Search found 500 matches

by muhammad_19k
Fri Apr 06, 2007 11:29 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "GHAZAL tarhi mushaira(mehfilay sukhan)aapkay hawaalay
Replies: 4
Views: 203

Salam Baaqir Sb daikhiaye kitni jaldi apne taaSSurat likh rahaa hooN. 1. matla bohat achchha hai. is taraH ke mazaameen ke leeaye bhalaa is se achchaa matl'aa kia ho saktaa hai? 2. mafhoom bohat zabardast hai.pehle miSra meiN sanikaroaN se ham iss duniyaa ke saare afraad lay sakte haiN laikin phir ...
by muhammad_19k
Thu Apr 05, 2007 2:25 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: dastaan-e-ishq ko jab mukhtasar us ne kiyaa........ghazal
Replies: 7
Views: 823

Salam Saaraa ji Janaab khawar sahib main aapse kahi ke mujhe aek lafz bataiye jisme aapke diye hue sab alfaz maujood houn shuq josh khaab . janooN "............. more or less the meaning of all these words combined together in one word. phir baad mein shair ki doosri sorat ki taraf ayenge :-) ...
by muhammad_19k
Wed Apr 04, 2007 8:37 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: Asaataza ki iSlaaH! JAWABAAT
Replies: 7
Views: 1826

Mohtarmi Jawaid Sb

ji is wazaahat ke leeaye shukriyaa.


mukhliS
muhammad k. siddiqui.
by muhammad_19k
Wed Apr 04, 2007 6:51 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 27 ke liye meree adna se koshish!
Replies: 9
Views: 560

Janab muzaffar sb, leejiaye meiN bhi apne taccuraat meiN izaafa kiaye daitaa hooN. :-) qafas meN aah-o-giryah se giraaN janee naheeN jatee agarcheh raae'gaaN a'ashiq kee qurbanee naheeN jatee! waah SaHib waah! bohat khoob matlaa hai. 7. nah puch~o qeematee hai kis qadar har she zamane kee magar khun...
by muhammad_19k
Wed Apr 04, 2007 6:04 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: Asaataza ki iSlaaH! JAWABAAT
Replies: 7
Views: 1826

Mohtarmi jawaid badauni SaHib, meiN shukr guzar hooN ke aap ne apni raa-aye se nawaazaa. laikin aisaa m'aaloom hotaa hai ke aap se chook ho gayee hai. mieN kuch wazaahat karni ki koshish kartaa hooN. meri teHreer surkh rang meiN hai. Bohat bohat shukriya Khawar SaaHab keh nacheez ko kisee qaabil sam...
by muhammad_19k
Wed Apr 04, 2007 3:36 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: dastaan-e-ishq ko jab mukhtasar us ne kiyaa........ghazal
Replies: 7
Views: 823

Salam Saaraa ji, aap ki koi takhleeq aik a'rsaa ke b'aad mazar aam par aati hai. laikin jab aatee hai to khoob aati hai :-) 1. matl'a bohat pasand ayaa. 2. bohat achchha sha'er hai. shayed yehi khyaal iss tarah bhi bayaan kiyaa gyaa hai. kia kia khiZr ne sikandar se, ub kisse rahnumaa kare koi aik ...
by muhammad_19k
Wed Apr 04, 2007 2:55 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: Asaataza ki iSlaaH! JAWABAAT
Replies: 7
Views: 1826

[align=center] JAWAB NO. 3. [/align] is baar ka sh'aer thaa, aaj aaraaish e gaisoo dotaa hoti hai, lo miri jaan giraftaar e balaa hoti hai oar iss sh'aer ki iSlaaH meiN bhi sirf aik lafz tabdeel kiyaa gyaa ye lafz thaa lo jis ko phir se tabdeel kiyaa gyaa oar sh'aer aaj aaraaish e gaisoo dotaa hoti ...
by muhammad_19k
Wed Apr 04, 2007 2:35 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: ASAATAZA KI ISLAAH - KHEL 3.
Replies: 3
Views: 1455

ji naheeN :-)

jawab is link par paish kar diyaa gyaa hai.

http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/vie ... 3183#33183
by muhammad_19k
Wed Apr 04, 2007 10:53 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: aik koshish - Naat e sarwar e kaainaat!
Replies: 1
Views: 474

aik koshish - Naat e sarwar e kaainaat!

aik koshish! meiN jaantaa hooN ke meiN is qabil naheeN laikin phir bhi naat likhne baith jaataa hoon. Iss leeaye naheen ke meiN aaqaae e do jahaaN sarwar e kaainat, SAWW ki midhaat karne jaa rahaa hooN balke iss leeaye ke un ka zikr karooN gaa to mairay dil ki sayaahi door ho gi, aap ke saath sirf i...
by muhammad_19k
Tue Apr 03, 2007 11:07 am
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Taraahee Ghazal (Mush-27)
Replies: 15
Views: 1168

Mohtaram janab Jawaid Badauni SaHib, aap ki khoobSoorat ghazal nazar nawaz hoee. maire taassuraat is taraH haiN, 1. waah! bohat zabardast matl'aa hai. 2. doosre sha'er ko paRh kar lagaa jaise khaak chhaan-na bohat maamooli aor aasaan kaam hai jo qat-un koi achchha taasur naheeN hai. 3. ye shair ach...
by muhammad_19k
Tue Apr 03, 2007 8:43 am
Forum: Moshaairah
Topic: guzaarish #27 haamidbaaqari
Replies: 9
Views: 766

Re: shukriya

Mohtaram Janab Hamid Sb, :salaam2: mohtaram mohammed khawar saahib 1. matlaA ka ko dono miSray bohat achchhay haiN.l laikin maire leeaye darmani rabt kuch wazeh na thaa. mohtaram sacchay bashar say hamaari muraad hazratay mohammede mustafa(sawaw)haiN. mukhlis haamidbaaqri Janab Haamid Baaqri Sb, aa...
by muhammad_19k
Tue Apr 03, 2007 6:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: dastaan-e-ishq ko jab mukhtasar us ne kiyaa........ghazal
Replies: 7
Views: 823

Salam Saaraa ji, aap ki koi takhleeq aik a'rsaa ke b'aad mazar aam par aati hai. laikin jab aatee hai to khoob aati hai :-) 1. matl'a bohat pasand ayaa. 2. bohat achchha sha'er hai. shayed yehi khyaal iss tarah bhi bayaan kiyaa gyaa hai. kia kia khiZr ne sikandar se, ub kisse rahnumaa kare koi aik ...
by muhammad_19k
Tue Apr 03, 2007 5:57 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 27 ke liye meree adna se koshish!
Replies: 9
Views: 560

Janab Muzaffar Sb, aap ki shaa'iri hamesha hi masHoor kun hoti hai. aor dil kartaa hai ke iss par likhtaa hi chalaa jaa-ooN. laikin qillat e waqt ki wajaa se mukhtisiran likh rahaa hooN. umeed hai ke tabiat ko naagwar naheeN guzray ga. 1. waah! bohat khoob khyaal hai. sha'er bohat pasand aayaa. pehl...
by muhammad_19k
Tue Apr 03, 2007 5:14 am
Forum: Moshaairah
Topic: guzaarish #27 haamidbaaqari
Replies: 9
Views: 766

Mohtaram Janab Hamid Sb, Allah taalaa aap ke darjaat buland karay. aap ke iSlaaHi ashaar hamesha hi "motiviation" ka sabab bantay haiN. agar ijaazat ho toa apne tassurat bayaan kar dooN? 1. matlaA ka ko dono miSray bohat achchhay haiN.l laikin maire leeaye darmani rabt kuch wazeh na thaa. ...
by muhammad_19k
Tue Apr 03, 2007 4:59 am
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: ASAATAZA KI ISLAAH - KHEL 3.
Replies: 3
Views: 1455

ohhh :-) dotah ka matlab to mujhe bhi naheen pataa. kissi ahl e ilm ka intezaar karnaa paRay ga. ya phir agli nishast se pehly dictionary daikhne ki koshish karooN ga mairaa khyaal hai hai ya to zulf ke bigarne ke leeaye ya sanwarne ke leeaye istemaal kiyaa gyaa ho ga. donoaN SoortoaN meiN dooSra mi...