Search found 22 matches

by waQaar
Mon Sep 10, 2007 10:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: : ehl-e-khirad kii khud say Shanaasaa,i kYuuN nahiiN? :
Replies: 6
Views: 678

sara_j wrote:"sodaa,i hay naZ^ar tirii ab tak "waQaar", per
saaqi maiN ab woh pehli si ra'naa,i kYuuN nahiiN?"


wah! bohat khoob! daad qubool keejiye.
bahut Shukriah sara j!
by waQaar
Sat Sep 08, 2007 12:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aap kyooN kar na shaadmaaN hoN ge - Muhamamd K. Siddiqui.
Replies: 6
Views: 644

Mohtaram Khawar SaaHeb, aadaab, aapkii takhleeq to hamaiN pasand aa,ii magar isko kYa naam diYa jaaye Yeh to asaatizah hii bataa sakaiNgay. aakhiri She'r maiN aapnay "nah" jo keh Chh~oTii aavaaz hay baRii aavaaz kay vazn per baaNdh~aa hay. us per naZr-e-caani kee jiYay gaa. daad haaZir hay...
by waQaar
Sat Sep 08, 2007 12:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: : ehl-e-khirad kii khud say Shanaasaa,i kYuuN nahiiN? :
Replies: 6
Views: 678

: ehl-e-khirad kii khud say Shanaasaa,i kYuuN nahiiN? :

ehl-e-sukhan! aadaab! aik kaaviSh paiSh-e-khidmat hay. koii 2 maah qabl mat^la' huaa th~aa tabsay khatm kernay kii koShiSh maiN th~aa. ab jaisii bh~ii huii haaZir hay. apni aara, say nawaaziYay gaa. Shukriah! waQaar ======== 1. ehl-e-khirad kii khud say Shanaasaa,i kYuuN nahiiN? aql-o-Sh'aoor maiN ...
by waQaar
Sat Sep 08, 2007 12:29 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: kabhii jigar to kabhii dil ko daaGh-daar kiyaa ! ::
Replies: 6
Views: 1088

Ziaa bh~aaii, aadaab, huZoor vaah! "curaYYaa" "murgh" aur "buland-parwaazi" ka paRh~ ker mujh~ay to Iqbaal Yaad aa gaYe. jaisay keh "rif'at maiN maqaaSid ko hamdoSh-e-curaYYa ker, woh daagh-e-mahabbat day, jo chaand ko sharma day" darj-e-zail aSh'aar bahut pas...
by waQaar
Sat Sep 08, 2007 12:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal
Replies: 4
Views: 517

moHtaram Waqaar SaaHib aadaab aor khush aam deed! :rose mehfil-e-Urdubandhan meN aap kee tashreef aawaree HoaSlah afzaa aor musarrat kaa baae'ic hai. meHfil ko hameshah hee aap aese sanjeedah aor baaSalaHiyat SaaHibaan-e-qalam kee negaarishaat kaa intez^aar rehtaa hai. yahaaN aap ko inshAllah achch...
by waQaar
Sat Sep 08, 2007 12:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal
Replies: 4
Views: 517

Waqaar bhaa'ii, aadaab ! maiN is KhoobSoorat MeHfil meiN tah-e-dil se aap kaa isteqbaal kartaa hooN ! aap jaisii suKhanwaroN ki is MeHfil ko saKht zaroorat hai ! aap kii aamad se yaqeena" meHfil ki raunaqoN meiN izaafa hogaa ! Khush-aamadeed !! :) aap kii Ghazal to SaaHib laa-javaab hai ! aap ...
by waQaar
Thu Sep 06, 2007 10:26 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal
Replies: 4
Views: 517

Ghazal

aadaab, is meHfil maiN pehli kaaviSh paiSh-e-khidmat hay. apni garaaN qadar aara' say nawaaziYay gaa. Shukriah! waQaar :) ======== ph~as gaYaa hooN do jahaanoN maiN kahiiN laa-makaaN hooN aasmaanoN maiN kahiiN meN to keH jaa,uuNga qabl-az-mot sab jee uTh~ooNgaa ph~ir fasaanoN maiN kahiiN raNg badla...