Search found 69 matches

by irfan barabankwi
Thu Jan 20, 2005 12:03 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: abhi kuch log haiN uspaar meray
Replies: 13
Views: 1374

wah wah

mohtaram

MEHTAB QADR SSAHIB

apni is khoobsurat ghazal per meri dili daad qubool kareiN. is tarah meiN
maine bhi kuchh koshish ki hai agar waqt mila to kabhi pesh karooNga.
kiya karooN meri masrrofiat meri raah meiN hayel hai.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Thu Jan 20, 2005 11:58 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ajab raat hai ye tilismaat ki
Replies: 26
Views: 2714

wah wah bahut khoob

mohtaramah SUMAILAH SAAHIBAH pukhuloos taslimat aaj bahut dino baad is taraf aana hua to aapki yeh khoobsurat ghazal nazar se guzri. wah wah bahut hi umdah ghazal kahi hai. sabhi ashaar bahut umdah haiN. meri janib se dher si daad aur mubarakbaad qubool kareiN. allah kare zor-e-qalam aur ziyadah kha...
by irfan barabankwi
Thu Jan 20, 2005 11:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taazah ghazal. Irfan Barabankwi, Jeddah
Replies: 10
Views: 926

bahut bahut shukriyah

mohtaramah TAHIRA MASOOD SAAHIBAH purkhuloos taslimat aaj abht dino ke baad jab internet per aana hoa to aapka yeh tabsirah nazar nawaz hua. ghazal ki pasandeedgi ka bahut bahut shukriyah. jawab ki takheer ke liye mAzarat chahta hooN. ummeed hai ke aap ayendah bhi meri hauslah afzayi karti raheiNgi....
by irfan barabankwi
Wed Jan 12, 2005 6:22 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish @1 ke misreA per Tarahi Ghazal. Irfan Barabankwi.
Replies: 8
Views: 787

Guzarish @1 ke misreA per Tarahi Ghazal. Irfan Barabankwi.


Muhtaramaat o MuHtarameen
Ahbab-e-sukhan,


Aadaab o Tasleemaat,

Urdubandhan kii Guz.No.1 ke misreA per apni Tarahi ghazal paish karne kii sa'Aadat haasil karrahaa hooN. Ummeed ke aap apni qeemati aaraa se mustafeed houne ka mauqaA denge. Shukriya.

Khair Andesh,

Irfan.

by irfan barabankwi
Thu Jan 06, 2005 12:43 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taazah ghazal. Irfan Barabankwi, Jeddah
Replies: 10
Views: 926

bahut bahut shukriyah

mohtaramah SAARA SAAHIBAH pukhuloos tasleemat sab se pehle tau aapko urdubandhan ki bahut kamyab shuruAat per mubarakbad pesh karta hooN uske baad ghazal ki pazeerai ke lkye aapka behud mamnoon -o- shukr guzar hooN. ummeed hai ke aap ayenda bhi mera hauslah baRhati raheiNgi. meri masroofiat ko dekht...
by irfan barabankwi
Thu Jan 06, 2005 12:34 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taazah ghazal. Irfan Barabankwi, Jeddah
Replies: 10
Views: 926

bahut bahut shukriyah

mohtaram janab

HASHMAT USMANI SAAHIB

salam alaikum

urdubandhan meiN meri pehli ghazal ki jo hauslah afzayi aap sab ne ki hai uska bahut bahut shukriyah. ummeed hai ke ayenda bhi aap apney qeemti mashwiroN aur giraNqadr raye se nawazte raheiNge.

khair andaish

irfan barabankwi
by irfan barabankwi
Thu Jan 06, 2005 12:28 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taazah ghazal. Irfan Barabankwi, Jeddah
Replies: 10
Views: 926

bahut bahut shukriyah

mohtaramee MEHTAB QADR SAAHIB salam alaikum lijye saahib hum aapki bazm meiN aadhamke. khushamadeed ka bahut bahut shukriyah. bazm ki shuruAat per meri dili mubarakbad qubool kareiN. ghazal ki pasandeedgi ka aur meri hauslah afzayi ka bhi bahut bahut shukriyah. ummeed hai ke aap apni giraNqadr aara ...
by irfan barabankwi
Thu Jan 06, 2005 12:17 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush-aamded janaab-e-moHtaram Irfan Barabankawi saaHib
Replies: 5
Views: 352

shukriyah

mohtarameen WEBMASTER NAZIR SAAHIB MEHTAB QADR SAAHIB HASHMAT USMANI SAAHIB SARA SAAHIBAH SHUMAILA SAAHIBAH salam alaikum saathiyo, mujhe urdubandhan meiN jakaRne waley mohatram nazir saahib haiN. iNhi ki kawishoN se maiN yahaN aa saka hoon. AAP SABKI MOHABBAT AUR HAUSLAH AFZAYI milti rahi tau insha...
by irfan barabankwi
Mon Jan 03, 2005 1:11 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taazah ghazal. Irfan Barabankwi, Jeddah
Replies: 10
Views: 926

Taazah ghazal. Irfan Barabankwi, Jeddah

Aadaab o Tasleemaat, Jeddah meiN aik yeh bhi Tarahi misraA diyaa gayaa thaa Ahmad Nadeem qaasimi kaa: "maiN faqaT aik hii tasweer kahaaN tak dekhooN" Mujhe ghalaT fehmi hougaiee thii aur maiN ne samjhaa ke qaafiye (tehreer, taqdeer, ta'seer,) waghairah heiN. Ghazal mukammal karne ke bad p...