib, tasliimat! bohat barhiya! ghazal irsaal karne ka bohat bohat shukriya. moshaira # 31 ke mehmaan e khusoosi ke taur per aapne urdubandhan ki jou zeenat baRhayii hai voh hum sab ke liye na sirf qabil-e-fakhr hai balke himmat afza'a bhi. haan! aek baat zaroor saamne aayii...
by muhammad_19k
Wed Aug 22, 2007 3:38 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: ek ghazal......''saeed'' aKhtar sahab ki
Replies: 1
Views: 406

Balvindar ji aap ki ye pesh kardaa ghazal sa'eed ahmed akhtar SaHeb se mairaa tu'ruf ka waseelaa hoee. aor ye ghazal bataati hai ke moSoof yaqeenun aik achchay shaair heN. agar ho sake to un ka kuch aor kalaam bhi share kijiaye ga. agar buraa na manaa-eN to meN pooch saktaa hooN? naam se to aap waa...
by muhammad_19k
Wed Aug 22, 2007 3:34 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Pakistan k liye
Replies: 4
Views: 394

Tahiraa ji Salam qubool kijiaye. waTan se aap ki laazvaal moHabbat ka andaaz mujhe aap ki nacar se hi hogyaa thaa. jo ye cheekh cheekh kar keh rahi thi ke shaairaa ye nazm likhne ke b'aad bhi bohat kuch aor likhne chaahti hai. aap ki waTan se moHabbat micaali hai. dua kijiaye ke Allah rab ul izzat ...
by muhammad_19k
Wed Aug 22, 2007 3:21 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: kalam-e-aatish pesh-e-khidmat hai!
Replies: 1
Views: 478

waah ji waah, Muzaffar bhai. mirZa yaas ne apni kitaab meN Hazrat e Aatish ki khoob t'aareef ki hai. balke sach pochiaye to taSSuwaf oar bayaan ki safai meN yaas ne Aatish ko [/b] Ghaalib [/b] se bhi ooper dikhaya hai. un ki ye ghazal paRh kar mujhe yaqeen chalaa hai ke mirZa yaas ne chaahay mubaalg...
by muhammad_19k
Wed Aug 22, 2007 3:03 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Ab maiN usay yaad bana daina chahta hooN- Munir Niyaazi
Replies: 1
Views: 386

Brijindar, kaise heN aap? mujhe aazaad nazm ki na kuch samajh hai is se koi shaghaf. laikin Munir Niazi aik aisaa naam he jis kar harf lafz hi apnaa zaat meN kudh aik nazm hai. un ki ye nazm paish karne ke leeaye shukriyaa qubool kijiaye. aor kahiaye, mu'aamlaat e zindigi kaise guzar raheN heN aor w...
by muhammad_19k
Wed Aug 22, 2007 2:58 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40852

bohat khoob janab. aap ke ti tamaam ghazleN hi sabaq aamooz heN :) kuch bhi likh dijiaye :)
by muhammad_19k
Wed Aug 22, 2007 7:06 am
Forum: Moshaairah
Topic: :ham zindagee meN phir koyee armaaN nah kar sake:!
Replies: 9
Views: 1422

waaah waah kyaa baat hai. kyaa maqTa kahaa hai aap ne, aaward ki is shaairi meN aamad ki is se behtar bhalaa kya micaal ho sakti hai. :"Sarwar" chalo hai mai-kadah-e-i'shq saamne muddat huyee ziyaarat-e-insaaN nah kar sake:! Mohtaram o Makaram Janab Sarwar Raz SaHeb, kayee roz tak ye sher ...