Search found 500 matches

by muhammad_19k
Wed Jul 04, 2007 1:42 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 30
Replies: 6
Views: 879

Doctor SaHeb aik shakhS se us ke baitay ne poochaa ke abbaa jaan jin logoN ke quran e paak ke samajh naheeN aati to woh quran paak paRh kar ya sun kar lutf kaise uthaate haiN. ? us ne kahaa baitaa aap ka sawaal achchha hai laikin is ka jawaab shayed meN abhi aap ko na day paaooN haaN phir kabhi zar...
by muhammad_19k
Mon Jul 02, 2007 7:46 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee Ghazal Guzaarish #30
Replies: 12
Views: 1587

Janab Jawaid Badauni SaHeb leejiaye phir Haazir ho gyaa hooN. (woh baat alaihdaa hai ke abhi aap ki Taraf se maire pehlay khat ka jawa bhi naheeN aayaa ;-).) 1. matlaa achchaa lagaa. 2. waah. bohat khoob. . mujhe is baat ki nahaait khusi hai k aap shaairi ko jaisaa samajhte haiN. waisaa hi paish bh...
by muhammad_19k
Mon Jul 02, 2007 5:04 am
Forum: Moshaairah
Topic: TarHi Ghazal Guzarish 30 - Muhammad K. Siddiqui
Replies: 10
Views: 1640

TarHi Ghazal Guzarish 30 - Muhammad K. Siddiqui

Sadre meHfil or 'azeezan bazm! Salam. kayee baar muzaffar SaHeb se sunaa ke baithay baithay ghazal ho gayee. yehi Haal Jawaid SaHeb ka daikhaa ke idhar TaraH misRa aayaa aor udhar ghazal tayyar. in dostoaN par rashk ke maaray seena phaT saa jaataa thaa. is baar sochaa ke kyooN na meN bhi aik hi nis...
by muhammad_19k
Mon Jul 02, 2007 4:54 am
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee Ghazal Guzaarish #30
Replies: 12
Views: 1587

Mohtaram Jawaid SaHeb,

aap ki ghazal par aik nazar Daal chukaa hooN. kyaa aap ijaazat deN ge ke apni raa-aye ka izhaar next log tak pending kar sakooN?

regards,
Muhammad K. Siddiqui.
by muhammad_19k
Mon Jul 02, 2007 4:49 am
Forum: Deeniat Aur Tareekh e Islam
Topic: Kaaba - Androon Manzar
Replies: 2
Views: 590

jazak Allah
by muhammad_19k
Fri Jun 29, 2007 5:29 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal - Aap ka Hukm Sar Aankhon....
Replies: 5
Views: 313

Janab Muneer Armaan SaHeb, aik baar phir aap ki Huzoor Haazir hooN. :-) 1. aap ki ghazal ke pehlay do ashaar beHr meN baaqi ke ashaar se mukhtalif haiN. aap ghor karaiN to aap ke Saaf meHsoos ho gaa ke ke pehlay ashaar ke miSray nisbatan chhotay haiN. 2. bhookay bachoN se kahaan sabr o razaa hotay ...
by muhammad_19k
Thu Jun 28, 2007 11:08 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: JAB BHI TERI YAADON KA MAUSAM.......
Replies: 11
Views: 1205

Muneer SaHeb

meN ne aap ki waZaHat paRh li. us ke b'aad is ke siwaa kyaa reh jaataa hai ke woh sirf aik ghalat fehmi thi. aap ki mazeed ghazloN ka intezaar rahay ga.

Regards,
Muhammad K. Siddiqui
by muhammad_19k
Thu Jun 28, 2007 10:56 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Hum Ko Hum Sey Hi Churao
Replies: 2
Views: 218

Suman, ab aap se kyaa takalluf, leejiaye baghair kissi tamheed ke aap ke ashaar par apne taaccuraat paish kartaa hooN. 1. matlaa khoob hai. 2. pehlaa misraa bohat soch bachaar ki dawaat daitaa hai. bohat zydaa rawaaN naheeN lagaa. 3. ye sher bhi theek lagaa. 4. ahaa haa. great one 5. waah ji waah do...
by muhammad_19k
Thu Jun 28, 2007 6:31 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ~*~ Jo vafaa ka yaqeeN dilaate haiN ~*~
Replies: 7
Views: 906

Mohtaram Munu SaHeb, aap ki dil kash ghazal nazar se guzri to soch meN bhi behti gangaa meN haath dhotaa chalooN. 1. bohat khoob "vafaa ka" ki bajaa-aye "zydaa" kar ke bhi daikh leejiaye. 2. ye saadaa se sher bhi khoob hai. khyaal chahay puraana hai laikin kafiat ko byaan kartaa ...
by muhammad_19k
Wed Jun 27, 2007 10:17 am
Forum: Ghazals O Sangeet
Topic: Javed Iqbal Badayuni - Ghazal - Bachche muflis ke
Replies: 0
Views: 440

waah ji waah. aik teer aor oar 4, 5, 6, 7...... sikhaar. - aik khoobSoorat laRi ki shroo'aat hoee. - Jawaid SaHeb ki shakhSiat ka andaaza huwaa - aik zabaardat ghazal sun-ne ko mili. - aor, aor ------------------Jawaid SaHeb ka deedaar ho gyaa ;-), bohat bohat shukriyaa saaraa ji, Regards, Muhammad ...
by muhammad_19k
Wed Jun 27, 2007 5:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taZah Ghazal pesh-e-khidmat hai!
Replies: 4
Views: 415

Janab Muzaffar SaHeb, aap ke makhSooS rang meN aap ki taaza ghazal aaNkhoN ke saamne hai. phir wohi taaraakeeb ki baarish, alfaaz ki jaadogari aor khoobSoorat izhaar e bayan ke juloo meN dard ka naach daikh rahaa hooN. Allah aap ko salaamat rakhay ke aisi khoobSoorat ghazlaiN hameN sunaate haiN. lee...
by muhammad_19k
Wed Jun 27, 2007 5:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: Raqeeb se miri ulfat ki guftagoo hotee...
Replies: 3
Views: 309

Munawar SaHeb, ye sach hai ke intne 'arSaa ke ba'aad aap ko yaahaaN daikh kar bohat khushi ho rahi hai. aap un moHtaram hasteeoN meN se haiN jo urdu zabaan se moHabbat karte haiN aor is ke leeaye kissi na kissi taraH se meHnat kar rahaiN haiN. is se baisther bhi aap ki ghazlaiN parHne ka ittefaaq hu...
by muhammad_19k
Tue Jun 26, 2007 3:12 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Kabhi SeHra kabhi darya nazar aaye ghar say....Farhan
Replies: 3
Views: 222

bohat khoob janab aisi shaandaar ghazal par bhalaa aap ko mubaarakbad na paise ki jaa-aye to kyaa kiaa jaa-aye? :-). zydaa khushi ki baat ye rahi ki tamaam ashaar aik hi standard par meHsoos huway jis se aap ki khonaa mashqi ka pataa chaltaa hai. darj zail sher mujhe sub se zydaa pasand aayaa. lout...
by muhammad_19k
Tue Jun 26, 2007 6:52 am
Forum: Moshaairah
Topic: guz # 29 meri adna kaawish
Replies: 6
Views: 788

Salam Zarqa Ji, aap ki mutaacir kun ghazal nazar se guzri to khud ko do bataiN likhne se na rok sakaa. 1. chukka diye youN hi sab qarz-e-dostaaN maiN ne Paraii aag meN jhooka yeh aashiyaaN maiN ne sher paRhne ke b'aad be ikhtiaar ahaa haa niklaa. pehlay miSra is taraH bhi daikhiaye, chukaa-aye youN ...
by muhammad_19k
Mon Jun 25, 2007 4:46 am
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal guzarish 29...........Sara Jabeen
Replies: 3
Views: 524

Bohat Khoob Saara ji, chaahay ke aap ne ghazal bohat dair se paish ki laikin us ka Haq adaa kar diyaa. tamam sher achhay aor Saaf haiN haiN. zydaa khushi ke baat hai ke mazaameen bhi bhi nudrat e khyal chalakti hai. mujhe aap ke ye sher bohat pasand ayaa, nuqoosh-e paa mire raihte bhi kaise saaHil ...