Search found 28 matches

by faypal
Sun Sep 02, 2007 3:33 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Hasil qafas mai-n garya ki rahat nahi-n mujhe
Replies: 2
Views: 252

Esteemed noor.........main ne aapka jitna bhi kalaam daikha us mein se sub se zaiyada ye ghazal pasand aai.........yaqeenun lajawaab hai........bahut khoob.yehi rung doosre kalaam ko bhi daine ki koshish kerain.
by faypal
Sun Sep 02, 2007 3:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ye daikh ker k chup gai bijli sohaab mein
Replies: 5
Views: 292

adaab arz hai. sabse pehle urdubandhan per khushamdeed!! aapki inayatkarda ghazlei.n mehfil-e-urdubandhan ki rounaq mei.n khoobsurat izafa hain. ghazal ka mat'la, shiar # 2 aur 3 bohat khoob hai.n !! " bheja hai kisne jaam ye khat mei.n lapait ker? bheege hue hain lafz bhi saare sharaab mei.n&...
by faypal
Thu Aug 30, 2007 12:49 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ye daikh ker k chup gai bijli sohaab mein
Replies: 5
Views: 292

ummassad wrote:bahout khoub faypal sahib kiya kahney.
Thanks..........God bless you.
by faypal
Thu Aug 30, 2007 12:48 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ye daikh ker k chup gai bijli sohaab mein
Replies: 5
Views: 292

moHtaram Faypal saaHib aadaab! kaese mizaaj haiN ammeed keh kheriyat se hooN ge. Aap kee Ghazal dekhee jo keh jadeed aor munfarid ma'loom hoee. na'ee sooch aor fikr daaman-e-sukhan ko waseea' karne kaa maojab bantee haiN. aap ka munfarid andaaz-e-Ghazal dilkash hai. aor qaadil-e-daad bhee. meree ja...
by faypal
Fri Aug 24, 2007 5:53 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ye aankhain hum kissi ko kaya bataain aaj purnum hain
Replies: 4
Views: 261

Salam Afzal SaHeb, meN apni tamam bazm ki jaanib se aap yahaaN par khushAamdeed kehtaa hooN. kahiaye kaise mizaaj heN? bohat mushkil zameen chuni hai bhayee aap ne. maire to paRh kar hi paseene chhoT gay heN :). bhai aisi zameen nibhaane par mairi Taraf se to dhairoN daad qubool kijiaye. agar ashaa...
by faypal
Fri Aug 24, 2007 5:33 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Kahin aisa bhi ho jaay k wo mehman ho jaay
Replies: 4
Views: 297

Salam Afzal SaHeb, leejiaye janab aap ki doosri ghazal paRhne ki s'aadat bhi HaSil ho gayee. aor ye khyaal dil par cabt hogyaa hai ke aap bohat achche shaair heN. 1. maTla' bohat khoob aor m'aini aafreeN ahi. daad! kaheeN ko kabhi kar ke bhi daikh leejiaye. 2. khyaal achchaa hai laikin pehlay miSra...