Search found 500 matches

by muhammad_19k
Wed Mar 28, 2007 5:00 am
Forum: Hamd aur Naat e Rasool
Topic: :: Meree pehlee Hamd ::
Replies: 7
Views: 1013

Mohtaram Janab Zia Baloch Sb, aap ki likhi hoee shaandaar hamd nazroaN se guzri, oar pehli hi reading meiN bohat mutaaSir huwaa. ye walaa sha'er bohat mast hai ;-) ulfat ke aasmaaN ko chhone ka lutf kyaa hai ! us dil se koi pochhe , tuu jis ko mil gayaa hai !! 1. maTlaa bohat khoobSoorat hai. laiki...
by muhammad_19k
Mon Mar 26, 2007 5:54 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: ASAATAZA KI ISLAAH - KHEL 3.
Replies: 3
Views: 1449

ASAATAZA KI ISLAAH - KHEL 3.

leejiaye janab teesra sha'er Hazir hai. iss meiN bhi sirf aik hi lafz tabdeel kiyaa gyaa thaa. aaj aaraaish e gaisoo dotaa hoti hai, lo miri jaan giraftaar e balaa hoti hai ] toa lagaa-iaye phir damaagh ka zor aor daikhiaye ke konsa lafz tabdeel kiyaa janaa chahiaye :-) Jawab is link ASaataz ki ISLA...
by muhammad_19k
Mon Mar 26, 2007 5:48 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: 2 - ASAATAZA KI ISLAH ---- AIK KHEL
Replies: 4
Views: 1626

Dosto,

Jawab is link par day dia gia hai,

http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/vie ... 3037#33037

dua'aa goa,
Muhammad K. Siddiqui
by muhammad_19k
Mon Mar 26, 2007 5:47 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: 2 - ASAATAZA KI ISLAH ---- AIK KHEL
Replies: 4
Views: 1626

Dosto,

Jawab is link par day dia gia hai,

http://forum.urdubandhan.com/phpBB2/vie ... 3037#33037

dua'aa goa,
Muhammad K. Siddiqui
by muhammad_19k
Mon Mar 26, 2007 5:38 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: Asaataza ki iSlaaH! JAWABAAT
Replies: 7
Views: 1819

[align=center] JAWAB 2 [/align] paish kiyaa gayaa sha'er is tarah thaa. dam miraa niklaa tairay waaday ke saath tairi ghabrai hoee haaN ki taraH chooNke meHboob ki haaN meiN ghabrane se shamane kia unSar ziada qareeb fitrat hai iss leeaye iSlaaH ke baad ye shakal ikhtiar kare gia, dam miraa niklaa t...
by muhammad_19k
Mon Mar 26, 2007 5:30 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: Asaataza ki iSlaaH! JAWABAAT
Replies: 7
Views: 1819

[align=center] JAWAB 1 [/align] Sher tha, baarhaa daikh chukay tairaa farab aye zaalim ham se ub jaan ke dhokaa naheeN khayaa jaataa aor iss ki islaaH meiN lafz zalim [/b] ko badal kar dunyaa kar dia gayaa thaa. is tarah islaah shudaa yooN huwa, baarhaa daikh chukay tairaa farab aye duniyaa ham se u...
by muhammad_19k
Mon Mar 26, 2007 5:26 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: Asaataza ki iSlaaH! JAWABAAT
Replies: 7
Views: 1819

Asaataza ki iSlaaH! JAWABAAT

Dosto,

Asataaz ki iSlaaH ke unwaan se jo silsalaa shroo kiyaa gayaa hai. us ke jawabaat is laRi meiN dia-aye ja-aiN gay. Ta ke jawab daine ke baad bhi agar koi nayaa qaari uss sawaal ko paRhay toa ussey damghi zor aazmai ka poora moqa mil sake.

dua'aa goa,
Muhammad K. Siddiqui.
by muhammad_19k
Sun Mar 25, 2007 11:53 am
Forum: Deeniat Aur Tareekh e Islam
Topic: Teri aamad, aamad-e-fasle bahaar
Replies: 1
Views: 488

Saaraa ji,

aisaa khoobSoorat mazmoon paish karne par shukriya qabool kijiaye.

dua'goa

Muhammad K. Siddiqui
by muhammad_19k
Sun Mar 25, 2007 10:35 am
Forum: Deeniat Aur Tareekh e Islam
Topic: Milaad
Replies: 6
Views: 830

[align=center] FINALLY [/align] It should be noted that, according to your allegations you have stated, i.e. That every person who innovates or brings about into action that which the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) or the Companion did not do, means that this person has in fact introduced so...
by muhammad_19k
Sun Mar 25, 2007 10:19 am
Forum: Deeniat Aur Tareekh e Islam
Topic: Milaad
Replies: 6
Views: 830

VIEWPOINT OF THE IMAMS OF THE MUSLIM UMMAH ON THE CELEBRATION OF MEELAD SHAREEF 1. Imam Al-Hafiz Al-Suyuti in his famous book "Al-Hawii Lil-Fatawii" allocated a special chapter on that topic and named it "The Excellence of Objective in Celebrating the Mawlid" where he said: The ...
by muhammad_19k
Sun Mar 25, 2007 10:11 am
Forum: Deeniat Aur Tareekh e Islam
Topic: Milaad
Replies: 6
Views: 830

PART TWO THE BEGINNING OF THE CELEBRATION OF MEELAD SHAREEF [/b] As we all know as matter of fact, that when ever people want to promote and advance their ways, they pave the way to spread their falsehood among the Muslims masses and those who have very limited knowledge by misquoting what the Imam...
by muhammad_19k
Sun Mar 25, 2007 9:47 am
Forum: Deeniat Aur Tareekh e Islam
Topic: Milaad
Replies: 6
Views: 830

Part 1 IGNORANCE AND LITTEL KNOWLEDGE The Holy Prophet Muhammad (sallal laahu alaihi wasallam) said: "Whoever brings forth an innovation into our religion which is not part of it, it is rejected". The Holy Prophet Muhammad (sallal laahu alaihi wasallam) also said: "Beware of inventiv...
by muhammad_19k
Sun Mar 25, 2007 9:43 am
Forum: Deeniat Aur Tareekh e Islam
Topic: Milaad
Replies: 6
Views: 830

Janab Saleem Bashwar Sb, apni mail share karne ka shukriaya. meiN jaantaa hooN ke urdupoetry ka portal relagious issues par discussion karne ke leeaye naheeN hai. iss leeaye janab molana abdul qadoos Salfi SaHib ke makaalma par koi nuqtaa naheeN uthaa rahaa balke taSweer ke doora rukh dikhaane ke le...
by muhammad_19k
Sat Mar 24, 2007 7:18 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ummeed Apni BaSirat Khooo Rahi Hai...
Replies: 10
Views: 809

Salam Munir SaHab, Aik aor achchi ghazal par mubarakbad qabool kijiaye. 1. matla'aa achchha hai. 2. ye shair pasand aayaa. 3. doosra miSra "zindigi" ki wajaa se bewazn maloom ho rahaa hai. aap daikh lijiaye. 4. ye shair bhia achchha hai 5. " ki koi qadr daani" kaaf ki aawaaz ki t...
by muhammad_19k
Sat Mar 24, 2007 6:10 am
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: 2 - ASAATAZA KI ISLAH ---- AIK KHEL
Replies: 4
Views: 1626

Saraa ji oar Sbashwar SaHib

Walaikum us Salam.

Khel meiN shirkat ke leeaye mamnoon hooN. maqSad sirf ye hai ke kuch damaghi zor aazmai ho ja-aye. aik do din kuch aor jawaabat ka intezaar karte haiN, phir meiN saHeeH jawab paish kar dooN ga.

Duagoa,
Muhammad K Siddiqui.