Search found 500 matches

by muhammad_19k
Thu Jun 07, 2007 1:34 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Zameen-e "Faiz" meN meri naacheez Ghazal .........
Replies: 8
Views: 706

bohat khoob Sir, bohat khoob!
by muhammad_19k
Thu Jun 07, 2007 5:28 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish # 29 - Muhammad K. Siddiqui
Replies: 4
Views: 589

ROMAN 1. falak se aagay bhi daikhaa hai ik jahaaN meN ne kuch is taraH [color=redkiya[/color dushman hai aasamaaN meN ne 2. tairay khayaal se furSat naheeN mili mujh ko tiray wajuud ko dhooNdaa abhi kahaaN meN ne. 3. tiray khyaal meN guzri hai to ye kiase kahooN "tamaam umr guzaari hai raa-iga...
by muhammad_19k
Thu Jun 07, 2007 5:12 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish # 29 - Muhammad K. Siddiqui
Replies: 4
Views: 589

Guzarish # 29 - Muhammad K. Siddiqui

Sadr e mushairaa janab Abdullah Nazir SaHeb, aap ki ijaazat se apni kaavish yahaaN paish kar rahaa hooN. shurkiyaa. meN jaantaa hai k akcar qara,eeN ke paas waqt bohat kam hotaa hai. so darkhaast hai ke agar aap tafseelun naheeN likh sakte to sirf ashaar ke number likh dijiaye. Jo ashaar bohat pasa...
by muhammad_19k
Thu Jun 07, 2007 5:04 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal - Kuch to junuN kay tour tereeqay
Replies: 6
Views: 631

Assalam o alaekum Khawer bhai Khawer bhai aazmaish shart hay aap apna kaam jaari rekhiay aur aur yaqeen rekhiay keh maiN discussion ko irtiqa ka ki seeRhi samajhta huN. aur naraz hona to dur ki baat hay maiN to teh e dil say aap ka mashkur huN keh aap meray likhay ko itni tawajah say peRh ker us pe...
by muhammad_19k
Thu Jun 07, 2007 4:38 am
Forum: Moshaairah
Topic: GuZarish#29 ke liye meree ma'mulee see kosshish!
Replies: 7
Views: 564

Janab Muzaffar SaHeb, is meN koi shak naheeN ke aap ke tamaam ashaar us saTaH par haiN jahaaN siwaa-aye t'aareef ke kuch aor chaaraa naheeN. So mubaarakbaad qubool kijiaye. haaN paRhte huwaa aisaaa zarool lagaa jaise ye ghazal shayed pehlay bhi kaheeN paRhi hai. kya aap ke moozoaat meN yaksaaniat aa...
by muhammad_19k
Wed Jun 06, 2007 11:00 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "ahlay qalam dekhtay haiN"taza tarhi kalaam pesh h
Replies: 6
Views: 288

jau parcham uthaaye haiN insaaniyat ka
hum unmeiN bhi insaan kam dekhtay haiN

chalo inquilaab aik laayeN jahaaN meiN
hamaari taraf ahlay gham dekhtay haiN

Waaah janab bohat khoob. bohat hi khoob.
by muhammad_19k
Wed Jun 06, 2007 10:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal - Kuch to junuN kay tour tereeqay
Replies: 6
Views: 631

Salam Doctor SaHeb, yaqeen jaanaiN ab to Dar lagtaa hai kissi din aap se Daant paRh jaa-aye gi ke miaN apne ye mashwaray aor taSSuraat apne paas hi rakho. che piddi che piddi ka shorbaa. :-). laikin phir likhne baith jaataa hooN chalo koi baat naheeN aap ki Daant bhi SeHat afzaa hi ho gi .hehehee le...
by muhammad_19k
Tue Jun 05, 2007 7:38 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aks_E_Mahtaab
Replies: 3
Views: 533

Suman ji


aap ka ye khyaal pasand aayaa.

wasalam,
Muhammad K. Siddiqui.
by muhammad_19k
Tue Jun 05, 2007 7:36 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aihsaas
Replies: 1
Views: 219

Salam suman ji,

ye bhalaa lams ko chhonaa kyaa hotaa hai? :-). lams bazaat e khud chhone ke eHasaas k leeaye kyaa kaafi naheeN? daikhte haiN ahl e ilm is par kyaa farmateN haiN.

khairandesh,
Muhammad K. Siddiqui
by muhammad_19k
Mon Jun 04, 2007 10:45 am
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish #29 aapkay hawaalay
Replies: 7
Views: 610

Wazn ke e'tbaar se tarah bilkul durust hai. Is lafz "tarah" ko bawazn f'el bhi istaimal kiya jata hai aur bawazn "m'afa" bhee. BuzurgoN ki beshumar misaleN maujood haiN jo is waqt yaad nahiN aa rhaee haiN. Jawaid SaHeb is wazaHat ke leeaye meN aap ka shukrguzaaro hooN. khairande...
by muhammad_19k
Mon Jun 04, 2007 9:01 am
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish #29 aapkay hawaalay
Replies: 7
Views: 610

Janab Haamid Baaqri SaHeb, apne makhSoos raNg me ghazal paish kar qaara,een ko nayee jehtaiN dikhanay par mubaarakbaad qubool kijiaye. mukhtaSirun 'arz kartaa hooN. faqat khuda kay liye kee haiN nekiyaaN maiN nay hayaat paayee hai istar'ha jaawedaaN maiN nay bohat khoob lafz "tarah" ka is...
by muhammad_19k
Sat Jun 02, 2007 1:28 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Kashmala from Karachi.
Replies: 10
Views: 3317

to janab najeeb SaHeb,

apnay t'aaruf ke leeaye nayaa thread shroo kijiaye ;). aor janab kuch tafseeli t'aaruf karwaa-iaye.

khairandesh,
Muhammad K. Siddiqui
by muhammad_19k
Sat Jun 02, 2007 1:25 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish # 29 - Meri naacheez Ghazal
Replies: 10
Views: 1476

Salam Jawaid SaHeb, doosri baar aap ki ghazal paRh rahaa thaa to eHsaas huwaa ke lafz "tifligi" kaafi qaabil e ghor hai. tifil se tifli - y'ani bachgaana tiflaana - y'ani bachgaana tafoolat - y'ani bachpan tafooliat - y'ani bachpan to nazar se guzray haiN laikin ye tifligi ? kaheeN ye wais...
by muhammad_19k
Sat Jun 02, 2007 1:17 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Maah June ke muntakhab shayar.........Majeed Amjad
Replies: 6
Views: 2062

waah Saara ji, meN soch rahaa thaa ke majeed amjad saHeb kon haiN ;-). meN apni laailmi par ma'zirat khaah hooN laikin aap ko shayed ilm hi ho ke mairaa mutaalia' bohat kam hai. laikin ye aakhiri ghazal paRh kar mujhe pataa chalaa ke majeed amjaad woh shaa'ir hai ji ki nazm se idea churaa ke raatoN ...