Search found 71 matches

by fatimah
Sat Feb 26, 2005 9:11 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aap bhi mujh pe tuhmat lagaane lage
Replies: 12
Views: 994

Re: Aapki TaraHi ghazal khoob hei

FATIMA Saahibah Purkhuloos Tasleemaat, Aapki TaraHi ghazal dekhkar bahut khushi houi. Din badin aapka andaaz-e-bayaan nikhartaa jaarahaa hei. bohat bohat shukriya nazir sahib chaand taarey bhi jab rooTh jaaney lagey hum terii yaad sey gher sajaaney lagye MaTlaA her liHaaz se bahut achchaa hei. nava...
by fatimah
Wed Feb 23, 2005 7:52 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aap bhi mujh pe tuhmat lagaane lage
Replies: 12
Views: 994

Aap bhi mujh pe tuhmat lagaane lage

aslaam_u_alikam guz#43 per kuch mian ney bhi likha hey. jo aap sa key samney hazir hey. umeed ekrti hun keh aap sab apnii aara sey zaroor nawaazein gey. chaand taarey bhi jab rooTh jaaney lagey hum terii yaad sey gher sajaaney lagye choR ker jab mujhe door jaane lage dermiyaaN faasalon ko bharaaney...
by fatimah
Sat Feb 19, 2005 11:27 am
Forum: Moshaairah
Topic: tum sey shaid koii sawaal na ho
Replies: 8
Views: 989

Re: Aapki TaraHi Ghazal jou bahut hii achchi hei

F A T I M A H Purkhuloos Tasleemaat, Aapki TaraHi ghazal paRhkar bahut khushi houi ke ab aap ke saare sheAr beHr (vazn) meiN heiN. :P 1 :Zindagi itnii bhi muhaal na ho Her kadam per nayaa vabaal na ho Is maTleA ke pahle aur doosre misreA meiN yooN kahaa gayaa hei: Pahle misreA meiN: zindagi isqadar...
by fatimah
Sat Feb 19, 2005 9:18 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kahiN vaaiz walii na ho jaaye
Replies: 5
Views: 336

Re: kahiN vaaiz walii na ho jaaye

aslaam_u_alikam urdudan per aik misra taraa diya gayaa thaa. main ney bhi us per kuch likhney ki koshish ki hey. ummed kerti hun aap sab apnii kimatii aara sey nawazein gey. Waliakum Assalam Jeeti raho, khush raho, bilkul bilkul ham apnee aaraa naheiN deNge tu aur kaun de gaa :wink: dard-e-dil daai...
by fatimah
Sat Feb 19, 2005 9:17 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Hansi Chhupa Bhee Gaya.....Muneer Niazi
Replies: 5
Views: 708

aslaam_u_alikam


bohat achii gazal share ki hey

shukriya .
by fatimah
Sat Feb 19, 2005 9:14 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Lafz par Ashaar#3--"SHABNAM"
Replies: 21
Views: 1843

aslaam_u_alikam


shabnam jo miley khawahish_e_deryaa nahin kertey
hum had sey kabhi barh ker tamnaa nahin kertey
by fatimah
Sat Feb 19, 2005 9:10 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: welcome zahid
Replies: 15
Views: 1214

welcome zahid

aslaam_u_alikam

zahid is khusoorat bazm main khusamdeed :P
by fatimah
Wed Feb 16, 2005 2:00 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: mukhtasar zindagii na ho jaaye
Replies: 8
Views: 504

aslaam_u_alikam shu tumhaari yeh gazal bohat achi lagii. sabhii ashaar ohat khub kahey hain magar yeh ashaar khush khaas pasand aye. Koi sunta nahiN kisi ki yahaaN Her taraf khaamushi na ho jaaye ! har ghaRii Dar yahii sataata hai ke khushii aarzii na ho jaaye mujh ko Dar hai tumhaari chaahat meiN ...
by fatimah
Wed Feb 16, 2005 1:58 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kahiN vaaiz walii na ho jaaye
Replies: 5
Views: 336

Re: Bahut khoob Fatimah waah waah

MuHtaramah FATIMAH Saahibah, Purkhuloos Tasleemaat, Waah waah Fatimah, kiyaa hii khoobsoorat ghazal paish kii hei aap ne. dard-e-dil daaimii na ho jaaye hijr hi zindagii na ho jaaye Bahut khoob MaTlaH hei lekin maiN is khauf ko nazar meiN rakhte houe aapke liye duAaa karungaa ke aisaa kabhi nah hou...
by fatimah
Tue Feb 15, 2005 9:28 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kahiN vaaiz walii na ho jaaye
Replies: 5
Views: 336

kahiN vaaiz walii na ho jaaye

aslaam_u_alikam urdudan per aik misra taraa diya gayaa thaa. main ney bhi us per kuch likhney ki koshish ki hey. ummed kerti hun aap sab apnii kimatii aara sey nawazein gey. dard-e-dil daaimii na ho jaaye hijr hi zindagii na ho jaaye mujh ko her waqt ye gumaan raha "kahiN vaaiz walii na ho jaa...
by fatimah
Mon Feb 14, 2005 7:37 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tum sey shaid koii sawaal na ho
Replies: 8
Views: 989

Re: tum sey shaid koii sawaal na ho

1 :Zindagi itnii bhi muhaal na ho Her kadam per nayaa vabaal na ho 3: Is terhan muskaraa key miltey raho Chaahaton ko kabhi zavaal na ho 4: Zindagii bher tumharey saath rahun Duriyun ka koii bhii saal na ho 5: Aankhon main nami labon pey muskaan Meri khushiyun per esaa kaal na ho 6: Phir sey mehkaa...
by fatimah
Mon Feb 14, 2005 7:35 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: raah veraan kis liye hey aaj
Replies: 12
Views: 959

Anis Hasan wrote:Buhat achi ghazal likhi hai aap nay "Fatimah" saadgi aur khubsurti ka acha namoona daad qabool kijiyay.

aslaam_u_alikam

shukria anis hasan ji
by fatimah
Wed Feb 09, 2005 10:54 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: ...........................ARIF IMAM KA EK KHOBSURAT KALAAM.
Replies: 5
Views: 578

aslaam_u_alikam

bohat khubsoorat gazal share ki hey nazrana ji.
shukriya
by fatimah
Wed Feb 09, 2005 10:52 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75407

sara_j wrote:qiyaamat hei balaa hei baam per aate hii chup jaanaa

kahaN DhoondooN tujhe aakhir maiN ab kis se patah poochooN


kahan / poochun

aslaam_u_alikam

kahan aa ker rukney the rastey kahan mor tha ussey bhool jaa
wo jo mil gayaa ussey yaad rakh jo nahin mila ussey bhool ja


wo/ja
by fatimah
Fri Feb 04, 2005 9:56 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: raah veraan kis liye hey aaj
Replies: 12
Views: 959

Re: Bahut khoob

pb] F A T I M A H, Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal paRhkar bahut khushi houi. Saare ashAar ahcche heiN: (((raah veeraan kis liye hai aaj dost anjaan kis liye hai aaj aaj kyuN jhoomti nahin titli gul pareshan kis liye hai aaj chandni bhi lage hai madham si chaand Hairaan kis liye hai aaj kyuN ni...