Munir Armaan Saheb, Assalam-o-Alaikum,
Jazak Allah,
Aap ne Kamil Rabbani Saheb ki boht piyari aur asar angez Naat Sahrif dostoon ki khidmat main pesh ki. Ummed hai aap mazeed Naat aur Munqabat pesh kertay rahain gay. Shukria.
Search found 5 matches
- Fri Oct 02, 2009 3:30 pm
- Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
- Topic: Syed Mohammad Kaamil Rabbani (Marhoom)
- Replies: 5
- Views: 1106
- Fri Oct 02, 2009 3:21 pm
- Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
- Topic: Zameen Pe Chaand Utarta Dekhai Deta Hai - Jami
- Replies: 2
- Views: 767
Re: Zameen Pe Chaand Utarta Dekhai Deta Hai - Jami
Zameen pe chaand uterta dekhaee deta hai
Tera khayal bhi tujh sa dekhaee deta hai
Bade ajeeb hain yeh dard-o-gham k rishtay bhi
k jisk dekiay apna dekaee deta hai
Kin kin ashaar ki tareef ki jaey, puri ghazal hi umdah hai.
Tera khayal bhi tujh sa dekhaee deta hai
Bade ajeeb hain yeh dard-o-gham k rishtay bhi
k jisk dekiay apna dekaee deta hai
Kin kin ashaar ki tareef ki jaey, puri ghazal hi umdah hai.
- Fri Oct 02, 2009 2:46 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Yaad guzre huay lamhoun ki dilate kyon ho
- Replies: 1
- Views: 167
Re: Yaad guzre huay lamhoun ki dilate kyon ho
Boht Khoob, kiya hi achchi ghazal hai. Her shair maanweyet se bherpur. Subhan Allah
- Wed Apr 16, 2008 6:49 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Images + Poetry
- Replies: 25
- Views: 20873
Re: image
Shair k lehaz se umda image ka intekhab. Boht khoob.ummassad wrote:image with poetry
- Wed Apr 16, 2008 6:44 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: taazah kalaam
- Replies: 4
- Views: 812
Re: taazah kalaam
qar'een-e-karaam
aadab
aik taazah nigaarsih aap sabki basaratoN ki nazr kerti hoN
aara'a ki mutazir rehoNgee
Khush rehaiN
http://img.photobucket.com/albums/v459/nobody4ever/kayaahai-1.jpg
Tahira Masood Sahiba, Assalam-o-Alaikum,
Aapk ka kalam, aik umda kawish hai. Halat-e-Hazra per ...