Search found 500 matches

by muhammad_19k
Mon Nov 27, 2006 9:23 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "hissay mei.n aayee hai"aik taaza ghazal peshay kh
Replies: 6
Views: 262

haamid baaqri sb,

ye daikh kar khushi hoee ke aap ke meelan islaahi shairee ki taraf hei. Ye shair bohat khoobsoorat laga,

**koyee aasaa.n nahi.n hai kaam yaaro shaayeri karna
badi mushkil say yeh deewaangi hissay mei.n aayee hai **
by muhammad_19k
Mon Nov 27, 2006 9:08 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "naheeN meHshar bapa hona to koee inqelaab aaeY"
Replies: 3
Views: 219

Sir Nazir ke malahizaat ke baad, "mera waraftagy se ab kaleeja munh ko aata hai jo darya samne dekh~ooN samajhta hooN saraab aaeY " oar, 'keetab-e-madrasah ke har waraq par teree Surat ho khudaya maktab-e-ulfat meN aaysa bhee niSab aaeY " ko kia iss tarah re arrange kiya jaa saktaa he...
by muhammad_19k
Mon Nov 27, 2006 8:31 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: laraz rahaa hai dil-e-sogawaar aaNkh`oN meN!
Replies: 20
Views: 1511

Mohtaram Sarwar Raaz Sahib. mujhe poetry ka kuch bhi nahi pataa. abhi naya naya hi ye shauq hei oar meri khushqismati ke aap jaisoan ba ilm logoaN ki mehfil meiN aa gia hooN. mein aap ki shairi par tabsaara karne ka ahle naheeN hooN. sirf woah likh rahaa hoon jo mujhe samajh aaya. laraz rahaa hai di...
by muhammad_19k
Wed Nov 22, 2006 7:39 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Haathon se mere rang-e-hina kaun legaya
Replies: 4
Views: 653

Mein Janab Abdullah Nazir oar Sara ji ka shukar guzar hooN ke itna tafseel se wazahat ki gayee
by muhammad_19k
Wed Nov 22, 2006 9:28 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Haathon se mere rang-e-hina kaun legaya
Replies: 4
Views: 653

Miss Sara, aap ke ashhar oar ideas bohat achche haiN. meiN heeran hoon ke Nazir sb ne abhi tak in par koi tabsara kyooN nahi kiya. Mujhe tamam ashaar meiN meiN "kaafiya" ghaib lag raha hei iss leeaye meiN in ko "Ghazal" kehne se hichkuch rahaa hooN. kissi ahl e ilm ki raa-aye ka ...