Search found 69 matches

by irfan barabankwi
Fri Mar 25, 2005 2:30 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.3). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 11
Views: 802

bahut bahut shukriyah

mohtaram AMJAD BHAI adab-o-niyaz hasb-e-mAmool bahut takheer se aapke tabsirah ka jawab likh raha hoon. kiya karoN is kam bakht masroofiat ko jo hamesha sosti ke bandhan ko mazboot marne meiN maneA hoti hai. khair ghazal ki pasandeedgi ka bahut bahut shukriyah. aapki ghazal ka muntazir hooN. khair a...
by irfan barabankwi
Fri Mar 25, 2005 2:21 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal..Guzarish #3
Replies: 14
Views: 1320

wah bahut khoob

mohtaramh

NIGAAH SAAHIBAH

purkhuloos tasleemat

aaj aapki ghazal meri nigaah se guzri. waah bahut umdah ghazal hai.
meri taraf se dili daad aur mubarakbad qubool kareiN.

khiar andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Fri Mar 25, 2005 2:16 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri tarhee Ghazal..Idhar kyaa nigaah-e-muHabbat nah hogi..
Replies: 15
Views: 1801

wah wah

mohtaram JAWAID BADAYUNI salam-e-masnoon pahli bar aapki ghazal per apna tabsirah lekar hazir hua hooN. wah kiya hi umdah ghazal hai aapki. sabhi ashaar khoob haiN. is haqeer ki dili daad qubool farmayeN. badayuN to hamare u.p. maiN hai lekin app ne apna koi pata yahan nahi darj kiya hai. filhal aap...
by irfan barabankwi
Fri Mar 25, 2005 2:01 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzaarish # 3
Replies: 7
Views: 536

wah kaise kahoN

mohtaramah
TAHIRA SAAHIBAH

purkhuloos tasleemat

aapki ghazal nazar nahi aayi. tabsirah kis per karooN ????

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Wed Mar 23, 2005 3:47 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.3). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 2
Views: 292

TaraHi Ghazal (Guz.3). Irfan Barabankwi, Jeddah.

MuHtaramaat o MuHtarameen AHbaab-e-sukhan, Aadaab o Tasleemaat, Guzarish No.3 ke TaraHi misreA per apni ghazal paish karte houe khushi mehsoos karrahaa hooN. Ummeed ke aap apn giraaNqadr aaraa se mustafeed houne kaa mauqaA denge. Note: (Is se pahle bhii post kiyaa thaa lekin ur per Abdullah Nazir S...
by irfan barabankwi
Mon Mar 21, 2005 4:53 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.3). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 11
Views: 802

TaraHi Ghazal (Guz.3). Irfan Barabankwi, Jeddah.


Muhtaramaat o Muhtarameen
Ahbaab-e-meHfil,

Aadab o Tasleemaat,

Guzarish No.3 ke TaraHi misreA per apni ghazal paish karrahaa hooN. Ummeed ke aap apni giraaNqadr aaraa se mustfeed houne kaa mauqaA denge. Shukriyah.

Khair Andesh,
Irfan.

by irfan barabankwi
Wed Feb 23, 2005 2:22 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzaarish # 2
Replies: 6
Views: 710

bahut khoob

mohtaramah

TAHIRA MASOOD
SAAHIBAH

purkhuloss tasleemat


aapki ghazal nazar nawaz hoi. aapney aik achhi koshish ki hai. dili daad hazir hai. mohtaram nazir saahib ke mashwiroN per Amal kareiN aur mashq-e-sukhan jari rakhkheiN. raftah raftah kamaal aata hai.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Wed Feb 23, 2005 2:05 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.2). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 6
Views: 645

bahut bahut shukriyah

mohtaramah

NAJMA SAAHIBAH

pukhuloss tasleemat

ghazal ki pazirai ke liye aapka behud mamnoon hooN. agar aap logon ko meri ghazal pasand aayi to meri kawish kamyab hoi. ummeed hai ke ayndah bhi aap apni aara se nawazti raheiNgi. shukriyah

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Wed Feb 23, 2005 2:00 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.2). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 6
Views: 645

bahut bahut shukriyah

mohtaramee ZIA BALOCH SAAHIB adab-o-niyaz ghazal ki pazirai ka bahut bahut shukriyah. mujhey afsos hua ke apney meri ghazal paRhkar ghazal likhney ka khayal tark kar diya. aisi kiya baat hai ? janab aap mujh se achhey shayer haiN. mujh nacheez ko sharmindah kiyoN karte haiN. aap bhi is zameen meiN k...
by irfan barabankwi
Wed Feb 23, 2005 1:51 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.2). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 6
Views: 645

bahut bahut shukriyah

mohtaramah

SARA SAAHIBAH

purkhuloos tasleemat

ghazal ki pasandeedgi ka shukriyah zarah takheer se ada kar raha hoon
ummeed mind nahi kareiNgi aur ayenda bhi mujhey hauslah deti raheiNgi.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Mon Feb 07, 2005 5:36 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi Ghazal (Guz.2). Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 6
Views: 645

TaraHi Ghazal (Guz.2). Irfan Barabankwi, Jeddah.


Muhtaramaat o Muhtarameen
Ahbaab-e-meHfil,

Aadab o Tasleemaat,

Guzarish No.2 ke TaraHi misreA per apni ghazal paish karrahaa hooN. Ummeed ke aap apni giraaNqadr aaraa se mustfeed houne kaa mauqaA denge. Shukriyah.

Khair Andesh,
Irfan.

by irfan barabankwi
Sun Jan 30, 2005 1:55 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish @1 ke misreA per Tarahi Ghazal. Irfan Barabankwi.
Replies: 8
Views: 787

bahut bahut shukriyah

mohtaramah TAHIRA MASOON SAAHIBAH pukhuloos tasleemat aaj aapka maktoob basrah nawaz hua. ghazal ki pazirahi ke liye aapka bahut mamnoon hooN. darasl aap jaise ahl-e-qalam aur qadrdaan hi mujhe ghazal goi hi tahreek dete haiN. ummed hai ke aap isi tarah hamesha mujhey hauslah deti rhaeiNgi. shukriya...
by irfan barabankwi
Sun Jan 30, 2005 1:49 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish @1 ke misreA per Tarahi Ghazal. Irfan Barabankwi.
Replies: 8
Views: 787

bahut bahut shukriyah

mohataramah

SARA JABEEN SAAHIBAH

purkhulos tasleemat


aaj aapka tabsirah nazar nawaz hua. ghazal ki pasandeedgi ka bahut bahut shukriyah. ayendah bhi aapse isi tarah ki hauslah afzayi ki ummeed trakhta hooN. shukriyah

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Sun Jan 30, 2005 1:46 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish @1 ke misreA per Tarahi Ghazal. Irfan Barabankwi.
Replies: 8
Views: 787

shukriyah

mohtaram janab HASHMAT USMANI SAAHIB salam-e-masnoon aapka maktoob kafi takheer se aaj nazar nawaz hua. ghazal ki pazirai ka bahut bahut shukriyah. aap jaise ahl-e-nazar aur ahl-e-qalam ki daad mere liye yaqeenan ki sanad se kam nahi hai. ummeed hai ke ayenda bhi aap mera hausaah badhate raheiNge. j...
by irfan barabankwi
Sun Jan 30, 2005 1:41 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish @1 ke misreA per Tarahi Ghazal. Irfan Barabankwi.
Replies: 8
Views: 787

bahut bahut shukriyah

mohtaram STARMIND (ZIA BALOCH SAAHIB) salam khuloos hasb-e-mAmool sab ke jawabat kuchh takheer se de raha hooN. ummeed hai ke muAaf farmayeNge kiyoNke "hoi takheer to kuchh bais-e-takheer bhi tha". baharhal aapki hauslah afzayi ne dil bagh bagh kar diya. zia bhai yeh aapki zarrah nawazi ha...