Search found 500 matches

by muhammad_19k
Sat Nov 06, 2010 7:55 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Durood-o-Salaam
Replies: 10
Views: 1129

Re: Durood-o-Salaam

سلام اس ذات پر زخمی دلوں ''کی'' جو کہ مرھم ہے
by muhammad_19k
Sat Nov 06, 2010 7:51 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Aik Taaza Naatia Qitaa
Replies: 4
Views: 539

Re: Aik Taaza Naatia Qitaa

صدا دل سے آنے لگی یہ مسلسل
محمد محمد محمد محمد محمد ﷺ

واہ واہ۔ سبحان اللہ بہت خوب۔
by muhammad_19k
Wed Nov 03, 2010 4:37 pm
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Durood-o-Salaam
Replies: 10
Views: 1129

Re: Durood-o-Salaam

ماشااللہ
by muhammad_19k
Mon Nov 01, 2010 8:20 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: Aik aham Shaair-e-Hamd,Shaair-e-Zaboor-e-Sukhan Tanwir Phool
Replies: 5
Views: 2099

Re: Aik aham Shaair-e-Hamd

ماشا اللہ

کیا بات ہے تنویر پھول صاحب۔
by muhammad_19k
Thu Jun 03, 2010 2:11 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: تازہ غزلوں کے ساتھ انورجاویدہاشمی،کراچی
Replies: 5
Views: 269

Re: تازہ غزلوں کے ساتھ انورجاویدہاشمی،کراچی

meN ne samjhaa ke chaandni phaili
phool.......................

bohat khoob.
by muhammad_19k
Fri May 28, 2010 12:01 pm
Forum: Moshaairah
Topic: GuZarish#52 ke miSra' par chand ashaar pesh-e-khidmat haiN.
Replies: 5
Views: 1783

Re: GuZarish#52 ke miSra' par chand ashaar pesh-e-khidmat h

Salam árz hai Muzaffar bhai, leejiaye bhagaRa Haazir hai. kuch likhne ka progrm to na thaa laikin Hasan SaHeb ki ghazal par likhna paRa so pakRa gyaa. kahiye kaise heN aap? ab aap ki ghazal ki kyaa tareef karooN, bas khaaish hi hai ke kabhi aap se miSra keh sakoooN :). bohat daad qubook kijiaye. aor...
by muhammad_19k
Tue May 27, 2008 5:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri ek aur taza Ghazal...........
Replies: 6
Views: 565

Re: Meri ek aur taza Ghazal...........

Salam Jawaid SaHeb, ghazal ki majmoo' taacur bohat shaandaar hai. aor ashaar ka infiradi acar ye hai, zameer unka nahiN raha hai mujhe yehee sub bata rahe haiN tou jurm karne se qabl unke yeh paaoN kyuun Dagmaga rahe haiN---------------------bohat khoob. muSeebatoN meN jo dostoN ke daroN pe hum khaT...
by muhammad_19k
Fri May 23, 2008 5:59 am
Forum: Moshaairah
Topic: GuZarish#40 pesh-e-khidmat hai.
Replies: 4
Views: 406

Re: GuZarish#40 pesh-e-khidmat hai.

Muzaffar bhai, jab se bandhan par aa rahaa hooN aap ki aisi mukhtaSir ghazal kabhi na daikhi, andaaza hotaa hai k aap bohat maSroof heN. laikin ye gham e duniyaa bhalaa aap ko sher kehne se kaise roktaa. so phir bhi aap ne chand ashaar keh hi diaye. 1, mire khun-e-Aarzu ko woh baha baha ke roey mira...
by muhammad_19k
Wed May 21, 2008 10:33 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri taza Ghazal..rawish se kuch haT kar
Replies: 11
Views: 1052

Re: Meri taza Ghazal..rawish se kuch haT kar

Mohtaram janab Jawaid SaHeb, aap ki ghazal ki badaloat bohat se 'aroozi nikaat bhi seekh chukaa hooN. to sochaa kyooN na is par kuch raa-aye bhi day di jaa-aye. mairi koi baat naagwaar lage to paishgi ma'ziraat. kuch tajaaveez bhi hoN gi. jin ka maqSad aap se Sirf ye poochna hai k kyaa meN saHeeH sa...
by muhammad_19k
Wed May 21, 2008 8:03 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri taza Ghazal..rawish se kuch haT kar
Replies: 11
Views: 1052

Mohtaram Janab SARWAR SaHeb, aap jaante heN k aap se seekhne ka koi moqa' meN haath se nahi jaane daitaa. so yahaaN bhi Haazir ho gyaa hooN. meN samajhne se qaaSir hooN ke Jawaid SaHeb ka miSra kaise wazn se baahir hai. meN aap k hi ki-aye tukRay neechay lagaa rahaa hoooN. kha----nDar-----saa----ho;...
by muhammad_19k
Wed May 21, 2008 7:36 pm
Forum: Moshaairah
Topic: ::miri dastaan.e.Hasrat voh suna suna kay roye::....FarHan
Replies: 10
Views: 1002

Salam Farhan bhai, aap ke likhte heN, Khawar Bhai,,, Salaam o RaHmat,,, ummid hai mizaaj.girami ba.khair hoNge. 1) Khiyaal yaQeenan saadah hai.aityaraaf karata hooN. aap nay likha{doosra miSra bebeHr lag rahaa hai.} mujhay to nahin laga. bara.e.mahrbani nashaandahi farmayeN to mamnoon rahoonga. 2){k...
by muhammad_19k
Sun May 18, 2008 8:42 am
Forum: Moshaairah
Topic: ::miri dastaan.e.Hasrat voh suna suna kay roye::....FarHan
Replies: 10
Views: 1002

Farhan bhai, roz hooN aap ki dua-oN meN ab mujhe ye yaqeen hotaa hai. chaliaye aate heN aap ki ghazal ki taraf, 1} rah.e.zindagii meiN akcer, gam utha utha kay roye. sabhi naQsh.e.arzoo dil say mita mita kay roye.---------------------------------------------------------khayaal bohat saada hai. doosr...
by muhammad_19k
Fri May 16, 2008 6:54 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media
Replies: 7
Views: 868

Sohail bhai,

mujhe to turbo lagaana bilkul theek hai lagaa hai. kyooN k yahaaN kuch oar nahi lag saktaa [:)]


mukhliS
by muhammad_19k
Fri May 16, 2008 6:43 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aik ghazal
Replies: 6
Views: 427

[align=center]rafat,

Image

aap ki ghazal bohat achchhi hai. mairi t^araf se dheroN daad qubool kijiaye

[/align]

regards,
by muhammad_19k
Wed May 14, 2008 8:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media
Replies: 7
Views: 868

Sohail bhai, Zabardast, aap jaante hi heN hameN usi zuban meN baat karne ko tarjeeH daine chahhiaye jo dosroN ko samajh aati hai. mushkil ashaar likh kar baRa shair to banaa jaa sakti hai. laikin shayed mufeed shair nahi. aap ki ghazal mujhe bohat pasand aaii- jo ba maqSad bhi hai His e jaamal ki bh...