Search found 500 matches

by muhammad_19k
Sat Jun 23, 2007 2:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: JAB BHI TERI YAADON KA MAUSAM.......
Replies: 11
Views: 1221

Re: Hausla Afzayi ka Shukriya !!

Beradaram, Ghazal pasand aayi... meri khush-naseebi hai. Kuchh ek sher pe aap ne 'explanations' dene ka ishaara kiya hai... main koshish karta hoon... 1. Pehlay wala dard puranaa ...... Khawar Bhai Saheb, farz kiziye ke aap ne guzishta kal mere ko ek 'Thappad' lagaya tha... aur aaj bhi ek 'Thappad'...
by muhammad_19k
Sat Jun 23, 2007 5:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: JAB BHI TERI YAADON KA MAUSAM.......
Replies: 11
Views: 1221

Mohtaram Janab Munir Armaan Nasimi SaHeb aap ki ghazlait parh kar hamesha hi achchaa lagtaa hai. mukhtiSirun 'arz karne ki ijaazat chaahooN ga, 1. pehlay wala dard puranaa ? pehlay walaa bhi to puranaa hi ke ma'noN meN naheeN aa-aye ga, ? 2. bohat khoob! 3. ye sher bhi achhchaa laga. 4. bohat zabar...
by muhammad_19k
Sat Jun 16, 2007 4:02 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish #29 ki ghazal
Replies: 6
Views: 856

Salam jaanaaN ji, aap ki shaairy meN bohat jaan hai. :-). aisi khoobSoorat ghazal paish karne par daad qubool kijiaye. 1. matlaa bohat mutacir kun hai. paRha kar be ikhtiaar waah nikalti hai. 2. pehlay miSra meN lafz "gumaN" se ye naheeN pataa chalaa ke ye khushgamaani ki baat ho rahi hai ...
by muhammad_19k
Fri Jun 15, 2007 11:07 am
Forum: Anjuman
Topic: Index of Anjuman
Replies: 3
Views: 2603

Dosto,

mujhe ye bataatay huway bohat khushi meHsoos ho rahi hai ke list ke pehlay do sections

1. kuch dilchasp silsalay.
2. lafz par ashaar

mukammal ho chukay haiN.

mukhliS,
Muhammad K. Siddiqui.
by muhammad_19k
Wed Jun 13, 2007 6:05 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Zameen-e "Faiz" meN meri naacheez Ghazal .........
Replies: 8
Views: 706

nishandahi k leeaye shukriaya. ji meN waqt milte hi kar daitaa hooN.
by muhammad_19k
Wed Jun 13, 2007 6:05 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Zameen-e "Faiz" meN meri naacheez Ghazal .........
Replies: 8
Views: 706

ji meN waqt milte hi kar daitaa hooN.
by muhammad_19k
Wed Jun 13, 2007 6:02 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: zamaanah ek z^aalim hai!
Replies: 2
Views: 182

Janab Mohtaram SARWAR RAAZ SaHeb, aap ki khoobSoorat ghazal nazar se guzri. ghazal bila shubaa bohat shaandaar hai. aor is ki jitni ta'reef ki ja-aye utni kam hai. Hasb e 'aadat meN ne koshish ki ke aik ashaar ka intekhaab kar ke likh sakooN ke mujh ye ashaar zydaa pasand aa-aye laikin kuch faislaa...
by muhammad_19k
Tue Jun 12, 2007 10:58 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne
Replies: 8
Views: 556

Re: aik deireena tamannaa ko huvaidaa karne

aadaab arz hai aik muddat baa'd is bazm meiN apni aik ghazal ke saath Haazir hua hooN, umeed hai apni aaraa se navaazeN ge. aik daireena tamannaa ko huvaidaa karne ham ke aaye hain dil-o-jaaN ka taqaaza karne din gayaa meri masarrat ka janaaza le ker "raat aayee hai mire gham meiN izaafah karn...
by muhammad_19k
Mon Jun 11, 2007 9:37 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 67712

bohat Khoob
by muhammad_19k
Sat Jun 09, 2007 4:46 am
Forum: Moshaairah
Topic: GuZarish#29 ke liye meree ek aor koshish!
Replies: 6
Views: 880

Janab Muzaffar SaHeb aik aor shaandaar ghazal par daad o mubarak baad qubool kijiaye. in ashaar ka khaSosun zikr karnaa chaahooN ga, ada-e-khaaS se cheRee hai daastaaN maiN ne! kiyaa hai ehl-e-GulistaaN ko ham ZubaaN maiN ne! huwaa jo GharQ safeenah to yeh kheyaal aayaa hawa-e-tund meN kholaa kiyoo...
by muhammad_19k
Sat Jun 09, 2007 4:34 am
Forum: Moshaairah
Topic: t^arHee miSra' Guzarish#29 Jun, 2007 pesh-e-khidmat hai.
Replies: 5
Views: 724

Janab Muzaffar Ahmed Muzaffar SaHeb

ko doosri ghazal paish karne par mubarakabaad. Muzaffar SaHeb ki ghazal ka link ye hai,

http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/vie ... 1&forum=20
by muhammad_19k
Fri Jun 08, 2007 6:21 pm
Forum: Moshaairah
Topic: t^arHee miSra' Guzarish#29 Jun, 2007 pesh-e-khidmat hai.
Replies: 5
Views: 724

shurakaa-e-moshairaa URDUBANDHAN.COM ki jaanib se ab tak ke shurkaa e mushairaa June 01, 2007 --- Janab Jawaid Badaui SaHeb - http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/viewtopic.php?t=4613 June 04, 2007 --- Janab Haamid Baaqri SaHeb - http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/viewtopic.php?t=4630 June 04, 2007...
by muhammad_19k
Fri Jun 08, 2007 5:38 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "tau kya karooN"tarhi kalaam peshay khidmat hai
Replies: 2
Views: 170

Janab Hamid SaHeb TarHi miSra, "meN daastan e gham na sunaaooN to kya karooN" shayed bohat hi zarkhaiz hai. aap ki ghazal se pehlay is par janab muzaffar SaHeb aor phir Janab Jawaid SaHeb ki ghazal paRh rahaa thaa. donoN hi ghazloaN me kuch sher bohat shaandaar thay. bila mubaalghaa dil k...
by muhammad_19k
Fri Jun 08, 2007 7:10 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: nayee shakl
Replies: 4
Views: 597

nayee shakl

Dosto, aik purani ghazal ki nayee shakl paish e khidmat hai. nayee shakl se muraad compostion naheeN hai :-) balke mairi muraad ashaar meN tabdeeli hai :-) aap se raa-aye ki darkhaast hai, 1. konsay ashaar aap ko pasand ayaa= 2. konsa ashaar meN behtari ki gunjaish hai = 3. konsay ashaar ghazal se n...
by muhammad_19k
Thu Jun 07, 2007 6:39 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Mehfil meiN ahl-e-dil kii, deewaane kam nah hounge
Replies: 3
Views: 254

bohat khoob Saaraa ji