Search found 44 matches

by nigaah
Thu Aug 25, 2005 8:47 am
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee Ghazal (Guzarish 8).................
Replies: 16
Views: 1210

Janab Jawed Badauni Sahab Assalam alaikum aap ki qaaim kerda riwaayat ko Allah yuNhi qaaim rakhay...:)... Zara dekho nigaah-e muncifee se “Khataa hoti hai sahab aadmi se” Khoob giraah hai.....wah Mile aise bhi kuch mujrim jinhoN ne KhatayeN keeN magar paakeezagee se Mujhe “Jawaid” woh KhooshiyaN nah...
by nigaah
Wed Aug 24, 2005 4:26 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Khata hoti hai saahib aadmi say ...Guz # 8
Replies: 16
Views: 1484

Khata hoti hai saahib aadmi say ...Guz # 8

Assalam alaikum kafi taveel arsay baad aap sab say muKhtaib hooN .... waja taaleemi masroofiyaat haiN jin say inshaAllah November main kaamyaabi ke sath faraaGhat naseeb hogi.... tab tak isi tarah taveel Ghair haaziri ke sath ek nikammay bachay ki tarah forum per aaya karooNgi....aaj tou ghar ka ka...
by nigaah
Sat May 28, 2005 4:55 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tu jo hangaama-e-mehshar maiN mujhay yaad aaya!!
Replies: 10
Views: 995

Nigaah Sahiba, Adab! aapki Ghazal bohat pasaNd aayee!! Ghazal mashaAllah pooree hi bohat umdah hai!....lekin is sh'er ki baat hi aur hai... haaye ye aadat-e-nisyaaN! ke Khafaa the us say us nay hi yaad dilaaya, na hamaiN yaad aayaa kya khoob kahaa hai! subhanAllah! khairaNdesh asad Asad Sahab aap k...
by nigaah
Sat Apr 09, 2005 6:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tu jo hangaama-e-mehshar maiN mujhay yaad aaya!!
Replies: 10
Views: 995

Re: tu jo hangaama-e-mehshar maiN mujhay yaad aaya!!

Assalam alaikum ye Ghazal ek muqaablay maiN bheji thi....kaiee din say chaah rahi thi ke urdu bandhan per post kar dooN...lekin kuch taleemi masroofiyat aisi thiN ke kisi kaam ka hosh nahiN tha....bahar kaif....Ghazal abb haazir hai..... :-) Nigaah sahiba bahut umda ghazal inayat ki hai aapne , mas...
by nigaah
Thu Apr 07, 2005 4:15 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal..Guzarish #3
Replies: 14
Views: 1325

Sara Sahiba

Assalam alaikum


aap ki hausla afzaai say dil ko Khaatir Khuaah taqwiyat hui....:-) ....aayenda bhi nazar famaati rahiye.....daad aur mubaarakbaad ke liye maiN mamnoon thehri.....


Nigaah
by nigaah
Thu Apr 07, 2005 4:11 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tu jo hangaama-e-mehshar maiN mujhay yaad aaya!!
Replies: 10
Views: 995

tu jo hangaama-e-mehshar maiN mujhay yaad aaya!!

Assalam alaikum ye Ghazal ek muqaablay maiN bheji thi....kaiee din say chaah rahi thi ke urdu bandhan per post kar dooN...lekin kuch taleemi masroofiyat aisi thiN ke kisi kaam ka hosh nahiN tha....bahar kaif....Ghazal abb haazir hai..... :-) rashk ki zad meN har ik taair-e-aazaad aayaa jis ko ik baa...
by nigaah
Sat Mar 19, 2005 4:04 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzaarish # 3
Replies: 7
Views: 536

Re: guzaarish # 3

http://img.photobucket.com/albums/v459/nobody4ever/Ghazal7.jpg Tahira Sahiba aap ki Ghazal pasand aayi chand ashaar bilKhusoos achay lagay...aur chand ek per kuch kehna chahooNgi... matla tou bohut Khoob hai mashAllah...mujhay bohut acha laga.... albatta doosray shair ek Khayaal nay tou choNka diya...
by nigaah
Sat Mar 19, 2005 3:35 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal..Guzarish #3
Replies: 14
Views: 1325

Re: Ghazal..Guzarish #3

Assalam alaikum Guzarish # 3 per meri adnaa si koshish haazir hai... muhabbat say jab tak ibaadat na hogi kisi kaam ki ye riyaazat na hogi....!!! lutaai hai Khud zindagi jaan-o-dil say na samjho ke hum maiN faraasat na hogi bhalaa kiuN kahaiN tum say ulfat nahiN hai abb iss maiN tou hum say siyaasa...
by nigaah
Sat Mar 19, 2005 3:15 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal..Guzarish #3
Replies: 14
Views: 1325

Re: Ghazal..Guzarish #3

Assalam alaikum Guzarish # 3 per meri adnaa si koshish haazir hai... muhabbat say jab tak ibaadat na hogi kisi kaam ki ye riyaazat na hogi....!!! lutaai hai Khud zindagi jaan-o-dil say na samjho ke hum maiN faraasat na hogi bhalaa kiuN kahaiN tum say ulfat nahiN hai abb iss maiN tou hum say siyaasa...
by nigaah
Sun Mar 13, 2005 12:39 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal..Guzarish #3
Replies: 14
Views: 1325

Anis Hasan wrote:Mohtarma Nigah diyay gayay misray par buhat achi tarhee ghazal likhi hai aap nay saada aur dilkash bharpoor daad qabool kijiyay.

Anis Hasan Sahab


zarra nawaazi hai aap ki....bohut shukariya ...:)


Nigaah
by nigaah
Sun Mar 13, 2005 12:21 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal..Guzarish #3
Replies: 14
Views: 1325

Re: Bahut khoob

Janab Jawaid Badayuni Sahab ..

aap ki hausla afzaai mere liye bohut qeemti hai ....aap ki daad aur mubarak baad ke liye saraapa tashakkur hooN ....

umeed hai aaienda bhi aap ki inaayat rahay gi...

Nigaah
by nigaah
Sun Mar 06, 2005 1:25 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "aaneN baRe baRoN kii ..."
Replies: 10
Views: 739

Re: Ghazal: "aaneN baRe baRoN kii ..."

aadaab, dosto! ek Ghazal ba.rang-e-:Meer: Urdu shaairii ke be.taaj baadshaah ko Khiraaj-e-tahseen ke taur par pesh hai. mulaahiza farmaaiye aur apnii raae se navaaziye. Ghazal aaneN baRe baRoN kii Khatre meN DaaliyaaN haiN kitnoN kii TopiyaaN ik dil ne uchhaaliyaaN haiN qaail haiN, ai falak! ham ka...
by nigaah
Sun Mar 06, 2005 1:10 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jo muhabbat se daamaan churaataa raha
Replies: 6
Views: 648

Re: Jo muhabbat se daamaan churaataa raha

Jo muhabbat se daamaan churaataa raha har ghRee khud ko hee aazmaataa raha matlaa Khubsoorat hai...!! zindagi ka sabaq jo paRHataa raha zindgi se voh hee door jaataa raha yahaN "voh hee" ki jaga "vohi" ki zaroorat hai mere Khayaal say....beher ke mutaabiq... paas uss ke nayee ba...
by nigaah
Sun Mar 06, 2005 12:15 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: SAAT BARAS KAY BAAD
Replies: 2
Views: 224

Re: SAAT BARAS KAY BAAD

SAAT BARAS KAY BAAD SAAT BARAS KAY BAAD TELEPHONE PEH JAB TIRI AAWAAZ SUNI TO YUN MEHSOOS HUA KEH JAISAY WEERANAY MAIN GOONJ UTTHI HON KUCH GHANTIYAN AUR DIL KAY SEHRA MAIN KHIL UTTHAY HON PHOOL KUCHH ITNAY KEH JHUK GAI HON SAB TEHNIYAN WAQAR ZAIDI Waqar Sahab aap ki ye halki phuli si nazm ...naazu...
by nigaah
Sun Mar 06, 2005 11:53 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: KaheN waai'z walii na hojaaye :: 11 asha'aar :-)
Replies: 10
Views: 646

Re: :: KaheN waai'z walii na hojaaye :: 11 asha'aar :-)

go k ye misra'-e-tarah kaafi puraana hochukaa hai ab , aur taqreeba" sabhi aHbaab ne is par taba' aazmaai bhi ki hai , aur bahut achchi ghazleN kahi haiN , ab aap khud andaaza lagaasakte haiN , k meri "tuk-bandi" ki un Haseen-o-jameel ghazloN k aage kyaa haissiyyat ?? :roll: magar ma...