Search found 6 matches

by rafat
Mon Jun 15, 2009 5:12 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: gazal ke kuch shaer nazar karte hoon. Ahle bazam ke arra ke
Replies: 2
Views: 117

Re: gazal ke kuch shaer nazar karte hoon. Ahle bazam ke arra ke

Mohtaram Munir Arman Naseme Sahib,

Bohat mamnoon hon keh apne gazal pasand frmaie bus darte darte yeh radef aur kafia istamal kiya tha keh os lmhe yeh he takaza th tabeat ka. Aik mutaba phir shukriya
rafat
by rafat
Wed Jun 10, 2009 7:27 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: gazal ke kuch shaer nazar karte hoon. Ahle bazam ke arra ke
Replies: 2
Views: 117

gazal ke kuch shaer nazar karte hoon. Ahle bazam ke arra ke

Khuab bunna khatta he mery ghar ke andar Aarzo ek saaza he mery ghar ke andar Khushk ankhoon mein sail -ghame ishiq pinhan Aik toofan chupa he mere ghar ke ander Her darecche pe makree ke jale tane hein Band kab se hawa he mery ghar ke ander Ja ba ja sarburida tamana ke lashey aik muktal bapa he er...
by rafat
Thu Jul 03, 2008 8:11 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Indoor plant
Replies: 3
Views: 824

Re: Indoor plant

Zarqa Sahibah Aap ke nazam bohat khubsorat aur dil ko chu lene wale he. ahsasat ke tajseem behad nazuke se ke he apne. Dard, chubhan, bebase, ghutan, Asman chulene ke darena khuahish, kate huwe paroon ka karb her ahsas ko bare khubsrte se mujasam kiya he aapne Dherron dad mere taraf se qabol kejieay...
by rafat
Tue Jun 17, 2008 9:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aik ghazal
Replies: 6
Views: 447

Re: Aik ghazal

Mohtaram sbashwar Sahib
Ghazal ke pasandeedge aur husla afzaie ke liye bohat mashkoor hoon
Rafat
by rafat
Wed May 28, 2008 9:56 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aik ghazal
Replies: 6
Views: 447

Re: Aik ghazal

Azizan-e- Mohtaram
Aadab
Aap sab ke huslaafzie keliye behad momnoon hoon
Aap ne mere nachez kawish ko sarraha ic izzatafzaie keleiye mashkoor hoon
Rafat
by rafat
Fri May 16, 2008 1:47 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aik ghazal
Replies: 6
Views: 447

Aik ghazal

A zizan-e- Mahfil Aadab Urdu Bandhan ke bazan phle murtaba hazir hoo rahe hoon aik ghazal ke saath tawajah farmiyie ga bohat shukriya rafat Jee rahee hoon ke mar gaaie hoon meiN Reza reza bikhar gaie hoon meiN Tan-e- tanha hoon reegzarooN mein KarwaaN se bichar gaie hoon meiN Khuaab jab se hooie hei...