Search found 500 matches

by muhammad_19k
Fri Mar 09, 2007 10:49 am
Forum: Moshaairah
Topic: tarhi ghazal guzarish # 26
Replies: 7
Views: 638

Mohtaram Janab Hamid Sb, Assalam o Alaikum, aap ki ghazal ke tamaam hi ashhar bohat achhay oar dil fareb haiN. aap ke ashaar paRh kar hameshaa khushi hoti hai ke maqSad bohat wazeH aor soch bohat mazboot nazar aatee hai. darj zail shaer, ma'ani o bayaan ke leHaz se behtareen lagaa. kehti hai taqdeer...
by muhammad_19k
Fri Mar 09, 2007 10:41 am
Forum: Moshaairah
Topic: "koee kaese dil lagana ch~ooR de" aek aor koshish!
Replies: 4
Views: 341

Janab Muzaffar Sb,

wah kia baat hai.

zindagee dushwaar ho jae miree!
tu agar ch~at par bulana ch~ooR de!


=D> =D> =D> =D> =D> =D>
by muhammad_19k
Fri Mar 09, 2007 10:24 am
Forum: Moshaairah
Topic: TaraH miSra 26 -------- Muhammad K. Siddqui.
Replies: 7
Views: 869

TaraH miSra 26 -------- Muhammad K. Siddqui.

Yaaraan e bazm ko Salam aor Aadaab kissi na kissi taraH kuch ashaar tarteeb day hi diaye haiN aor wohi haazir e khidmat haiN. agar koi shaer aap ko pasand aa jaa-aye to zaroor nishaandahi keejiaye ga. kissi bhi shaer ki behtari ke leeaye aap ki tajaaveez maire sar aankhoaN par hoaN gi. aor us ke le...
by muhammad_19k
Wed Mar 07, 2007 11:49 am
Forum: Moshaairah
Topic: "koee kaese dil lagana ch~ooR de" Guzarish 26!
Replies: 12
Views: 1240

Salam Muzaffar Sb, ji toa ye hai woh ghazal jo ghazal paRhte paRhte ho gayee thi :-) 1, bakht-e-khuftah ko jagana ch~ooR de! sang-e-dar par sar jh~ukana ch~ooR de! bohat khoob! 2, maiN nah kh~aooN ga fareb-e-justuju laakh~ woh daman ch~uRana ch~ooR de! un ke daaman chuRane se fareb e justuju ka ta'a...
by muhammad_19k
Tue Mar 06, 2007 12:05 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee Ghazal Guzarish (26)
Replies: 8
Views: 426

Mohtarami Janab Jawaid Sb, aap ki behreen kawish nazroaN se guzri. muzaffar Sb oar hamid baaqri sb ka tabSiraa bhi paRhaa to sochaa apne taassurrat qalam band kar ke meiN bhi shaheedoaN meiN naam likhwaa looN. bekasoN per zulm Dhaanaa choR de Arsh ka paaya hilaana choR de bohat khoob. kamaal khoobSo...
by muhammad_19k
Mon Mar 05, 2007 7:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: gar muNh meN zabaaN hai to kuch~ beher-e-khuda kahiYe!
Replies: 9
Views: 401

Quote: ub Husn tire par ham, kia koi ghazal likhaiN? Jo ahl e nazar keh gay, kia uss se siwaa kahiaye Is bat se mujh~ ko bh~ee inkaar naheeN "Khawar" "Jo ahl e nazar keh gay, kia uss se siwaa kahiaye" aap kee muhabbat ka mamnoon hooN. chaleeN aap kee khat^ir beHer meN keh deta h...
by muhammad_19k
Fri Mar 02, 2007 11:13 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: gar muNh meN zabaaN hai to kuch~ beher-e-khuda kahiYe!
Replies: 9
Views: 401

Qabil ehteraam Muzaffar Sb, is she'er meN meree muraad yeh hai keh SeHn-e-gulistaaN par jo weeranee musallat^ hai. ise ae baad-e-Saba kiya naam deeN. Ya'nee ae baad-e-Saba tu maojood hai. aor maiN tujh~ se mukhat^ib hooN. tu hee bata keh ke tere aane se gulshan kee faZ^a/fiZ^a par koee HaoSilah afza...
by muhammad_19k
Thu Mar 01, 2007 11:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: MERI TAZA GHAZAL
Replies: 4
Views: 267

Rizwan SaHib, Assalam o Alaikum. aap ki khoobSoorat ghazal nazar meiN aayaa toa socha lab kushai kar looN. ijaazat hai? Unki nazaroN meN andhera hi andhera hoga jisne sooraj ko bohat paas se dekha hoga bohat zabardast khyaal paish kiyaa hai aap ne. bohat achha sha'er hai laikin pehly miSra meiN Unki...
by muhammad_19k
Thu Mar 01, 2007 10:13 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: gar muNh meN zabaaN hai to kuch~ beher-e-khuda kahiYe!
Replies: 9
Views: 401

Mohtaram Muzaffar sb, Salam arz hai. khoobSoorat ghazal par mubarik baad qabool keejiaye. 1, bedad-e-wafa kahiYe ya gehr-e-khuda kahiYe? --------------------- gehr? ya qehr? meiN iss qehr paRh kar daad de rahaa hooN. uftaad-e-muHabbat ko kahiYe bh~ee to kiya kaiYe? hamesha ki taraH iss baar bhi maqT...
by muhammad_19k
Wed Feb 28, 2007 9:22 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: DO-BARA POST KIYA.....Dil ki Hasrat Hai....
Replies: 14
Views: 910

Mohtaram Armaan Sb, Assalamo Alaikum, aik khoobSoorat ghazal par mubarikbaad qabool keejiaye. maqtA ne bohat mutaSSir kiya. chhatay shair ka wazn zaraa aik nazar daikh leejiaye. mujhe donoaN miSroaN meiN kuch farq meHsoos ho rahaa hai. pehlay miSra meiN aap chaand ki noon giraa rahay haiN ( jo maire...
by muhammad_19k
Tue Feb 27, 2007 9:19 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: hastee-e-maohoom kaef-e-dao jahaaN kuch~ bh~ee naheeN!
Replies: 6
Views: 211

Muzaffar Sahib,

Kia hi achchha ho agar aap tarmeem shudaa ghazal bhi yahaaN paish kar daiN. iss se yaqeenun mujh jaise seekhne waloaN ko faaida ho ga.

mamnoon,
Muhammad Khawar Siddiqui.
by muhammad_19k
Tue Feb 27, 2007 9:08 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: hijr ki saat khudayaa ------ Muhamamd Khawar.
Replies: 6
Views: 229

Janab Saleem Bahswar Sb, waaliakum us Salam, Mohtarami Khawar Sahib Kal sirf vote desaka tha. poll mein sirf aik hi vote diya jasakta waqt wahid mein. Ji aik hi par vote diyaa jaa saktaa hai. aor mujh jaise shakhS ke koi aik shaer bhi aap jaise sukhan shanaas logoaN ke "nisbatan behtar" la...
by muhammad_19k
Tue Feb 27, 2007 8:53 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: hijr ki saat khudayaa ------ Muhamamd Khawar.
Replies: 6
Views: 229

Mohtaram Muzaffar Sb, Salam o Adab qabool keejiaye. mohtaram M Khawar SaHib aadaab-o-tasleemaat! :-) aap kee Ghazal par zeyadah kiya kahooN Sirf itna hee kahooN ga keh " har cheh dar-e-deg ast bah chamchah-e-me aaYad" aap kee is aek Ghazal se hee aap kee takhleeqee SalaHiyatooN ka baab kh~...
by muhammad_19k
Tue Feb 27, 2007 8:19 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: hijr ki saat khudayaa ------ Muhamamd Khawar.
Replies: 6
Views: 229

Walaikum us salam, Sara ji khawar sahib salaam, ab kya likhun...........shairi mein aap nawarid kahin se bhi nahi lagte kuch dost barhaa bhi daite haiN zeb e daastaaN ke leeaye :-) aur phir mujhe tabsera karna aata hi nahi isliye sirf daad hi pesh karsakti hoon jo aapko qubool karna hi paRega :-) . ...
by muhammad_19k
Mon Feb 26, 2007 7:15 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: hijr ki saat khudayaa ------ Muhamamd Khawar.
Replies: 6
Views: 229

Salam Dosto,

Un logoaN ka shukarguzaar hooN jinhoaN ne abhi tak ray di.

wasalam,
Muhammad Khawar.