Search found 124 matches
- Fri Dec 05, 2008 4:53 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: "itna aasaaN bhee naheeN tujh se muHabbat karnaa"
- Replies: 3
- Views: 363
Re: "itna aasaaN bhee naheeN tujh se muHabbat karnaa"
Muzaffar bhaee bohat arSay kay baad bazm maiN aana hua aur aap ki is murasa ghazal ko jalwah pazeer payaa. daad qabul kijiay majmui taCer maiN jo kami nazar ayee woh mazameen ki kami ka ehsaas hay. sheroN ka infiraadi taaCer kia raha? dekhtay haiN! Ghazal 1, Z^abt^-e-Gham karna nah iz^haar kee jura ...
- Fri Dec 05, 2008 4:41 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal Chashm e ter hay bay aC er
- Replies: 0
- Views: 161
Ghazal Chashm e ter hay bay aC er
azeezaan e bazm aaj bohat arSay kay baad aik ghazal kay saath aap ki khidmet maiN hazir hua huN.
apni qeemeti raey say zarur nawaziay ga.
khair andesh
sohail malik
apni qeemeti raey say zarur nawaziay ga.
khair andesh
sohail malik
- Mon Oct 06, 2008 6:18 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: jo lazzat Aashnaa-e-dard-e-hijraaN hote jate haiN.
- Replies: 4
- Views: 457
Re: jo lazzat Aashnaa-e-dard-e-hijraaN hote jate haiN.
Muzaffar bhaee salaam! hamaisha ki tarah aap nay aik dilkash terakeeb say muraSa ghazal say nawaaza. DheroN daad qabul kijiay. derj e zail sher kay mafhum per kuch roshni Daal dijiay Qeyaamat tak dikhaa sakte naheeN taaceer ulfat kee jo kar ke e'hd-o-paemaaN ab pashemaaN hote jaate haiN! DuaoN maiN ...
- Mon Sep 29, 2008 5:43 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal dahqaan kaee talkh sawalaat karaiN gay
- Replies: 3
- Views: 284
Re: Ghazal dahkaan kaee talkh sawalaat karaiN gay
Biradaram Sohail Malik SaaHib aadaab-o-tasleemaat! :-) Qiblah kaese mizaaj haiN? kahaN hote haiN? aap ko meHfil meN dekh kar jee bohot khush huwaa. Allah kare keh ab aap yooN he baaqaae'dagee se tashreef laate raheeN inshAllah! Aap kee Ghazal jo aap ke makhSooS aor puraa'temaad lab-o-lehjah kee ...
- Mon Sep 29, 2008 4:03 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal dahqaan kaee talkh sawalaat karaiN gay
- Replies: 3
- Views: 284
Ghazal dahqaan kaee talkh sawalaat karaiN gay
Azeezaan e bazm salaam!
aaj baRay arSay kay baad aik ghazal kay saath aap ki khidmet maiN haazir ho raha huN
apni raey say zarur nawaaziay ga
khair andesh
sohail malik
aaj baRay arSay kay baad aik ghazal kay saath aap ki khidmet maiN haazir ho raha huN
apni raey say zarur nawaaziay ga
khair andesh
sohail malik
- Mon Jun 02, 2008 1:11 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: gazal .
- Replies: 6
- Views: 537
Re: gazal .
dilshaad bbhaee salaam!
is khubSuret ghazal per meri jaanib say daad hazir hay.
khair andesh
sohail malik
is khubSuret ghazal per meri jaanib say daad hazir hay.
khair andesh
sohail malik
- Mon Jun 02, 2008 9:55 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal --- caltay chaltay
- Replies: 2
- Views: 192
Re: Ghazal --- caltay chaltay
moHtaram Biradaram Sohail Malik SaaHib aadaab! meHfil meN aap kee tashreef aawaaree ke liye mamnoon hooN. aap ne aek nihayat dilkash aor khubSurat Ghazal se mustafeed hone kaa maoqa' faraham kiya hai. jis ke liye shukrguzaar hooN. kalam aap kee she'eree salaHiyatooN kaa muNh booltaa cuboot hai ...
- Sun Jun 01, 2008 8:24 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal --- caltay chaltay
- Replies: 2
- Views: 192
Ghazal --- caltay chaltay
azeezaan e bazm assalam o alaekum!
aap ki khidmet maiN aik halki phulki ghazal pesh ker raha huN. peRhiay aur apnee raey say aagaah keraiN.
khair andesh
sohail malik
aap ki khidmet maiN aik halki phulki ghazal pesh ker raha huN. peRhiay aur apnee raey say aagaah keraiN.
khair andesh
sohail malik
- Wed May 21, 2008 8:46 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media
- Replies: 7
- Views: 982
Re: Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media
[align=right ...
- Tue May 20, 2008 5:43 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Meri taza Ghazal..rawish se kuch haT kar
- Replies: 11
- Views: 1178
Re: Meri taza Ghazal..rawish se kuch haT kar
Jawaid bhaee assalaam o alaekum! waah janaab waah bohat hi umdah. daad qabul kijiay. aap nay ghazal kay liay ghair maruf alfaaz ka istemaal kia hay laikin bohat khubSureti say. her lafz kay saath aik umdah haqeeqi khayaal dia hay. sochnay ki baat hay keh kaee alfaaz per qadghan lagaa ker ham ghazal ...
- Tue May 20, 2008 3:35 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal-- saaebaaN hi naheeN
- Replies: 0
- Views: 83
Ghazal-- saaebaaN hi naheeN
azeezaan e bazm aaj aap ki khidmet maiN kuch arSa qabl likhi gaee aik ghazal pesh kerta huN issay dekhiay aur apni raey say nawaaziay wassalam sohail malik 1-yeh ik ridaaye munaqqash ka saayebaaN hi naheeN rah e sauud idher hay! had-e-jahaaN hi naheeN 2-zameen fikr o hunar ko jila bhi daitee hay ...
- Thu May 15, 2008 7:30 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media
- Replies: 7
- Views: 982
Sohail bhai, Zabardast, aap jaante hi heN hameN usi zuban meN baat karne ko tarjeeH daine chahhiaye jo dosroN ko samajh aati hai. mushkil ashaar likh kar baRa shair to banaa jaa sakti hai. laikin shayed mufeed shair nahi. aap ki ghazal mujhe bohat pasand aaii- jo ba maqSad bhi hai His e jaamal ki ...
- Wed May 14, 2008 2:28 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media
- Replies: 7
- Views: 982
Ghazal -- mumkin nahiN hay rokni yalghaar e media
[align=right ...
- Mon May 12, 2008 1:19 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal _ khataoN ki baateN
- Replies: 9
- Views: 949
Salaam Sohail sahib, bohat hi khaas baateiN aapne khoobsurti se bayaan ki hain :-) aapka andaaz bohat acha laga aur ghazal ke sabhi ashaar paRhte hi pasand aagaye "bhala kaun masoom hai is jahaaN mein sunaate ho kin paarsaouN ki baateiN" bohat ache bohat ache!! dhair saari daad qubool keejiye. sara ...
- Sun Apr 27, 2008 7:48 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ghazal _ khataoN ki baateN
- Replies: 9
- Views: 949
moHtaram Biradaram Sohail Malik SaaHib tasleemaat! Aap kee dilkash Ghazal firdoos-e-naz^ar huee. lajawaab asha'aar kee aai'nah daar yeh Ghazal kisee ta'reef-o-taoSeef kee moHtaaj naheeN. balkeh az khud aek jawahir paarah hai jo apnee micaal aap hai. meree jaanib se is khubSurat kaawish par dilee ...