Search found 69 matches

by irfan barabankwi
Fri Aug 26, 2005 3:31 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal / Guz.8 ke miSreA per: Irfan Barabankwi
Replies: 12
Views: 1112

Bahut bahut shukriyah

mohtaram JAWID SAHEB salam-e-masnoon bahut dino ke baad aapka maktoob nazar nawaz hua. maiN aap jaisay sahib-e-ilm ki satayesh ka hamesha muntazir rahta hooN kiyoNke yah mujhey mazeed bahtar kalam pesh karney ki tahreedk deti hai. jawab ki takheer ke liye mAzarat chahta hooN. shukriyah khair andaish...
by irfan barabankwi
Fri Aug 26, 2005 3:26 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal / Guz.8 ke miSreA per: Irfan Barabankwi
Replies: 12
Views: 1112

Bahut bahut shukriyah

mohtaramah

SARA SAAHIBAH

purkhuloos tasleemat

ghazal ki pzirai ka bahut bahut shukriyah. ummeed hai ke ayenda bhi
aap hauslah deti raheiNgi.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Fri Aug 26, 2005 3:24 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal / Guz.8 ke miSreA per: Irfan Barabankwi
Replies: 12
Views: 1112

Bahut bahut shukriya

mohtaramah UZMA KHAN SAAHIBAH purkhuloos tasleemat mujh nacheez ki mAmooli ghazal per dher si daad dekar aapney meri jo hauslah afayi farmayi hai uske liye maiN aapka behud mamnoon hooN. is tarah ki satayesh hi aik fankar ko mazeed behtar fun ki takhleeq per uksati hai. i shall try my best to keep i...
by irfan barabankwi
Fri Aug 26, 2005 3:02 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.3). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 2
Views: 292

shukriyah

mohtaramah ZAHIDAH RAJI SAAHIBAH purkhuloos taslimat aaj bahut dino baad is taraf aana hua to aapka maktoob nazar nawaz hua. ghazal ki pasandeedgi ka bahut bahut shukriyah. maiN apni masroofiat ke bayes bahut hi kam internet per aa pata hooN lihazah aapke khat ka jawab bhi takheer se de raha hooN. u...
by irfan barabankwi
Mon Aug 22, 2005 10:08 am
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal / Guz.8 ke miSreA per: Irfan Barabankwi
Replies: 12
Views: 1112

TaraHi Ghazal / Guz.8 ke miSreA per: Irfan Barabankwi

MuHtaramaat o MuHtarameen Ahbaab-e-sukhan, Tasleemaat, Guzaris 8 ke miSreA per maiN apni TaraHi ghazal pesh karrahaa hooN. Ummeed ke aap apni giraNqadr aaraa se mustafeed houne kaa mauqaA denge. Khair Andesh, Irfan Barabankwi. GHAZAL roman meiN wahi zinda rahega sar-khushi se jo samjhauta karega zi...
by irfan barabankwi
Mon Jul 18, 2005 8:42 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#6 "Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir"
Replies: 16
Views: 1863

wah wah

mohtaramah

shumailah sahibah

itni khoobsurat ghazal daad na dena na insafi hogi. mujh nacheez ki bhi dad qubool kareiN. aaj bahut dino baad jab is taraf aaya to yeh ghazal dekhi. bahut khoob hai.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Mon Jul 18, 2005 8:20 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee Ghazal (Guzarish 7).................................
Replies: 12
Views: 1016

bahut khoob

mohtaram

jawaid bahi

aaj bahut dino baad is taraf aana hua tab aapki yeh behtareen ghazal dekhi. wah kiya khoob ghazal kahi hai. meri janib se dher si dili daad qubool farmayeN.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Mon Jul 18, 2005 8:07 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 7 ki Tarhi Ghazal
Replies: 12
Views: 1285

bahut khoob

mohtaram

mehtab bhai

salam

aaj aapki yeh khoobsurat ghazal paRhney ka ittefaq hau. wah kiya khoob ghazal Ataa farmayi hai. aakhir aap ustad haiN phir ghazal kiyoN na achhi ho. meri janib se dili daad qubool kareiN. shukriyah

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Mon Jul 18, 2005 8:01 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahi Ghazal Guz.7 ke misreA per: Irfan Barabankwi
Replies: 6
Views: 490

bahut bahut shukria

mohtaram HASHMAT SAHEB aaj aapka tabsirah nazar nawaz hua. ghazal ki pasandeedgi aur hauslah azfai ka bahut bahut shukria. hashmat saheb yeh aapka husn-e-nazar hai warnah ghazal itni achhi bhi nahi hai. aapka kalam bhi masha allah khoob hota hai. waisey aapka tabsirah paRhkar bahut khushi hoi aur ya...
by irfan barabankwi
Mon Jul 18, 2005 7:37 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahi Ghazal Guz.7 ke misreA per: Irfan Barabankwi
Replies: 6
Views: 490

bahut shukria

mohtaram MEHTAB QADR BHAI aapka khat nazar nawaz hua. ghazal ki pazirai ka bahut bahut shukria. aapne baja farmaya ke tarahi ghazal meiN mazameen umooman takra jatey haiN. aksar merey sath bhi aisa hota hai lekin phir bhi meri koshish yahi hoti hai ke naye mazameen nikaley jayeN. shukriye meiN pahel...
by irfan barabankwi
Fri Jul 15, 2005 11:48 am
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.3). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 11
Views: 802

bahut bahut shukriyah

mohtaramah ANMOL SAAHIBAH salam-e-khuloos aik muddat ke baad is mehfil meiN phir aana hua hai. aaj aapka tabsirah nazar nawaz hua. bahut bahut shukriyah. jahaNtak ghazal per nazir saheb ke naam ki baat hai to iski wazahat bhi zahoori hai. bat dar asl yeh hai ke meri saari ghazleIn mohtaram nazir saa...
by irfan barabankwi
Fri Jul 15, 2005 11:40 am
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.3). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 11
Views: 802

bahut bahut shukriyah

mohtaramah NAJMA SAHIBAH salam bahut dino baad aaj jab is mehfil meiN aaya to aapka tabsirah nazar se guzrah. aap soch rahi hoNgi ke maiN kitnah maghroor insan hooN ke aapki post ka jawab bhi nahi likha. lekin aisi baat nahi hai. maine dar asl is taraf aana hi chhor diya tha lehazah yah tabsirah ya ...
by irfan barabankwi
Mon Jul 11, 2005 3:42 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahi Ghazal Guz.7 ke misreA per: Irfan Barabankwi
Replies: 6
Views: 490

Tarahi Ghazal Guz.7 ke misreA per: Irfan Barabankwi


urdubandhan ke saathiyo,

Aadaab,

Guzarish 7. ke taraHi misreA per apni ghazal pesh karrahaa hooN.

Ummeed ke aap apni giraaNqadr aaraa se navaazkar khaaksaar ko shukriya adaa karne kaa mauqaA denge.

Khair Andesh,
Irfan Barabankwi,

by irfan barabankwi
Fri Apr 08, 2005 2:18 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.3). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 11
Views: 802

bahut bahut shukriyah

mohtaramah

SARAH SAAHIBAH

purkhuloss tasleemat

aapka tabsirah aaj nazar nawaz hua. ghazal ki pasandeedgi ka bahut bahut shukriyah.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Fri Mar 25, 2005 2:40 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.3). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 11
Views: 802

bahut bahut shukriyah

mohtaram janab HASHMAT USMANI SAAHIB adab-o-ihtiram apni mAmooli ghazal per aap ka tabsirah nazar nawaz hua. saahib aap ne to ziyadah hi tareeef kar dali hai. bhai saahib maiN adab ka aik haqeer sa talib-e-ilm hooN aur aapne apni mohabbat meiN mujhe usdaad ki masnad per bitha diya. aapki nawazish ka...