Search found 500 matches

by muhammad_19k
Mon Aug 20, 2007 6:34 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: MuKhtalif andaaz meN meri taza Ghazal
Replies: 3
Views: 266

waah ji waah bohat khoob.
by muhammad_19k
Mon Aug 20, 2007 6:17 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Uthayga sar na tayray aasataaN say.................farhan
Replies: 8
Views: 723

FaraHan SaHeb mujhe qurb e Muhamamd mil gyaa hai. Talab janat karooN kyooN AasamaaN se Allah ta'aalaa aap ke ishq o masti ko baRha-aye. aisay shaandaar ashaar kehne par mairi Taraf se daad o mubaarakbaad qubool kijiaye. Aor agar ho sake to Aaqaa-aye do jahaaN SAWW ke Huzoor mujh nikamay ka salaam b...
by muhammad_19k
Sat Aug 18, 2007 10:11 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal - aa hi jaey seher khemoshi say
Replies: 8
Views: 760

Sohail bhai

Teen baar, mukhtalif log ins meN , ghazal paRh chukaa hooN. [;)]. ab is se zydaa kyaa kahooN. aor aik chopal par is par honay walaa tanqeedi tabSiraa bhi. daad qubool kijiaye.

Regards,
Muhammad K. Siddiqui.
by muhammad_19k
Fri Aug 17, 2007 7:59 am
Forum: Urdu Adabi KhabreN
Topic: Ek Shaam Abdullah Nazir Sahib Ke Naam
Replies: 11
Views: 4522

******* Simply Splendid **********
by muhammad_19k
Thu Aug 16, 2007 5:06 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: PHOOL, KHUSHBOO, CHAAND, JUGNE AUR........
Replies: 7
Views: 486

Ji Muneer bhai sher Nol 2. aap ne chaahaa umeedoN kinaaray aa gay. kuch samajh naheeN aayaa. ye daikh leN aap ne chaaha kabhi to ham kindaaray aa-gay mujhe yaqeen naheeN hai ke mairaa miSra kuch aisaa achhchaa hai. laikin aap ke waalay miSra ki mujhe samajh naheeN aa rahii. sher no. 4. saataveeN me...
by muhammad_19k
Wed Aug 15, 2007 11:57 am
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish # 31
Replies: 7
Views: 1298

Re: guzarish # 31

..
by muhammad_19k
Wed Aug 15, 2007 8:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: PHOOL, KHUSHBOO, CHAAND, JUGNE AUR........
Replies: 7
Views: 486

Muneer bhai aap jab shikwaa karte heN to bohat payaaray lagte heN. issi se to pataa chaltaa hai ke aap hameN apnaa samajhte heN. shayed dost eHbaab issi leeaye aap ko shikwaa karne ka moqaa daite heN. aap ki ye ghazal pehly bhi kaheeN daikh chukaa hooN. bohat shaandaar hai. siwaa-aye sher no. 4 ke....
by muhammad_19k
Wed Aug 15, 2007 7:35 am
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish # 31
Replies: 7
Views: 1298

qurbaani maangta raha islaam umr bhar
hum khwaahishaate nafs kau qurbaaN nah kar sakay

waah waah. bohat khoob. bohat hi khoob.
by muhammad_19k
Mon Aug 13, 2007 5:29 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Meraaj.ul Nabi* per mera toHfa.........
Replies: 9
Views: 1784

Jawaid bhai, aap ne madinaa ki baat ki Allah t'aalaa aap ki kaavish qubool farmaa-aye aor is naiki ke Sadqay aap par apne reHm o karam ki baarish karay. mujhe bhi khaahish hai ke na'aat shareef kahaa karooN. aor ye jo shaairi ki practice hai Sirf iss leeaye kartaa hooN. wagarnaa ghazal meN kyaa rakh...
by muhammad_19k
Fri Aug 10, 2007 10:48 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: chand taSweer-e-butaaN, chand HaseenoN ke Khut^oot^
Replies: 5
Views: 402

Mohtaram Janab SARWAR RAZ SaHeb Aadaab o tasleemat. Sab se pehlay to aik baat is laRi k unwaan par. mujhe naheeN pataa ke ye miSra hai ya sirf jumlaa oar kis ka hai. laikin jab "fehrist" meN ye topic aap ke naam saath daikhaa toa aisaa lagaa jaise ye aap ki kissi nayee ghazal ka miSra' ha...
by muhammad_19k
Fri Aug 10, 2007 8:47 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 31- Muhammad K. Siddiqui
Replies: 4
Views: 1006

Roman 1. ham dil meN aaj tak unheN mehmaaN na kar sakay SeHraa-e-dil ko yaani gulistaaN na kar sakay. 2. woh lutf kyaa uthaa-eN ge lamHaat e vaSl ka dil meN jo paidaa sozish e hijraaN na kar sakay 3. maalom hai Haqeeqat e dard e jigar mujhe hairat naheeN jo koi bhi darmaaN na kar sakay 4. seenay pe...
by muhammad_19k
Fri Aug 10, 2007 8:28 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 31- Muhammad K. Siddiqui
Replies: 4
Views: 1006

Guzarish 31- Muhammad K. Siddiqui

Salam dosto,

leejiaye bohat meHnat ke b'aad meN ne bhi kuch alfaaz joR kar aik ghazal jaisi koi shay kehne ki koshish ki hai aor aap ki khidmat meN paish hai.

Zaahir hai aap ke bharpoor tabSira jaat ke baghair to is ka koi mazaa hi naheeN.

paishgi shukriyaa kesaath,
Muhammad K . Siddiqui.
by muhammad_19k
Thu Aug 09, 2007 7:27 pm
Forum: Anjuman
Topic: Kalaam e Nazir se intekhaab!
Replies: 7
Views: 2705

Chupaake rakhle miraa Haal-e-zaar aankhaoN meiN
Nah Doob jaauN kahiN ashkbaar aankhaoN meiN
by muhammad_19k
Wed Aug 08, 2007 5:06 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazaleiN
Replies: 2
Views: 198

Tahir ji, aap ki donoN ghazleN majmoo'ee Tor par bohat achhchhi heN. kuch ashaar to ghazab ke heN jaise ke, nahiN yaksaaniyyat bhaati bashar ko "nah ho mernaa tau jeene kaa mazaa kayaa?" talab kerti hoN tujh se maghferat maiN bajuz is ka hai fikr-e-Tahira Kayaa jo d'Awe peh hameiN un k yaq...
by muhammad_19k
Tue Aug 07, 2007 6:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "akad kar nah chaleN tau phir maza kya"tarhi kalaa
Replies: 2
Views: 274

Mohtaram Janab Haamid Baaqri SaHeb Salam o Aadaab qubool kijiaye. aap ki ghazal paRhna shroo ki to poori shroo karne se pehlay hi jawaab likhnaa shoor ho gayaa hooN. matlaa jo aisaa shaandaar kaha hai aap ne. woh kehtay haiN keh humnay hai kiya kya zara see chaut pahunchaayee hua kya waah waah boha...