Search found 500 matches

by muhammad_19k
Tue Dec 12, 2006 7:00 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri tarahee Gazal (Guzarish # 24)
Replies: 13
Views: 1021

Sir

aap ki izzat hosla afazai ka shukriya.

wasalam,
Muhammad Khawar.
by muhammad_19k
Tue Dec 12, 2006 6:57 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish #24 ke muta'liq meree tarHee ghazal
Replies: 8
Views: 774

Ji Munawar Sb aap ka shukriya. Oar baaqi umeed kartaa hooN ke jub ye topic Sir Abudhullah ki nazar se guzre ga to oar bohat kuch bhi clear ho ja-aye ga.
by muhammad_19k
Tue Dec 12, 2006 2:12 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish #24 ke muta'liq meree tarHee ghazal
Replies: 8
Views: 774

Munawar sb, aik achhchhi koshish par mubarik baad kabool keejeeaye. Mein bhi abhi seekh rahaa hooN. iss leeaye shairi ko samajhni ke leeaye touseefi nazar ke bajaa-aye tanqeedi nazar se parhtaa hooN. umeed hai aap muaaf farma-aiN ge "yeh kaisaa rashk hai ke aasmaaN ne parindoN ke jalaaye aashiy...
by muhammad_19k
Tue Dec 12, 2006 9:30 am
Forum: Moshaairah
Topic: Meri tarahee Gazal (Guzarish # 24)
Replies: 13
Views: 1021

Jawed Sb, yaqeenun aap ki ghazal ke tamam hi shair bohat achhee haiN. iss leeaye har taraf wah wah ki pukaar sunai day rahi hai. mere wah wah toa shaid "Naqar khane meiN tooti ki awaz" se ziada na ho gi. Mashallah bohat khoobsoorat ghazal hai. Oar ye shair batoar khaas, agar aap ijaazat da...
by muhammad_19k
Tue Dec 12, 2006 9:12 am
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal#24 - Muhammad Khawar.
Replies: 10
Views: 1193

Sir Mein aap ki dua oar daad ke leeaye baihad shukar guzaar hooN. Allah taala aap ka martabaa oar buland kare. Waise to aap ka itnaa keh dainaa hi mere leeaye bohat hai ke aap ko ghazal pasand aa-ee. Laikin dil aik bache ki tarah oar se oar ki khaahish kartaa hai. agar aap dobaraa aap ko kuch time m...
by muhammad_19k
Sun Dec 10, 2006 5:21 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal#24 - Muhammad Khawar.
Replies: 10
Views: 1193

Salam Sara Ji,

theek hai janab. ham uss din ka bhi intezaar kar laite haiN -;)
by muhammad_19k
Sun Dec 10, 2006 7:12 am
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal#24 - Muhammad Khawar.
Replies: 10
Views: 1193

Salam Sara Ji,

Mein aap ki daad ka shukar guzar hooN laikin agar aap ke huzoor zubaaN bandi naheeN toa kehne ki ijaazat deejiaye ke ye tabsara waisa naheeN jaisa aap ne waada kiya thaa -:)


Allah taala aap ko khushsho khurram rakhe,

wasalam,
Muhammad Khawar.
by muhammad_19k
Sat Dec 09, 2006 10:02 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal#24 - Muhammad Khawar.
Replies: 10
Views: 1193

Muzaffar Sb,

Mien iss daad ke leeaye aap ka shukarguzar hooN.

aap ka shukarguzar.
Muhammad Khawar.
by muhammad_19k
Fri Dec 08, 2006 11:56 am
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish 24 per meri TaraHi ghazal - -- - Abdullah Nazir.
Replies: 13
Views: 1556

Salam Sir, Allah taala aap ka sayaa urdu ke chahnoaN waloaN ke sir par salamat rakhay. Mein ne uss waqt tak aap ki ghazal na parhi jub tak apni likh na lee. Kia khoobsoorat ghazal kahi hai aap ne. kuhna mashqi kalam se kaise chhalakti hai ye koi kehne ki baat nahi. Saamne ke mazaameen se bach kar i...
by muhammad_19k
Fri Dec 08, 2006 11:49 am
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal#24 - Muhammad Khawar.
Replies: 10
Views: 1193

Ghazal#24 - Muhammad Khawar.

Salam sahibaan e bazm, aik baar phir aik koshish ki hai oar aap logoaN ki khidmat meiN kari aazmaish ke leeaye paish kar rahaa hooN. apne har tarah ke tabsare se nawaziaye ga. Oar ghazal ko aise daikhiaye ga jaise iss par tanqeed karne ka aap ko inaam milnaa ho :grin: waise inaam mile ga to zaroor....
by muhammad_19k
Fri Dec 08, 2006 11:28 am
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal - # 24 Sara Jabeen
Replies: 9
Views: 987

Salam Sara Ji, aap jaanti haiN ke har shair ki khoobsoorti ko ujaagar karna mere bas ki baat kahaN. iss bar aap ka ye shair sub se ziada pasand aaya. "5 ishaaraoN meiN houeeN khwaabaoN kee baateN. baRe ghafil the mehfil se diwaane " BahtareeN koshish par daad kabool keejiaye, aap ka mukhli...
by muhammad_19k
Thu Dec 07, 2006 10:11 am
Forum: Moshaairah
Topic: Meri pehli Kaavish - TarHi Ghazal # 23
Replies: 4
Views: 479

Re: Meri pehli Kaavish - TarHi Ghazal # 23

Salam Sara ji Mein shukar guzaar hooN ke aap ne meri ghazar ko na sirf parhaa balke aapni raa-aye se bhi mujhe nawazaa. aap ne likhaa, muhammad khawar sahib , adaab arz hai. aapne pehli baar tarhii moshaire mein hissa liye ye jaan ker khuhsi hui aur ghazal dekh ker hairaani bhi. bohat umda kalaam h...
by muhammad_19k
Wed Dec 06, 2006 9:09 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 24 ke liYe meree Ghazal!
Replies: 8
Views: 609

Janab Muzaffar Sb.

Aik khoobsoorat takhleeq ke leeaye mubarikbaad. yaqeenun har shakhs ki pasand mukhtalif hei. mujhe aap ka ye shair bohat pasand aayaa.

"agar kamil hai mera jazb-e-ulfat

woh aaeeN ge miree bigRee banane! "
by muhammad_19k
Thu Nov 30, 2006 11:23 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri taza tareen Gazal...Khooda ki qasam....................
Replies: 6
Views: 245

Re: Meri taza tareen Gazal...Khooda ki qasam................

Salam Jawaid Sb. Aap ki tamaam hi ghazal shaandaar hei. Ustaad e Mohtaram ke baad kissi oar ke kuch kehne kaa to koi jawaz hi nahi oar na hi koi rai rakhtaa hei. Laikin ye shair itnaa pasand aaya ke likhe baghair na reh saka. [/color] Waqt.e rooKhsat zara udaas raho Aisa dastoor hai Khooda ki qasam...
by muhammad_19k
Thu Nov 30, 2006 8:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taaza Ghazal
Replies: 5
Views: 599

Re: Taaza Ghazal

"Apni ek kawish ke saath pehli baar bazm men haazir ho raha hun. Pasand aajaye to zaroor aagaah karen " apne iss pehle qadam ki mubaarik baad qabool keejeeaye. oar yaqeen rakhiaye ke is bazm meiN rehte huway aap ko usaatiza se bohat kuch seekhne ko mile ga. oar usaateza ki tarbiyaat yaqee...