Search found 13 matches

by urdudiya
Tue May 22, 2007 1:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri taza tareen tarahee Ghazal ..................
Replies: 4
Views: 579

Re: Meri taza tareen tarahee Ghazal ..................

har lamHaa.e Hayaat hai ik lamHa intezaar ka hum ko mila hai yeh Sila wadoN pe e’tbaar ka KhaaroN se Azm ho gaya moHkum junooN shiAAr ka Shauq.e safar baRha gaya har moR raihguzaar ka mayoosioN ke bAAd bhi baRhtee gayee haiN HasrateN jaise kabhi nah Khatm ho ik silsila qiTaar ka maiN kal bhi Khaali...
by urdudiya
Tue May 22, 2007 1:11 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Kalaam~e~Meer
Replies: 1
Views: 750

Kalaam~e~Meer

[align=center]Image[/align]
by urdudiya
Tue May 22, 2007 1:09 pm
Forum: Anjuman
Topic: pic with poetry
Replies: 6
Views: 1705

[align=center]Image[/align]
by urdudiya
Tue May 22, 2007 1:07 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48671

aaj taqdeer bhi kambakht padi souti hei

kis se poochuN shab~e~furqat ki sehar hei ke nahiN
by urdudiya
Tue May 22, 2007 1:05 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40704

butoN ka daikhna kiyaa hei nazar apni yeH kehti hei

keH jou kuch Toor per Moosa ney dekha hum bhi dekhengey
by urdudiya
Tue May 22, 2007 1:04 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#28-"taSveer" per ashAar likhiye
Replies: 60
Views: 12869

baat karti nahiiN mujh sey tairi tasveer kabhii

tuu bhi maghroor hei zaalim tairi tasveer bhii
by urdudiya
Tue May 22, 2007 1:03 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101083

koser sey kiyaa buJhegii lagi dil ki saaqiyaa

ik maikada bhi hum lab^e koser bana^engey
by urdudiya
Tue May 15, 2007 12:52 pm
Forum: Anjuman
Topic: pic with poetry
Replies: 6
Views: 1705

[align=center]Image[/align]
by urdudiya
Tue May 15, 2007 12:52 pm
Forum: Anjuman
Topic: pic with poetry
Replies: 6
Views: 1705

[align=center]Image[/align]
by urdudiya
Sat Mar 17, 2007 5:52 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: URDUDIYA
Replies: 6
Views: 498

Re: URDUDIYA

Ahl-e-Bazm Salaam 'arz hai [align=center] Nazm UrduDiya diye ki roshni mein jab koii aansu bahaata hai laraz ke urdu kehti hai ye ban ke phool mehekti hai jo dil pe gham ke saaye hain chuninda mere lafzon se shairoN mein sajaana tum ghazal koii sunaana tum [/align] MoHtarma Urdudiya SaaHibah aadaab...
by urdudiya
Sat Mar 17, 2007 5:49 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: URDUDIYA
Replies: 6
Views: 498

[align=center] moHtarmah Duniya saHibah aadaab-o-tasleemaat! :-) aap kee naz^m dekh~ne kee taofeeq milee. kiya kehne bohot u'mdah aor dilkash peraeY meN aap ne apne ma fiZ^ameer ko ada kar diya hai. naz^m par daqeeq nigah Dalne par ma'loom hota hai. keh kalam gaoya aek barjastah koshish hai. aor da...
by urdudiya
Sat Mar 17, 2007 5:46 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: URDUDIYA
Replies: 6
Views: 498

sbashwar wrote:Mohtarama Urdudiya Sahiba
:salaam:
Nazam bhoot khoob kahi aapne. Yeh zyada pasand ayaa;

shairoN mein sajaana tum
ghazal koii sunaana tum

Aapke mazeed kalaam ka intezar rahega.
Shukria
Nawazish.
by urdudiya
Thu Mar 08, 2007 1:25 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: URDUDIYA
Replies: 6
Views: 498

URDUDIYA

Ahl-e-Bazm

Salaam 'arz hai


[align=center]Nazm

UrduDiya

diye ki roshni mein jab

koii aansu bahaata hai

laraz ke urdu kehti hai

ye ban ke phool mehekti hai

jo dil pe gham ke saaye hain

chuninda mere lafzon se

shairoN mein sajaana tum

ghazal koii sunaana tum
[/align]