Search found 69 matches

by irfan barabankwi
Mon Dec 05, 2005 3:16 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tarhi ghazal guzaarish#11 by haamidbaaqri
Replies: 10
Views: 868

Bahu khoob

mohtaram

HAMID SAHIB

purkhuloos salam

aaj pehli bar aapka khoobsurat kalam nazar se guzra. wah bahut achhi ghazal aapne pesh ki hai. meri janib se dili dad qubool kareiN.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Tue Nov 22, 2005 4:12 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 11 per TaraHi ghazal: Irfan Barabankwi - Jeddah
Replies: 13
Views: 1605

Bahut bahut shukriyah

mohtaramah SARA SAHIBAH tasleemat aapka nawazish namah nazar nawaz hua. bahut bahut shukriyah. bahut dino ke baAd mohtaram nazir sahib ke hukm per yeh ghazal likhne ki koshish ki thi. aalh ka shukr hai ke aap sabko pasand aayi. koshid karooNga ke ayendah bhi likhta rahooN. aapki sit masha allah bahu...
by irfan barabankwi
Tue Nov 22, 2005 4:07 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 11 per TaraHi ghazal: Irfan Barabankwi - Jeddah
Replies: 13
Views: 1605

Bahut bahut shukriya

mohtaramah SHUMAILAH SAAHIBAH tasleemat aik muddat ke bAd aapki inayat namah dekha . bahut khushi hoi ke aapne meri ghazal ko pasand kiya. meri masroofiat ne mujhko aap sabse door kar diya hai. koshish karooNga ke ayendah bhi urdu bandhan per aata rahooN. aapne kuchh alfaz ke mAni dryaft kiye hai jo...
by irfan barabankwi
Tue Nov 22, 2005 3:58 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 11 per TaraHi ghazal: Irfan Barabankwi - Jeddah
Replies: 13
Views: 1605

Bahut bahut shukriya

mohtaram amjad bhai salam-e-masnoon ek muddat-e-madeed ke bAd aapka nawazish namah nazar nawaz hua.aap to mujhko bhool hi gaye they . dar asl maiN bhi bahut masrrof rahta hooN is liye idhar kam hi aana hota hai. khair ghazal ki pazirai ka bahut bahut shukriyah. ummeed hai ayendah bhi yad farmate rah...
by irfan barabankwi
Sun Nov 13, 2005 1:49 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 11 per TaraHi ghazal: Irfan Barabankwi - Jeddah
Replies: 13
Views: 1605

Guzarish 11 per TaraHi ghazal: Irfan Barabankwi - Jeddah

MuHtaramaat o MuHtarameen aHbaab-e-meHfil, aadaab, Guzarish 11 ke TaraHi miSreA per apni ghazal pesh karne kii saAaadat Haasil karrahaa hooN. Ummeed ke apni giraaNqadr aaraa se navaazkar mujhe shukriyah adaa karne kaa mauqaA denge. GHAZAL raqSaaN ajal hei Taair-e-bismil ke saamne "maiN sar jhu...
by irfan barabankwi
Tue Sep 27, 2005 4:28 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek taazah Ghazal: Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 5
Views: 301

shukriya

mohtarmah
anmol sahibah

bahu dino bad aapse mukhatib ho raha hooN. ghazal ke pasandeedgi ka bahut bahut shukriyah

khair andaish

iran barabankwi
by irfan barabankwi
Tue Sep 27, 2005 4:27 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek taazah Ghazal: Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 5
Views: 301

bahut bahut shukriyah

janab zia saheb

ghazal ki pazirai ka bahut bahut shukriyah.

khair andaish

iran barbankwi
by irfan barabankwi
Tue Sep 27, 2005 4:22 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "naazuki khatm hei....": Irfan Barabankwi
Replies: 3
Views: 139

bahut bahut shukriyah

mohtaramee SARWAR SAHEB adab-o-ihtiram aaj aik taweel muddat ke baAd aapka nawazish namah dekha. bahut khushi hoi. ghazal per aapka tabsirah bahut munasib hai. is tabsirah ki raushni meiN apni ghazal per nazr-e-cani karooNga . micl unke koi tamceel kahaN se laaooN (yahaN mera maTlab yeh tha ke unke ...
by irfan barabankwi
Fri Sep 16, 2005 12:18 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "naazuki khatm hei....": Irfan Barabankwi
Replies: 3
Views: 139

"naazuki khatm hei....": Irfan Barabankwi

MuHtaramaat o MuHtarameen Ahbaab-e-shukhan Aadaab Hairar Ali aatish ke mandarja-e-zel misreA per apni ghazal pesh karrahaa hooN: "naazuki khatm hei un phool se rukhsaaraoN per" GHAZAL roman meiN ghar chuTaa kyaa, houi uftaad ye be-chaaraoN per tuhmat-e-dasht-navardi lagi naadaaraoN per Za...
by irfan barabankwi
Tue Aug 30, 2005 9:31 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek taazah Ghazal: Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 5
Views: 301

Aek taazah Ghazal: Irfan Barabankwi, Jeddah.

MuHtarameen Ahbaab-e-sukhan, Tasleemaat, Taif, Saudi Arab, ke aek adabi idaare kii jaanib se diye houe TaraHi misrea per apni ghazal mukammal karke use yahaN pesh karne kii saAadat Haasil karrahaa hooN. Ummeed ke aap apne giranqadr tabsiraoN se navaazkar mujhe shukriyah adaa karne kaa mauqa denge. ...
by irfan barabankwi
Fri Aug 26, 2005 3:56 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#8--'khataa hoti hai Saahib aadmii se'
Replies: 18
Views: 1621

Bahut achci ghazal kahi hei aap ne

shumailah saahibah

wah wah bahut khoob. aapto mujhko bhool gayi haiN lekin meri janib se dili daad aur mubarakbaad haizir hai

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Fri Aug 26, 2005 3:54 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz: 8 meri kawish
Replies: 15
Views: 1316

Bahut khoob waah waah

mohtaramah

UZMAH KHAN SAAHIBAH

tasleemat

wah wah. subhan allah. bahut hi khoosurat kalam hai. meri ghair maujoodgi maiN urdu bandahn ne bahut taraqqi ki hai. ab to bahut hi umdah kalam aap log pesh kar rahay haiN. bahut khoob . keep it up.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Fri Aug 26, 2005 3:45 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Khata hoti hai saahib aadmi say ...Guz # 8
Replies: 16
Views: 1467

Bahut achci ghazal kahi hei aap ne

mohtaramah
NIGAH SAAHIABH
tasleemat

wah kamal hai. bahut hi achhi ghazal aapney pesh ki hai. meri bahut bahut daad qubool kareiN.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Fri Aug 26, 2005 3:41 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee Ghazal (Guzarish 8).................
Replies: 16
Views: 1195

Bahut achci ghazal kahi hei aap ne

mohtaram
JAWIAD SAHIB

salam

wah wah. kiya hi khoobsurat ghazal kahi hai aapne. meri dili daad aur mubarakbaad qubool kijiye. wah keep it up.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Fri Aug 26, 2005 3:37 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal / Guz.8 ke miSreA per: Irfan Barabankwi
Replies: 12
Views: 1112

Bahut bahut shukriya

mohtaramah NIGAH SAAHIBAH purkhuloos tasleemat aapka tafseeli aur khoobsurat tabsirah aaj nazar se guzrah. bahut bahut shukriyah ke aapney is nacheez ki ghazal per itna bhar poor tabsirah karney ki zahmat gawarah farmayi. ummeed hai ke ayndah bhi aap apni mohabbatoN se nawazti raheiNgi. shukriyah kh...